M umair |
Group: Members Joined: 09th Dec, 2012 Topic: 6 Post: 15 Age:
19
|
|
Posted on:9th Dec 2012, 11:24pm |
|
|
height and over slimming meri age 18.8 hai.height 5'5 hai.n chest 29'' hai.weight kam hai. forces men kana chahta hn.but weight n chest r problem.log kehte hen k tmare galley(throat)ki haddi nikal i hai ab qad nai barhey ga.is it true?mere abu n bara bhi 5'8 k hen.i want to increase my height n chest 2'&4' respectivly. |
dr.areeba adil |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2012 Topic: 0 Post: 249 Age:
24
|
|
Posted on:21st Dec 2012, 1:11pm |
|
|
prominent Adam's apple app jis haddi ki baat ker raje hen wo Adam's apple kehlati he, ye baat theek he ke boys ki development men ye bone important he aur development ki satge 4 men ye haddi ya bone prominent ho jati he jis ka matlab he ke app ne growth ka zada tar phase complete ker liya, but not necessarily ke is haddi ki prominence ke baad app ki height increase nahi ho sakti, app exercise continue rakhen aur zada se zada calcium rich diet len jese milk , yoghurt waghera is ke ilawa app calcium supplements bhi le sakte hen, in sub instructions pe amal kerne se app ki height kafi increase ho sakti he. |
M umair |
Group: Members Joined: 09th Dec, 2012 Topic: 6 Post: 15 Age:
19
|
|
Posted on:22nd Dec 2012, 4:36am |
|
|
Thanks ak aur baat k meri ammi ko asthma .cough and alergy hai.un'no ne dawai li hai jis se un ko aur takleef ho rahi hai sans lene men.kya medicin continue rakhni chaye in ko?abi 2 din hi li hai./medicin k name ye hain.1AMILOCARD TABLET 2 ZOPAN TABLET 3 RANAX TAB. 4 RESPRO CAPSUL, 5 HYDRYLLIN SYRUP 6DYNACEFF CAP. |
dr.areeba adil |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2012 Topic: 0 Post: 249 Age:
24
|
|
Posted on:22nd Dec 2012, 7:26am |
|
|
asthma and medicine agar wo dawa le rahi hen to takleef barhni to nahi chahiye, medicine proper len aur jin doctor ne medicine di he un se phir followup kerwa len , wese ye sub medicines theek hen is ke ilawa un ko dry fruits khilaen especially fig or ingeer or honey is se bhi buhatt relief mile ga |
M umair |
Group: Members Joined: 09th Dec, 2012 Topic: 6 Post: 15 Age:
19
|
|
Posted on:26th Dec 2012, 11:12pm |
|
|
water men jab subah jagta hn to agr jagne k baad asey hi kuch dair leta rahon to muhn men pani numa thook (sliva) si jama ho jati hai.jo nigalne ko dil nai krta.men soney se pehle brush ya miswak b krn tab b yehi hota hai.ye kya cheeZ hai.? |
dr.areeba adil |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2012 Topic: 0 Post: 249 Age:
24
|
|
Posted on:27th Dec 2012, 7:37am |
|
|
mouth secretion in morning ye pani ya salive jesi secretion wo mucous hota he jo respiratory tract ki layer produce kerti he aur ciliary action se ye secretion collect ho ke throat tak ajati, raat bhar hum lete hoten is liye bahar nahi ati but jese hi hum uthte hen, clia jo ke finger like structures hote hen, im secretion ko sweep ker ke mouth tak le ati he.is ki causes men viral infection like common cold, excessive irritant or pollutant inhalation like cigerrate smoke ya dust particles ki waja se bhi ye secretions zada produce hoti hen. app sub se pehle ye sare factors door karen like dust aur cigerrate smoke avoid karen, agar common cold waghera ka problem he to is ka treatment karaen.is ke ilawa namak aur garam pani ke gargles karen, hot beverages like soups, tea ,and coffee zada piyen, steam ya bhaap lene se bhi ye problem solve ho gi, pani ka intake bhi zada rakhen. |
M umair |
Group: Members Joined: 09th Dec, 2012 Topic: 6 Post: 15 Age:
19
|
|
Posted on:27th Dec 2012, 10:25pm |
|
|
mucus koi asa tareeqa btayen k mere seeney se mucus hamesha k lie khatm ho jaye..pele nani(grandmothr)ko ye problem tha.phr ammi ko aur ab ham behn bhioo ko thori thori shikayat hai.mje qadre zayada hai..sardian aate hi hamarey naak band ho jate hain...suna hai ajwain se khatm ho jati.lekan ye garm b hoti hai. |
dr.areeba adil |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2012 Topic: 0 Post: 249 Age:
24
|
|
Posted on:28th Dec 2012, 3:54am |
|
|
respiratory mucus agar ye ap ki family disease he to ise poori tarha khatam nahi kia ja sakta , because ap logon ke andar allergic tendency he, is ko kam kia ja sakta he, men ne pehli post men ap ko jo instructions deen theen unhen follow karen, steam ya bhaap is problem ke liye buhat important he, daily steam lene se mucus melt ho ke saara bahar a jae ga, is ke ilawa dry fruits especially injeer khanae se bhi is problem men buhat relief mile ga. kisi doctor se achi anti allergic prescribe karwaen, anti allergic is problem men achi hoti hen. |
M umair |
Group: Members Joined: 09th Dec, 2012 Topic: 6 Post: 15 Age:
19
|
|
Posted on:29th Dec 2012, 11:45pm |
|
|
abc agar koi shurun se hi patla ho aur jism jitna bharra hoa hona chaye itna na ho.to es k peechey koi reason b ho sakti hai ya asa b ho sakta hai k aadmi asanaturly ho.aur kabbi b apni haddi k mutabik mota na ho.??? |
|