don5094
|
Group: Members Joined: 10th Apr, 2011 Topic: 2 Post: 2 Age:
26
|
|
Posted on:15th Mar 2012, 3:51pm |
|
|
Graphis Designing AoA Mene ye puchna hai k ye jo hum human figures bana k un mae graphic k zaraye harkat karwaty han is ki kamai haram ho gi? is mae real life se koi taluq nahi hai sirf ye kaam computer tak he mehdud hai is mae sb software ka kamal hai insaan ka khas nahi jo bs editing kar k cartoons banata hai etc.
muje kisi ne kaha agar tm ye kaam karty ho tou ye pure haram hai apki kia raaye hai is bary mae?
|
WellKnOwN
|
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 55 Post: 3517 Age:
22
|
|
Posted on:16th Mar 2012, 7:59am |
|
|
3D Human Cartoons Wese baat ye hai ke esse designing le bare mai log to haram kehte hai or ye bi hai le agar insan shakal banaoge to akhirat mai bi issi ko app ko oxygen bi dena parhega ta ke wo zinda hojaye. Experts hai yaha par wo bi apne raye denge |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7720 Age:
55
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 10:05am |
|
|
don bro 1. human aur animals ki mosawwaryani paintings to muttafiqqah taur par HARAM hai
2. photography aur movies k baray maiN ikhtelaaf hai... jadeed taaleem yaaftah olemaa ki aksariyat k motabiq yeh jaiz hai bashratekay iss maiN kissi aur islamic taleem ki khilaaf warzi nah ho (like modelling romantic /nude movies etc)
3. graphics k zariyah painting above twos ki darmayani shaii hai.... behtar to yehi hai k ap iss job ko change kar lain... aur kissi mostanad mufti say raabitah karkay fatwa haasil karaiN, agar ap issay continue karna chaahtay houn to
wallaho aalam bissawab
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|