HUM AWAAM UMER BHER HUM YEHI GHALTI KERTAY RAHAY GHALIB DHOOL CHEHRAY PER THI AUR SAAF AYNA KERTAY RAHAY
Kehtay hain k 2 admi koilay ki kaan se baher aai to aik ne apna munh saaf kiya lekin dooseray ne nhn kiya
Jab dekha to jis ne munh saaf kiya tha us ka munh saaf tha lekin jis ne nhn kiya tha us ka kala tha
Yani jab dono baher aai to jis ka munh saaf tha us ne doosray ka kala munh dekh ker socha k meray munh per bhi kalak ho gi
Jab k jis ka kala tha us ne saaf munh walay ko dekh ker socha k us ka munh bhi saaf ho ga
Yehi humara haal hai hum dooseray ka munh kala dekh ker apna munh saaf nhn kertay balkay usay tana detay hain k us ka munh kala hai
Yehi humari qoami aadat hai bachon se beron tak aur hakoomat se awam tak
Kab sudhrain gay hum???
Kya zaruri hai k hum hamesha ghalti kerain aur phir rotay rahain k ghalti ho gai aur phir ghalti kerain
Allah bhi fermata hai k ghalti kero muafi mango main muafi dun ga lekin jo ghalti bar bar ki jai who ghalti nhn aadat hai
Forum per un married girls problem aur un married boys problem perhnay k baa dais alagta hai k jesay humari youth ko aur koi kam hai hi nhn
Frustration hai yaqeenan kiun k muashi halat kharab hain lekin jo halat hai who ziyadah kharab hai
Yahoo chat rooms main dekh lain to wahan bhi yehi haal hai
Ager ko samjhanay ki baat keray to usay SUBAAI TASUB YA FIRQAWARIYAT keh ker khamosh ker diya jata hai
Kya humaray sudharnay ka koi chance hai????
Koi tareeqa hai ???? |