asif bhai asif bhai app ko parshan hony ki zaroorat nahin hy.uger app phly baar baap banny waly hain tu ya normal hy ik urat kay leeya kay jab woo Pregnant hy tu urat ki feeling bohat kharab ana shuroon ho jaty hain kion kay baby ban raha hota hy is leeya us ki feelings tabdeel hoty rahty hain. subha uur hoty hain sham ko uur hoty hain. her ik lamha uur hoty hain ya normal hy.app ko one year understand karna ho ga parshani ki zaroorat nahin hy.app ki bivi paghul nahin hy. kion kay ik insan kay ander say ik insan janam ly raha hota hy .kitny big baat hy is leeya app na parshan hoon. app ko samajna chahya. apny docter say baat karin. uur mashwarah lain.
freash food ka istymal karin.uur app un ka khyal raghin. uur ghusa nahin karna. mukamal demaghi sakoon hona chahya. phly 5 month main app ko bardashta karna ho ga. bus app ko samajna chahya. uur ghush hoon app baap banny waly hain allah app ko neek ulad dy. app kay gher khushi aa rahy hy app dosre baton par tuwajjo na dain bus un ka khyal raghin uur un ki halat ko understand karin.allah app ko himmat dy ik porah sal. baki parshani ki zaroota nahin hy this is normal. |