Bushra Maz |
Group: Members Joined: 21st Sep, 2012 Topic: 6 Post: 25 Age:
20
|
|
Posted on:26th Sep 2012, 9:04pm |
|
|
Kia washroom mey kha saktay hain My Question is kia washroom mey koi anaj ya koi khaney ki cheez ly kar jana ya khana thek hai......?? According to Islam, What its say about this plz kindly tell me.... |
goodmorals |
Group: Members Joined: 06th Mar, 2012 Topic: 0 Post: 93 Age:
28
|
|
Posted on:26th Sep 2012, 10:57pm |
|
|
Bushra Maz ufffffff, yukh!!!!
mujhey to vomiting ho jaye. anyways islam me mana nahi.
|
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7344 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:26th Sep 2012, 11:48pm |
|
|
Bushra Bushra washroom may ap khana nahi kha saktay hoo...kiya wash room ap nay kitchen samja ha??is liyay wash room may bath ker khana nahi chahay.... |
Bushra Maz |
Group: Members Joined: 21st Sep, 2012 Topic: 6 Post: 25 Age:
20
|
|
Posted on:27th Sep 2012, 12:12am |
|
|
Good Man Mein washroom mey khana nai khati mujhe khud vomit hojaye gi but i just want to know about gerenal knowledge becz meinay boht say logon say suna hai kay washroom mey kuch kha liya tou bus mein islamic point of veiw say jana chahti thi kay kia jo log washroom mey kuch khatay hain tou kia yeh thek hai?Islam kia kehta hai is baraye mey.... |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7344 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:27th Sep 2012, 3:36am |
|
|
bushra Bushra wash room may khana nahi chahay...Khana khanay kay liyay kitchen aur dinning room use hotay ha...ap kassi batay kerti ha |
Maham12345 |
Group: Members Joined: 23rd Sep, 2012 Topic: 2 Post: 28 Age:
23
|
|
Posted on:28th Sep 2012, 3:51am |
|
|
hehe interestin quest ... :).... pehla sawal to ye hoga na washroom mein khaney k reasons kya hain ...?? gher chota per raha hai ...??? ya washrom buhat bara hai .... ya khana chup k khana hai ??? ya awein shughal soojha hai ?? :P
|
Maham12345 |
Group: Members Joined: 23rd Sep, 2012 Topic: 2 Post: 28 Age:
23
|
|
Posted on:28th Sep 2012, 3:58am |
|
|
helpp....! i cant post in this topic ...... or ye topic mein post bhi ajeeb atreekey se dikh rahi hai ... perh bhi nahi pa rahi ....
can any moderator help plz ....
http://www.forum.noorclinic.com/thread.php?topic=30486 |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6482 Age:
54
|
|
Posted on:28th Sep 2012, 7:33am |
|
|
wash room maiN khana peena 1. islam iss baray maiN khamosh hai aur yeh har insaan k zaati zauq par choR dia gaya hai k woh issay pasand karta hai ya nahi
2. dunya k har daur era maiN, aur har jagah 'aik jaisa wash room' nahi howa kartaa... pahlay zamanay maiN poora jungle /weeranah 'wash room' howa karta tha...aj bhi dunya k bahoot say remote /dehaat maiN log bahar khaitouN /jungle maiN faraghat haasil kartay haiN aur onka 'wash room' wohi hota hai
3. taraqqi yaaftah societies k omraa k wash rooms bhi common gharanouN k choTay bad.boo.daar wash rooms ki tarah nahi hotay. inkay wash.rooms neat n cleaned, wasee, hawaa daar, airconditioned aur khush.boo.daar honay k elawah iss main bol o baraaz say faraaghat k elawah bhi bahoot say kaam hotay haiN. aisay wash rooms maiN sitting arrangement hota hai, make up etc kia jata hai, ward robe bhi yeheeN hota hai....qissah mukhtasar k yeh aik "acha khasaa ghar nomaa" hota hai. aik adeal bath room (wash room ka old name) par english ki aik book mai yeh bhi zikr thaa k yahaan aik book shelf bhi hona chaahiyeh.... pakistani singer mehdi hassan ka bath room oskay drawing room say bhi behtar thaa...aur mehdi hassan ka kahna thaa k mera zeyadah waqt wash room maiN guzarta hai, issliyeh maiN nay issay araam.dah aur khoob.soorat banwaya hai
4. baaz log jab tak cigarette nah piyaiN, onhaiN faraaghat nahi hoti. lehaza woh faraaghat k liyeh iss dauran smoking bhi kartay hain (jo k khanay peenay jaisa hi hai).... wash room tap water agar peenay k qaabil hai aur emergency maiN zaroorat paRay to iska pani piya jasakta hai
Conclusion: yeh k wash room maiN khana peena HARAM ya manaa nahi hai but yeh recommended bhi nahi hai...isss ay avoid hi karna chaahiyeh k normally yahaaN germs /smell hoti haiN... yeh safayee soth.rayee ki jagah hai, khaanay peeni ki nahi...lekin agar kissi ka wash room bara, neat clean aur germs /smell say paak hai aur zarooratan /emergency maiN koi khaa pee lay to koi gonaah bhi nahi hai
wallaho aalam bissawab
|
analysis |
Group: Members Joined: 21st Oct, 2012 Topic: 1 Post: 24 Age:
24
|
|
Posted on:26th Oct 2012, 3:41pm |
|
|
myrizvi o bhai jaan washroom washroom he hota hai, chahey bara ho, khushboo dar ho ya kuch oar ho, being a Muslim hamain aisa anahi karna chahiye. tarraqi ye nahi hoti.
wallaho aalam bissawab :)
|
WEHSHI |
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 44 Post: 2431 Age:
48
|
|
Posted on:26th Oct 2012, 4:19pm |
|
|
washroom
ek hadees nazar se guzri k jahan rafa e hajat hoti ho wahan ghusal n wazu jaiz nhn aj kal joint bath room hotay hain na jahan toilet n shower ek sath hotay hain ager dono alag alag hon lekin ek hi room ho to wazu n ghusal jaiz hai is k ilawa jab hum toilet jatay hain to dua perhtay hain ALAH HUMA AUZO BIKA MINAL KHUBUSI WAL KHABAIS yani Allah main khud ko teri panah main deta hun her khabees cheez k shar se is k ilawa yeh bhi hai k jab insan toilet main jata hai to farishtay MUNKER NAKEER baher reh jatay hain aur ager koi shakahs batain keray ya kuch aur amal keray to woh us shakhas per laanat kertay hain kiun k us ki wajah se unhain us ko is halat main dekhna pera ab is k baad bhi ap washroom + toilet main khana chahtay ho kuch to ap ki merzi TV aur movies main dikhaai janay walay scines per amal kerna jaiz nhn jahan wash room itna bera dikhatay hain us main sab kuch hota hai is k ilawa wash room k bhi 2 hisay hain ek toilet doosera shower area lekin dono jagah hi insan naked hota hai yani kuch bhi un related kernay se farishton ki laanat k ahaqdar ho jai ga Agay Allah behter janta hai |
|