HAMAL nahi tharta Mai Aksar ya problem dekh raha hoon k shadi k bad kuch loog ase hain jin ka shadi k pahle month hi hamal thar jata hai or kuch ase hain jin k 2 2 saal nahi hota or kuch ase hain jin ka thar tu jata hai but 2 ya 3 month k bad zaya hoo jata hai or woh pher 75%hamal nahi tharta un ka lest time asa howa but un ka 6 saal bad ja k hamal thara.moj ko es ki samuj nahi ari k asa kia q hoo raha hai or es ki waja kia hai.jahan tak mari soch kahti hai k hum loog shadi ko le kar buhat advans hoo gay hain like jase woh flims mai dekhte hain wase hi apni bewi se karna chate hain hoo sukta hai es ki 1 waja ya b hoo k jis ki waja se hamal nahi tharta ya pher khorak hai (FOOD) us mai kuch kami a gai hai jis ki waja se hamal nahi tharta ya pher SEX ko le kar male female ka josh atna zayada hoo gaye hai k dosri bar karne pe woh sub zaya hoo jata hoo.
Dr.shasab mai bas ya cheez janna chata hoon k asa q hoo raha hai or es ki waja kia hai FOOD hai ya sex karne ka tareka gulta hai ya pher josh buhat hota hai????? |