azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 12 Post: 61 Age:
27
|
Blocked |
Posted on:16th Jul 2012, 4:34am |
|
|
Kiya me dusri shadi ek divorcee se kar sakta hu? |
alirajput |
Group: Members Joined: 16th Mar, 2012 Topic: 5 Post: 538 Age:
30
|
|
Posted on:16th Jul 2012, 4:38am |
|
|
bilkul kyun nahiN bhai, bilkul kar sakte hon> . |
azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 12 Post: 61 Age:
27
|
Blocked |
Posted on:16th Jul 2012, 4:41am |
|
|
Tarika
Bhai mera masla ye he ki kiya me kisi ko bina bataye chup chap usse nikah kar sakta hu coz me usse pyar karta hu. Plz mujhe bataye ki me esa kese kar sakta hu?
|
azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 12 Post: 61 Age:
27
|
Blocked |
Posted on:16th Jul 2012, 4:43am |
|
|
Tarika Bhai mera masla ye he ki kiya me kisi ko bina bataye chup chap usse nikah kar sakta hu coz me usse pyar karta hu. Plz mujhe bataye ki me esa kese kar sakta hu? |
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 48 Post: 3378 Age:
23
|
|
Posted on:16th Jul 2012, 5:33am |
|
|
Azeem Wese app karsakte hoo. Lekin app pehle hame apni problem tafseel se bataw ta ke ham achi tarah samaj sake |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6482 Age:
54
|
|
Posted on:16th Jul 2012, 6:10am |
|
|
azeem 1. bewah aur mutleqah say ossay tahaffuz faraham karneki niyyat say oss say shadi karna bahoot naik kaam hai... agar oss say mohababt hai, tab bhi oss say shadi karna jaiz hai
2. mard k liyeh yeh zaroori nahi k woh doosri shadi k liyeh apni pahli biwi say ijazat lay yaa ossay batlaa kar shadi karay. pahli biwi ko batlaa.ay beghair yaani chup kar bhi shadi karna jaiz hai
3. lekin dossri shadi k baad donouN biwiyouN k haqooq mosaawi taur par adaa karna bhi laazmi hai. jiss maiN donouN k saath yaksaaN waqt aur yaksaan shab basri bhi shamil hai... goya doosri shadi k baad har maheenay apko 15 din pahli bhi ko aur 15 din doosri biwi k saath raat guzaarni hogi laazman... iss taarh doosri shadi chopi nahi rah sakti, illah yeh k ap mosalsal pahli biwi say jhooT boltay rahaiN, jo aik aur gonaah hai
4. agar ap chup kar shadi karna chaahtay haiN to zaroor karaiN...lekin shadi k baad apni pahli biwi ko batlaa zaroor daiN takay donouN k saath waqt / paisa equal distribute kar sakaiN
wallaho aalam bissawab
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 48 Post: 3378 Age:
23
|
|
Posted on:16th Jul 2012, 1:04pm |
|
|
myrizvi very nice repply. Mashallah |
azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 12 Post: 61 Age:
27
|
Blocked |
Posted on:17th Jul 2012, 2:24am |
|
|
Thanx Bhai wellknow aur myrizvi aapka shukriya.
Masla ye he ki mera usko barabar ka waqt dena possible nai he, kiyo ki wo apne maiyke rehti he.
Aur nikah k baad b ham kisi ko ye nai batana chahte. |
azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 12 Post: 61 Age:
27
|
Blocked |
Posted on:17th Jul 2012, 2:27am |
|
|
Conti Wo ye bat samajhti he, agar wo razi he is cheez k liye to koi problem nai hona chahiye na?
Baki har cheez me uska khiyal rakhunga.
Wo b nai chahti ki kuch problem ho |
azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 12 Post: 61 Age:
27
|
Blocked |
Posted on:17th Jul 2012, 2:30am |
|
|
Cont Ham ek dusre se pyar karte he, aur hamare bich sambhandh b ho gaye he. Allah iske liye hame maaf kare.
Isliye me ab nai chahta ki aur gunha ho, ham dil se to pati patni mante he ab chahte he ki nikah karle taki allah ki nazar me hamara rishta pak ho jaye. |

Posted on:17th Jul 2012, 2:32am |
|
|
Cont Aur me apni social life k karan usko samaj me except nai kar sakta, aur nai hi apni hone wali wife ko bata sakta hu. |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6482 Age:
54
|
|
Posted on:17th Jul 2012, 6:23am |
|
|
it's all right 1. apko fauran iss doosri khatoon say nikaah karkay mazeed gonaah say bachna chaahiyeh... nikah k waqt ap doosri biwi say agreement kar saktay haiN k woh shadi k baad pahli biwi jetna waqt nahi maangegi aur aap apni marzi say ossay waqt dengay, oski demand k motaabiq nahi...agar woh maan jati hai aur laazman maan jayegi to its islamically ok
2. aisi soorat maiN apki pahli wife ko arsah daraaz tak maloom nahi hoga apki doosri shai ka aur ap onsay jhooT bolnay say bhi bach jayengay.
Allah apki help karay aur mazeed haraam.kaari say apko bachaa.ay... fauran say peshtar nikaah karlaiN
|
|