adabe-mubashirat/Antiquates of Copulation
Dear brother aap aisa kuon soach rahey hain?? Marriage bohot
bari zimmedari ka nam hai, its social contract. Is ka maqsad sirf sexual desire
poora karna nahi. Next generation aap k ooper depend karti hai, u have lot of responsibilities
to fulfill etc.
Secondly sex insane ki need he isey zaroorat he samjhna
chahiye isey lust, nahi banana chahiye. Zaroorat poori ho jati hai lust kabhi poori nahi hoti. So ultimately wife hamarey nazdeeq sirf sex
purpose k liye he reh jati hai.
Jin baton ka aap ne zikar kiya to dear brother Sharmo haya
he main barkat hai. Is say wife oar husband relation me charm sustain rehta
hai. Behayai say hawas barti hain oar
jald he aap ka dil apni begum say bhar jata hai. Koi attraction nahi rehti oar
aap apni lust ko fulfill karney k liye ghalat sources ki taraf mind jata hai.
adabe-mubashirat
1-Ba-wazo hon, is blood pressure normal rehta hai
2-Mubashirat k doran mat bolain, hadees me hai k is say olad gongi oar
luknat dar paida honey ka khatra hai.
3-Qibla ro hona makrooh hai
4-Mubashirat k bad cleanliness k liye mard oar orat dono alag kapra
rajhain.
5-Dobara mubashirat ka irada ho to pehley wazo kar lain.
6-Sharriat ne bilkul barhana honey say mana kiya hai, Hazrat Muhammad
(peace be upon him) ka farman hai, mafhoom, k gadhey ki tarha bilkul be libas
na ho. Sirf itna he sutar kholain jitni zaroorat hai Ooper koi chadar le lain. .
7-Aik doosrey ki sharam gah (sexual organs) ko daikhney say haafza “memory” weak hoti
hai.
8-Dil me achi niyatain karey,Regards.
|