aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:26th Jan 2013, 11:05pm |
|
|
VAGINAL VIBRATION
dr.mri problem bohat he ajeeb ha,jab me 6,7 saal ki thi tb sey meray barray bhai nay meray upper sex organs ko zabardasti bohat buri tarah use kia and he fingered in my vagina too. me bohat choti thi us waqt me apnay parents ko ye nahi bta ski na bhai ko rok sakti thi wo mjhe bohat marta tha or meray hath paon bandh kar meray sath ye sb kuch karta tha or mujhay dhamkata tha k agar me ne ye sb parents ko btaya to wo meray sath us se bhi bura karay ga, me choti thi or immature bhi,me ne in sb se nijat paanay k lia 15 saal ki age main gandum(wheat) me rakhnay wali fernile ki gollian kha kar sucide attempt ki lekin me bach gae ,
us ka bad mjhay shadeed qisam ka stomach alcer ho gia and or bhi bohat c bemariaan, tarah tarah ki sexual diseases , jin k lia wo shaks apni marzi se mujhe tarah tarah ki breast and semon enlargening medicines 15 saal ki age main mujhay use krwata raha and me ne dobara sleeping pills kha kar suicide attempt ki , jis ki waja se sari dunia ne mujh par tarah tarah k ilzamat lagaey k is ne asa kia gunah kia jo suicide karni pari, halaankay me to khud ajeb kashmakash ki zindgi guzar rahi thi , 2nd suicide attempt k bad me nay jb parents ko apnay bhai k kartoot bataey to unho nay mjhe laan-taan ki k sb mra qasoor ha k me unhe bta ni ski, aaj mera ye haal ha k in suicide attempts ki waja se meri mental halat bohat kharab ha, me bohat abnormal harktein karti hoon,
logon k samnay chaltay phirtay khud say baatain karti hun or khud bakhud aksar hansti rehti hoon,waqt se pehlay use karnay and fingering ki wja say meray vagina me har second vibration hoti rehti ha asay lagta ha k koi cheez ya vagina abi kisi cheez ko pakarnay ki koshish main bahir gir jaaey gi me is waja say na thek say baith sakti hoon na chal sakti hoon,log meray chalnay k andaaz ko daikh kar mujh par ghaleez qisam k ilzamaat laga rahay hain,moreover my left hip is shrinked and is half than the right hip and is black and red coloured and has a large dimple at the middle of it, meri breast k bachpan se ab tk use ki wja se breasts me shadeed qisam ki veins k ulajhnay ki waja say rasoaliaan ban chuki hen or mujhay bohat bhari pan mehsoos hota ha.me B.S Goldmedalist hoon lekin ye taleem haqiqi zindagi me kisi kaam ki nahi hoti ,
meray parents nay mujhay in sb batoon ko bhulanay k lia M.S main admission dila dia hai lekin me kisi ki ankho me ankhen daal kar baat nahi kar skti bcz har waqt meri vagina falling vibration and catching ki halat me hoti ha kuch likhnay lagoon to breasts k hilnay ko bhi feel karnay lagi hoon or us hilnay ki sensitive feeling ki waja se me kuch likh b nahi sakti.zindagi jahan se shuru hui thi aaj phir wahin pe khatam ho rahi ha klog meri body ki waja se mujh par ilzaam laga rahay hain or main aaj bhi soch rahi hoon k mera qasoor kia ha ,MAIN AK BAR PHIR SUICIDE KA IRADA RAKHTI HOON BS AP K JAWAB KA INTAZAR HA,US K BAAD ........................................................
|
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3232 Age:
36
|
|
Posted on:26th Jan 2013, 11:32pm |
|
|
well ..advice after reading whole story baat issi nateeja par puahnchi hay k iss story main kuch batain shaid sach hon laiken yeh saari story sach maloom nahi hoti uss ki waja yeh hay k "aaliaa" said that she is B.S Goldmedlist , aur sath main yeh likhti hain k wo 2 baar sucide attempt kar chuki hain , mera zaati khiyaal hay k dimaghi tour par titar bitar qisam ka insan hi khud kashi ki janab qadam barrhata hay aur jo dimaghi tour par titar bitar ho wo ussi kafiyat k doran taleem main numaya position nahi lay sakta , lehaza story main kuch jhol sa nazar araha hay
behar haal agar yeh sari baat sach hay to yaqinan "aaliaa" k sath buhat bura howa hay , iss sab ka madawa sirf aur sirf waqat ka guzrna hi ho sakta hay aur kuch nahi , behtar yahi hay k aap apni taleem par hi tawajjo markooz rakhain jaisy iss sy pehly b aap ny dil sy mehnat ki aur taleem main numaya position haasil ki uss waqt b yaqinan aap k yahi masayel hon gy jo abb hain
agar uss time iss sab ko aap khatir main nahi laai hain aur taleem main numaya muqaam hasil kar liya hay to abi b iss sab ko apny dil-o-dimagh sy wash out rakhain , insha'allah sab behtar ho jaye ga
baqi yeh khud kashi waghaira masly ka hall nahi howa karta q k zindagi khatam hony k baad b khud kashi karny waly ko koi sakoon nahi milta balky pehly sy b ziyada aur shadeed tareen azab main mubtila kar diya jata hay |
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6394 Age:
35
|
|
Posted on:26th Jan 2013, 11:39pm |
|
|
aalia Apki case history koch esss turaah ki hay kay ess key leyeh meah aap ko Mahira-a-Nufsiyaat kay baas janay ko zurori sumajta hon. Masha Allah say ap puri likhi or Zaheen girl ho baqi jo ap kay sath howa yuqeenun bot bora howa aap ko awal roz he apni walida ko btana taha jo ap ny nahi btaya , Khodkushi Haram hay zindghi ko apny hatho khutam nahi kurna hay yeh Allah ki Nehmat hay jiska HIsaab leya jay gah. baqi aap mujy ek bahimaat lurki dikhti ho Himat kuro or ess past say apny aap ko baher nikalo. Shaid weakness hay or koch ap ny jo khodkushi say jo duwain use ke hen onky side effects be hen apko proper care or treatment ki zurorat hy insha Allah ap thek ho jao ghi. Apni walida ko lay kur kisi achiy mahir-a-nufsiyat kay pass jain or doctor ko aghur zoban say bta na sukin tu apni sub batin likh kur doctor ko day dain.
|
sahilkkk |
Group: Members Joined: 22nd Jan, 2013 Topic: 0 Post: 22 Age:
23
|
|
Posted on:26th Jan 2013, 4:21pm |
|
|
aaliaa ab apki bahai ka kiya howa ab wo kaha hai or kiya wo marrid hai apki parents ko us ki bary me pata chalne ki bade us kiya kiyea app ki bahi ki khilaf
|
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:26th Jan 2013, 10:28pm |
|
|
jahan tkH/DR QASIM K SAWAL KA TA-ALUQ HA me ne 2nd suicide attempt B.S complete krnay k baad kia tha us k baad meri mental condition bohat abnormal ho gae or 3 saal tk me ne apni studies struck off ki rakhi hen, ab achanak parents ne mujhe again admission dila dia ha lekin me jab bhi parhnay lagti hoon to meray dimagh pay bhari pan and ghanoodgi cha jati ha ,mujhe apni past ki saari mehnat doobti nazar aa rahi ha, mujhe lagta ha me anqareeb pagal ho jaon gi, main past ko zam nahi kar pa rahi,mera face bohat he expressive ha ,baqol logon k me jo kuch sochti hon wo expression b day rahi hoti hoon jis se wo mwri thoughts ko meray face par asani se parh sktay han ,me bohat ajeeb qisam ki confused shakhsiat ki malik ban gae hoon, mjhe social fobia ho gia ha lagta ha k me zindagi bhar kisi insan ka samna nahi kar skti,me ne ak private uni. me admission lia ha, wahan b me kisi se baat nahi karti bs ak corner chair fix kar k usi par baithi rehti hoon.teachers ki nazroon me pta ni me kia hoon ,
|
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:26th Jan 2013, 10:50pm |
|
|
bhai ka kia bana jab me ne apnay parents ko bhai ki asliat btayi to us ne at once kaha k 'ye giri hui baatain tmhen kon sikha raha hai?' or apni cionfusion ko chupanay k lia wo yeh kar wazoo k bahaanay kamray say bahir a gia k'main quran par hath rakh kar btata hoon k me ne is k saath asa kuch nahi kia ' walid ko us k kirdar par pehlay shak tha is liay unho ne usay asa kuch nahi karnay dia,bhai police me aala ohday par faaiz ha or meray walid 65 age k old and beemar insaan hen ,unho ne is dar se k bhai k paas power ha wo meray lia kahin kuch or barbadi ka samaan na paida karay usay kuch bhi nahi kaha,bhai ki shaadi to isi saal ho chuki thi wo apni asliat pata chalnay k bad roz ghar main apni biwi ki kisi na kisi baat ko lay kar larrta raha or ak din separate ho gia ,lekin aaj bhi wo dharrallay say hamaray ghar ata ha ,ak din us ne mjhe akalay main bohat buri gaaliaan di or kaha k us ne meray saath asa kuch kia hota to aaj yahaan 'bachoon ki line lagi hoti' ITNA SAB KUCH SUN-NAY K BAAD KON INSAN ZINDA REHTA HA MERI DITHAAI DEKHO ME ZINDA HOON. |
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 12:05am |
|
|
dr.hamid plz reply dr.hamid i m confused k ye medicines kis maqsad k liay hen and kia mujhay waqai istmaal karni chahiaan ya nahi???????????? |
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 12:05am |
|
|
dr.hamid plz reply dr.hamid i m confused k ye medicines kis maqsad k liay hen and kia mujhay waqai istmaal karni chahiaan ya nahi???????????? |
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 12:17am |
|
|
dr.hamid mujhay in medicines ka function bta dijiay plzz taakay me ap ko bta skoon k wo problem jo in medicinesin, say related ha wo mujh me ab kis condition me prevailing ha. |
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6394 Age:
35
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 1:35am |
|
|
Dr hamid
Dr Hamid I am also a Homoeopathic Physician since 2007 doing answers here but due to forum rules i am not able to prescribe andy Homoeo remedy to any one so, kindly please abide by forum rules.
Meah bot Dufa forum pur Mehsoos kurta hon kay koch patients ki treatment kay leyeh Homoeopathic medicine kay alawa or koi medicine affective nahi or mera dill be kurta hy help kurny ko lakin forum rules ki waja say meah yeh nahi kur pata. chonkay forum pur kisi be turaa ki medicine advise kurny ki ejazat nahi hay es leyeh meah Forum admin ko yeh request be nahi kur sukta hy humain Homoeo medicine advise kurny ki permission de jay.
Allopathic doctors wesy bhe hum say bot tahussob kurty hen ess leyh aap forum pur answers zuror kurin lakin medicine tujweez mut kurin nahi tu yeh ap ko block kur daingy.
|
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 250 Post: 4278 Age:
38
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 4:49am |
|
|
Suicidal Thought 1. aap iss waqt depression ka shikar hai.
Depression ke mareez ko hi suicidal thoughts aatay hai. Depression ke
ilaj ke liye kisi Psychiatrist ya clinical psychologist se consult
karain.
2. agar vagina aur breast mei koi problem hai tu kisi
lady doctor se apna checkup karain, woh check up ke baad hi bata sakti
hai keh aap ke vagina aur breast mi koi pathological problem hai keh
nahi.
3. waise iss qisim ke case mei beghir kisi pathological
problem ke bhi vagina aur breast mei takleef hoti hai. agar aisa hai tu
os ka ilaj bhi Psychiatrist ya clinical psychologist karain ge.
4.
aap ke parents kafi cooperative lagtay hai tabhi onho ne BS aur MS
karaya. behtar hai keh aap apne parents ke saath kisi Psychiatrist aur
gynecolost se consult karain.
Note: aap aik hi topic per bar bar new post ker rahi hai. iss qisim ki harkat ko Spam kehtay hai. Spam post kerne wale ke tamam post delete ker diye jaatay hai aur onhai Block ker dia jaata hai takeh woh dobara post na kar sakay. |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 250 Post: 4278 Age:
38
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 5:02am |
|
|
Allopathic Doctors ko bhi medicine likhene ki ijazat nahi re: "Allopathic doctors wesy bhe hum say bot tahussob kurty"
kisi bhi website per medical prescription likha legally allow nahi hai. iss liye prescription likhne ki ijazat nahi. aur jo website iss qanoon ko tortay hai woh mukhtalif qisim ke qanooni problem mei ghir jaati hai. aisi website per bohot si company like google apne ishteharat bhi nahi lagatay.
Homeopathic aur Allopathic alag alag tareeqa ilaj hai. kon sa tareeqa achcha hai aur kon sa bura iss se koi matlab nahi. matlab sirf yeh hai keh yeh website Allopathic medical website hai aur yaha non-allopathic theory allow nahi hai.
Dr. Qasim aik qabil shakhs hai, yaqeena woh aik behtareen homeo mualij bhi honge. agar iss website per homeo theory allow hota tu mei sab se pehle Dr. Qasim ko recommend kerta.
medicine likhne ki kisi ko bhi ijazat nahi, allopathic doctor ko bhi nahi. lehaza iss website per homeopathic walo se kisi qisim ka taasub nahi kya jaata. os ka saboot Dr. Qasim ke hazaro post hai jo keh iss website perr mojood hai jis ko Dr. Qasim ne Homeopathic shanakht ke saath yaani H/Dr. ka tag laga ker post kya hai.
|
dr hamid |
Group: Members Joined: 26th Jan, 2013 Topic: 0 Post: 6 Age:
36
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 5:45am |
|
|
rep.. dr qasim i am just trying to help the people, thank you for your advise. |
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 6:43am |
|
|
unable to take medicines me bs ye janti hoon k agar meri sexual problems khatam ho jaaen to me mentally tor par khud hi theak ho jaon gi. me ne ak lady dr. ko checkup karaya to us ne mujhe MYCOLE nami ak hi capsule khanay ko kaha jis se mujhe koi farq nahi parra us k elawa us ne mujhay URINIX nami tablets khanay ko kaheen jin ki 2 doses khanay say meri mental condition bohat buri ho gai or mujhay apna kuch hosh nahi raha ,inhi medicines ko khanay k baad me pehlay say kaee guna ziada abnormal harkatain karnay lag gae,means logon k samnay ziada confused rehna,kisi ki taraf dekh na skna ,khud se pehlay say ziada baatein karna waghaira, ab maslaa ye hai k mera brain kisi mazeed medicine k reaction ko bardasht nahi kar skta , Main already bohat medicines apni life main kha chuki hoon,plzzzzzzzzzz reply. |
dr hamid |
Group: Members Joined: 26th Jan, 2013 Topic: 0 Post: 6 Age:
36
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 7:25am |
|
|
REPLY TO AALIAA these medicines do not have any side effects. |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 250 Post: 4278 Age:
38
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 8:10am |
|
|
Psychiatrist aap ko mashwara hai keh aap kisi Psychiatrist ya Clinical psychologist se consult karain. yeh log nafsiati aur jinsi amraaz ka ilaj kerrtay hai. on ke ilaj se aap ke jinsi masail hal honge aur aap ki mental condition bhi theek ho jaaye gi.
|
aaliaa |
Group: Members Joined: 24th Jan, 2013 Topic: 1 Post: 20 Age:
25
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 10:10am |
|
|
dr. and what to do in case when parents do not understand my mental condition and do not take it necessary to take me to psychiatrist, as i remain and feel and behave normal at home and in front of them ,but my condition become worst outside the home,the major problem now i am facing is the sensitivity of outer lips even with the contact of cloth , what should i do first to cure this problem first and to reduce the very sensitivity of my lips????????
|
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6394 Age:
35
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 12:24pm |
|
|
aalia aap special days kay elawaa underwear he nah pehno kay touch hony say apko koch esa feel ho . dosri bat aghur apko parents doctor kay pas nahi bhej ray yeh kesy ho sukta hy ? dosri bat ap ky pas internet tuk risaai hay bay shomaar articles , instructions, forums mojood hen jin meah say noor clinic bhe ek hay apki help ki ja rahi hy
aap ki first posts jo thi os meah apny apni real story nahi btai pher ap ny dosri post meah yeh story btai abi jahaan tuk hum pur kur sumjy hen aap masha Allah sy puri likhi or sumajdar lurki ho etni education say ap meah confidence develop ho jana chayeh.
Choonky ap ny du dufa khodkushi ki koshish ki hy or koch medicine use ki hay abi mujy nahi putaa en dono attepts kay bhad doctors nay apki kasi treatment ki or ap ny ketni bar doctor sy elaaj kurwaya.
Aap forum say intouch rahain apki help or treatment esi forum pur hoti ray gahi
|
dr hamid |
Group: Members Joined: 26th Jan, 2013 Topic: 0 Post: 6 Age:
36
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 3:31pm |
|
|
REPLY TO AALIAA hi, take the only first medicine for sensitvity of your lips, it works well. |
sunny3 |
Group: Members Joined: 21st May, 2012 Topic: 7 Post: 22 Age:
30
|
|
Posted on:27th Jan 2013, 10:34pm |
|
|
SAD STORY AALIAA....ap ke story parhi or bhuht dil udaas hoa...ALLAH ghark kary uss bahi ko jis nay apke life tabah karny ke kosish ke...meri to dil say yehi dua hay ap ko acha lagay ya bura i dont care but mujhy itna ghussa aiya ye sab parh kar kay na poocho ap...meri duain apkay sath hain ALLAH apko sehat e kamla atta farmiay orr apke sab mushklain asaan kary...ameen suma ameen
|
|