Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 
Kiya me dusri shadi ek divorcee se kar sakta hu?

Social Problem
 
azeemkh Group: Members  Joined: 04th Jul, 2012  Topic: 12  Post: 61  Age:  27  
Blocked
Posted on:16th Jul 2012, 4:34am
 
Kiya me dusri shadi ek divorcee se kar sakta hu?

alirajput Group: Members  Joined: 16th Mar, 2012  Topic: 5  Post: 538  Age:  30  
Posted on:16th Jul 2012, 4:38am
 
bilkul

kyun nahiN bhai, bilkul kar sakte hon> .

azeemkh Group: Members  Joined: 04th Jul, 2012  Topic: 12  Post: 61  Age:  27  
Blocked
Posted on:16th Jul 2012, 4:41am
 
Tarika

Bhai mera masla ye he ki kiya me kisi ko bina bataye chup chap usse nikah kar sakta hu coz me usse pyar karta hu. Plz mujhe bataye ki me esa kese kar sakta hu?
azeemkh Group: Members  Joined: 04th Jul, 2012  Topic: 12  Post: 61  Age:  27  
Blocked
Posted on:16th Jul 2012, 4:43am
 
Tarika

Bhai mera masla ye he ki kiya me kisi ko bina bataye chup chap usse nikah kar sakta hu coz me usse pyar karta hu. Plz mujhe bataye ki me esa kese kar sakta hu?
WellKnOwN Group: Members  Joined: 06th Sep, 2011  Topic: 48  Post: 3378  Age:  23  
Posted on:16th Jul 2012, 5:33am
 
Azeem

Wese app karsakte hoo. Lekin app pehle hame apni problem tafseel se bataw ta ke ham achi tarah samaj sake
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6482  Age:  54  
Posted on:16th Jul 2012, 6:10am
 
azeem

1. bewah aur mutleqah say ossay tahaffuz faraham karneki niyyat say oss say shadi karna bahoot naik kaam hai... agar oss say mohababt hai, tab bhi oss say shadi karna jaiz hai

2. mard k liyeh yeh zaroori nahi k woh doosri shadi k liyeh apni pahli biwi say ijazat lay yaa ossay batlaa kar shadi karay. pahli biwi ko batlaa.ay beghair yaani chup kar bhi shadi karna jaiz hai

3. lekin dossri shadi k baad donouN biwiyouN k haqooq mosaawi taur par adaa karna bhi laazmi hai. jiss maiN donouN k saath yaksaaN waqt aur yaksaan shab basri bhi shamil hai... goya doosri shadi k baad har maheenay apko 15 din pahli bhi ko aur 15 din doosri biwi k saath raat guzaarni hogi laazman... iss taarh doosri shadi chopi nahi rah sakti, illah yeh k ap mosalsal pahli biwi say jhooT boltay rahaiN, jo aik aur gonaah hai

4. agar ap chup kar shadi karna chaahtay haiN to zaroor karaiN...lekin shadi k baad apni pahli biwi ko batlaa zaroor daiN takay donouN k saath waqt / paisa equal distribute kar sakaiN

wallaho aalam bissawab
WellKnOwN Group: Members  Joined: 06th Sep, 2011  Topic: 48  Post: 3378  Age:  23  
Posted on:16th Jul 2012, 1:04pm
 
myrizvi

very nice repply. Mashallah

azeemkh Group: Members  Joined: 04th Jul, 2012  Topic: 12  Post: 61  Age:  27  
Blocked
Posted on:17th Jul 2012, 2:24am
 
Thanx

Bhai wellknow aur myrizvi aapka shukriya. Masla ye he ki mera usko barabar ka waqt dena possible nai he, kiyo ki wo apne maiyke rehti he. Aur nikah k baad b ham kisi ko ye nai batana chahte.
azeemkh Group: Members  Joined: 04th Jul, 2012  Topic: 12  Post: 61  Age:  27  
Blocked
Posted on:17th Jul 2012, 2:27am
 
Conti

Wo ye bat samajhti he, agar wo razi he is cheez k liye to koi problem nai hona chahiye na? Baki har cheez me uska khiyal rakhunga. Wo b nai chahti ki kuch problem ho
azeemkh Group: Members  Joined: 04th Jul, 2012  Topic: 12  Post: 61  Age:  27  
Blocked
Posted on:17th Jul 2012, 2:30am
 
Cont

Ham ek dusre se pyar karte he, aur hamare bich sambhandh b ho gaye he. Allah iske liye hame maaf kare. Isliye me ab nai chahta ki aur gunha ho, ham dil se to pati patni mante he ab chahte he ki nikah karle taki allah ki nazar me hamara rishta pak ho jaye.

Posted on:17th Jul 2012, 2:32am
 
Cont

Aur me apni social life k karan usko samaj me except nai kar sakta, aur nai hi apni hone wali wife ko bata sakta hu.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6482  Age:  54  
Posted on:17th Jul 2012, 6:23am
 
it's all right

1. apko fauran iss doosri khatoon say nikaah karkay mazeed gonaah say bachna chaahiyeh... nikah k waqt ap doosri biwi say agreement kar saktay haiN k woh shadi k baad pahli biwi jetna waqt nahi maangegi aur aap apni marzi say ossay waqt dengay, oski demand k motaabiq nahi...agar woh maan jati hai aur laazman maan jayegi to its islamically ok

2. aisi soorat maiN apki pahli wife ko arsah daraaz tak maloom nahi hoga apki doosri shai ka aur ap onsay jhooT bolnay say bhi bach jayengay.

Allah apki help karay aur mazeed haraam.kaari say apko bachaa.ay... fauran say peshtar nikaah karlaiN
1
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012