myrizvi
herat ki bat hai na k ek pakistani musalman 21 saal ki umer tak ye nhi janta k masterbation hi mana hai islam main aur phir us per mustazad k usay ye hi nhi pata k is ghalat kari k baad paak honay k liye kia kiya jata hai mosoof poochtay hain k kia method hai? is k bawajood pakistaniyon per ilzam hai k hum intehaa pasand hain wesay ye bhi intehaa hi hai na k kisi ko 21 saal ki age tak yehi pata na ho k GHUSAL kia hai ap ne sahi jawab diya pekin ager ap yeh bhi bata detay mosoof ko k masterbation bhi islam main mana hai to acha tha |