tote_sapne |
Group: Members Joined: 02nd Nov, 2011 Topic: 5 Post: 1117 Age:
26
|
|
Posted on:7th Feb 2012, 11:15pm |
|
|
alirajput shayd apko pata nhi hai pahla haq mola ali a.s ka tha jis apke 3no caliph ne wo haq cheena tha ......ok
|
sadheart |
Group: Members Joined: 04th Nov, 2011 Topic: 1 Post: 136 Age:
26
|
|
Posted on:8th Feb 2012, 10:47am |
|
|
alirajput apko kis ne yeh kaha Hazrat Muhammad (SAW) ne Hazrat Abu Bakr ko calip banya jb humare do jahan ke sarkar Hazrat Muhammad (SAW) jb is dunia se rahlat farmaye phr uske bahd pure qainat ka imam ali a.s ka haq tha ....to kese kah skte ho Hazrat Muhammad (SAW) ne calip bnya ......
|
sadheart |
Group: Members Joined: 04th Nov, 2011 Topic: 1 Post: 136 Age:
26
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 1:22am |
|
|
alirajput is time mjhe yad nhi arha ke mola ali a.s kis wjhse pahla calip nhi bn ska ..pr wo pahla imam zaroor hai me chahogi ke is ka ans mjhse mufti bhai de plzzz
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 34 Post: 2698 Age:
24
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 2:02am |
|
|
sapna Apko mujh se kiya problem hai, mai iss thread se gaya hoo. |
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 1:18pm |
|
|
@ mufti alirajput Jin azaa ko Allah ne dhonay ka hukam diya hai hum unhain wudhu mein dhotay hain aur jin per masah kernay ka hukam diya hai hum unn per masah kertay hain... Aur jaisa k mein ne pehlay bhi bata diya hai k tayamum jo wudhu ka nemobadal hai uss mein sirf 2 azaa per tayamum kernay ka hukam hai aur woh sirf hath aur moun hain...paon per tayamum kernay ka koi hukam nahi hai phir hum kaisay paon dhoein... My reply: kia shia hazraat pairon pr sirf masah hi krty hain????? kia shia wazu say pahly dono pairon ko ahlay sunnat ki tarhan pani say achi tarhan nahi dhoty??
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 1:20pm |
|
|
@ tote_sapne bhai mene yeh kb kaha or kis ne bula hai ke Shia firqay ka aqeeda hia ke Pekhambariyat ka wahi to Hazrat Ali ko ani wali thi... tho farishta se ghalti ho kar Hazrat Muhammad (SAW) ko di.......... Nauzubillah. shyd apne ye glt suna hai the holy prophet saw .khuda pak rasool hai or mola ali a.s khuda pak ka wali hai imam hai mola hai .
jub ALLAH pak rasool a.a.w se farmya k NABUWAT tamam krdo is akhri khutbe ke bahd........ap ne hujat ul wida ka akhri khutba suna .........jub rasool pak s.a.w MOLA ALI A.S ka hath tham kar hawa me buland kia or farmya .........." Man Kuntum Mola Fahaza Ali un Mola"
jis ka me mola uska ali a.s mola .........ary jis ALLAH PAK ne mula bnya ho qul qainat ka ........tu us se bhi khuda pal razi na hoga .........
My reply
aapsy ek chota sa sawal hay k Eid -e-Gadeer kia hy??? |
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 2:12pm |
|
|
@ tote_sapne 1. He was the only man to be born in the Kabah (The house of God)pahli info hi galat hy Hakim ibn Hizam bhi Kaaba main paida huay Sahih Muslim (Kitab al-Buyu`, Bab al-Sidq fi al-Bay` wa al-Bayan). al-Hakim, Mustadrak (1990 ed. 3:549) Ibn Hajar, al-Isaba (#1802)
5. He was the first to receive religious instructions from the Holy Prophet (PBUH&HF)
Shia book k hisaab say to rasool arabi saw pr pahli surat (Iqra) nazil hony say bhi pahly hazrat Ali pr Quran ki surat aagaye .. or lazmi si baat hy k unki walida nay bhi yeh surat parhi .. yani k rasool saw par pahli surat nazil hony say pahly hi yeh surat aa gaye .
(book al kafi 1 ,387) Hazrat Ali ra ki jub paidaish hui to farishton nay aapk ki ankhon k darmian sura inaam ki yeh ayat likhin
اور تمہارے پروردگار کی باتیں سچائی اور انصاف میں پوری ہیں اس کی باتوں کو کوئی بدلنے والا نہیں اور وہ سنتا جانتا (115)ہے 6. He was the first to compile and codify the Quran
kia mojuda Quran hazrat Ali ra ka jama kia hua hy??
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 6:10pm |
|
|
reply to Mufti alirajputJin ki namaz jews ki terha ho mein uss ko sahi musalman kaisay samjhon ?? Jin ka wudhu Quran k mutabiq na ho mein unhain musalman kaisay jaanon ?? Agar aap itna ilm nahi rakhtay apnay hi firqah ka to yeh aap k liye sharam ki baat hai aur aap hahahaaaaa likh ker daant nikal rahay hain... Jab aap k paas aap k wudhu ka hi jawab nahi hai to phir chup ker k aik konay mein beth jaein aur khamoshi se posts dekha karein kiun k meri nazar mein jis ko apnay wudhu ka hi nahi pata woh jahil hai... Thora ilm hasil karo pehlay apnay mazhab ka phir aap mujh se apnay mazhab per baat kerna... Kiun k abhi aap k mazhab k baray mein mein ziada janta hoon aap se... Chalo shabash pathan ki terha musalman kernay ki baat choro aur aap mujhay meray 2 sawalon ka jawab do agar aap ka mazhab sacha hai... Werna mujh se aap request karo k mein aap ko Islam ka sahi sabaq doon ta k aap haqeeqat mein musalman ho sako...
My reply : mufti sahab Hum ahlay sunnat ka wazu to ain Quran k or Hazrat muhammad SAW k or sahabaa karaam ra k mutabik hy.. or yeh hi tareeka ahlay bait ka tha yeh hi tareeka Hazrat Ali ra ka or Imam jafar RA ka or digar imammo ka tha main apko Shia ki hadees ki books say hi saboot paish krta hun k Wazu main pairon ka masa kia jata hy ya pairon ko dhoya jata hay.
قَالَ كَتَبَ عَلِيٌّ ( ع ) إِلَى مُحَمَّدٍ وَ أَهْلِ مِصْرَ أَمَّا بَعْدُ إِلَى أَنْ قَالَ ( ع ) ثُمَّ الْوُضُوءُ فَإِنَّهُ مِنْ تَمَامِ الصَّلَاةِ اغْسِلْ كَفَّيْكَ ثَلَاثَ مَرَّاتٍ وَ تَمَضْمَضْ ثَلَاثَ مَرَّاتٍ وَ اسْتَنْشِقْ ثَلَاثَ مَرَّاتٍ وَ اغْسِلْ وَجْهَكَ ثَلَاثَ مَرَّاتٍ ثُمَّ يَدَكَ الْيُمْنَى ثَلَاثَ مَرَّاتٍ إِلَى الْمِرْفَقِ ثُمَّ يَدَكَ الشِّمَالَ ثَلَاثَ مَرَّاتٍ إِلَى الْمِرْفَقِ ثُمَّ امْسَحْ رَأْسَكَ ثُمَّ اغْسِلْ رِجْلَكَ الْيُمْنَى ثَلَاثَ مَرَّاتٍ ثُمَّ اغْسِلْ رِجْلَكَ الْيُسْرَى ثَلَاثَ مَرَّاتٍ فَإِنِّي رَأَيْتُ رَسُولَ اللَّهِ (ص) هَكَذَا كَانَ يَتَوَضَّأُ Hazrat Ali ra nay muhammab (bin abu bakar) or mesar k logon ko wazu krny k baray main paigaam bheja k . Wazu namaz ki pukhtagi k liay hy. apny hath 3 dfa dho. 3 dfa quli kro( mazmaza). 3 dfa naak my pani dalo (istinshaq) 3 dfa chehra dho. 3 dfa sidha hath kohni tak dho . 3 dfa ulta hat kohni tak dho phir sar ka masa kro. phir apna sidha paun 3 dfa dho. phir apna ulta paun 3dfa dho. or yeh sara wazu meny rasoolAllah saw ko krty huay dekha... Shia book Mustadrak al wasail (1/305-306)
عن أبي عبدالله عليه السلام في الرجل يتوضأ الوضوء كله الا رجليه ثم يخوض الماء بهما خوضا؟ قال: اجزأه ذلك۔ الاستبصار 65/1 تهذيب الاحكام 66/1 Imam jafar ra say ek shaks k baray main pucha gaya jisny wazu kia or akhir main pairon ko dhony k liay pani main dabo dia.. imam nay farmaya k is shaks nay sahi kia hy.
علي عليهم السلام قال: جلست أتوضأ واقبل رسول الله صلى الله عليه وآله حين ابتدأت في الوضوء فقال لي: تمضمض واستنشق واستن ثم غسلت وجهي ثلاثا فقال: قد يجزيك من ذلك المرتان قال فغسلت ذراعي ومسحت برأسي مرتين فقال: قد يجزيك من ذلك المرة وغسلت قدمي فقال: لي يا علي خلل ما بين الأصابع لا تخلل بالنار۔ الاستبصار 66/1 ، تهذيب الاحكام 93/1۔
Hazrat Ali ra nay farmaya k main rasool Allah SAW k samnay wazu kr raha tha or jub meny pairon ko dhoya to rasool Allah saw nay farmaya . ay Ali unglion say achi tarhan khalaal kro takay jahanum ki aag na khalaal karay .
عن أبي عبد الله (عليه السلام) قال: إذا نسيت فغسلت ذراعك قبل وجهك فأعد غسل وجهك ثم اغسل ذراعيك بعد الوجه فإن بدأت بذراعك الايسر قبل الايمن فأعد غسل الايمن ثم اغسل اليسار وإن نسيت مسح رأسك حتى تغسل رجليك فامسحرأسك ثم اغسل رجليك۔ الفروع من الكافي 35/3۔
Imam Jafar ra nay farmaya k agar tum bhool kr sar ka masa krny say pahly pairon ko dho lo phir (yaad aany par) sar ka masa krlo or baad main dubara pairon ko dho lo .
|
sadheart |
Group: Members Joined: 04th Nov, 2011 Topic: 1 Post: 136 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 2:22am |
|
|
eid ghadeer 18 zulhaj. eid ghadeer this is day deen_e_islam completed by the order of ALLAH PAK & delivery of full &finnal msg... alhamdulillah.....eid e ghadeer wo eid hai jb hujat ul wida pr Hazrat Muhammad (SAW) ne khuda ke hukum se mola ali a.s ka hath buland kar kr kaha .. man kuntum mola fahaza ali un mula.. jis ka me mola uska ali mola jo mere bahd sb momin ka wali hoga or qayamat sb ka mola rahega ..or farmya beshk ali a.s mjhse hai oe me ali a.s hoon.orfarmya jis ali a.s ko bura kaha us ne mjhe bura kaha .
|
sadheart |
Group: Members Joined: 04th Nov, 2011 Topic: 1 Post: 136 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 2:29am |
|
|
or Hazrat Muhammad (SAW) ne farmya hadees me hai ye eid sb eid me se bahteen hai or aye ALLAH jo ali a.s se mohbbt karen us se mohbbt kr jo ali a.s ko dost kren use dost rkh jo ali a.s bugz rakhe use bugz rakh .or farmya e ali a.s siwaye momin ke tujhse mohbbt nhi karega or siwaye munafiq ke tujhse bugz nhi karega...
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 3:57am |
|
|
Gadeer or Maidaan arafaat
tote_sapne jub ALLAH pak rasool a.a.w se farmya k NABUWAT tamam krdo is akhri khutbe ke bahd........ap ne hujat ul wida ka akhri khutba suna .........jub rasool pak s.a.w MOLA ALI A.S ka hath tham kar hawa me buland kia or farmya .........." Man Kuntum Mola Fahaza Ali un Mola"
sadheart eid ghadeer this is day deen_e_islam completed by the order of ALLAH PAK & delivery of full &finnal msg... alhamdulillah.....eid e ghadeer wo eid hai jb hujat ul wida pr Hazrat Muhammad (SAW) ne khuda ke hukum se mola ali a.s ka hath buland kar kr kaha .. man kuntum mola fahaza ali un mula.. jis ka me mola uska ali mola jo mere bahd sb momin ka wali hoga or qayamat sb ka mola rahega ..or farmya beshk ali a.s mjhse hai oe me ali a.s hoon.orfarmya jis ali a.s ko bura kaha us ne mjhe bura kaha .
My Reply:
kabhi map utha kr dekha bhi hy k gadeer hay kahan?? Gadeer main konsa huj hota hy??? huj to maidaan arafaat main akhri khutba deny k baad mukamal ho gya tha to hujatul wida pr rasool saw ny yeh khutba kahan dia? gadeer my ya makah k maidaan arafaat main huj krty huay akhri khutba dia??
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 635 Age:
38
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 4:33am |
|
|
Batman1 kabhi map utha kr dekha bhi hy k gadeer hay kahan??Gadeer main konsa huj hota hy??? huj to maidaan arafaat main akhri khutba deny k baad mukamal ho gya tha to hujatul wida pr rasool saw ny yeh khutba kahan dia? gadeer my ya makah k maidaan arafaat main huj krty huay akhri khutba dia?? Janab aap ko maqaam per etiraz hai ya kalaam per etiraz hai ??
Over efficency kiun dikhanay ki koshish kertay hain meray bhai ?? Aaap kis baat per baat kerna chahtay hain maqaam per ya kalaam per...
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 635 Age:
38
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 4:42am |
|
|
Batman1 pahli info hi galat hy Hakim ibn Hizam bhi Kaaba main paida huay Sahih Muslim (Kitab al-Buyu`, Bab al-Sidq fi al-Bay` wa al-Bayan). al-Hakim, Mustadrak (1990 ed. 3:549)
Ibn Hajar, al-Isaba (#1802) Aray bhai inn ref. se hamara kiya taluq ??
Yeh jhootay ref. yeh jhootay waqiyat aap sirf apnay bhaion ko bewaqoof bunanay k liye use karein meray bhai...aap agar hum se baat kerna chahtay hain to shia books se ref. dein... Next time khayal rakhna k jhootay ref. humein na quote karein pls. Shia book k hisaab say to rasool arabi saw pr pahli surat (Iqra) nazil hony say bhi pahly hazrat Ali pr Quran ki surat aagaye .. or lazmi si baat hy k unki walida nay bhi yeh surat parhi .. yani k rasool saw par pahli surat nazil hony say pahly hi yeh surat aa gaye .
(book al kafi 1 ,387) Hazrat Ali ra ki jub paidaish hui to farishton nay aapk ki ankhon k darmian sura inaam ki yeh ayat likhin
اور تمہارے پروردگار کی باتیں سچائی اور انصاف میں پوری ہیں اس کی باتوں کو کوئی بدلنے والا نہیں اور وہ سنتا جانتا (115)ہے
Iss mein aap ko kiya etiraz nazar aa gaya ??
kia mojuda Quran hazrat Ali ra ka jama kia hua hy?? Kiya aap k aqeeda mein yehi Quran first time jamah hua tha ??
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 635 Age:
38
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 4:55am |
|
|
Batman1 عن أبي عبد الله (عليه السلام) قال: إذا نسيت فغسلت ذراعك قبل وجهك فأعد غسل وجهك ثم اغسل ذراعيك بعد الوجه فإن بدأت بذراعك الايسر قبل الايمن فأعد غسل الايمن ثم اغسل اليسار وإن نسيت مسح رأسك حتى تغسل رجليك فامسحرأسك ثم اغسل رجليك۔ الفروع من الكافي 35/3۔
Imam Jafar ra nay farmaya k agar tum bhool kr sar ka masa krny say pahly pairon ko dho lo phir (yaad aany par) sar ka masa krlo or baad main dubara pairon ko dho lo . Aap ka ref. mujhay mil nahi raha agar aap baab no. aur riwayat no. bata dein to mujhay dhoondnay mein asani ho jaye gi...
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 5:43pm |
|
|
@ Mufti Janab aap ko maqaam per etiraz hai ya kalaam per etiraz hai ??
Over efficency kiun dikhanay ki koshish kertay hain meray bhai ?? Aaap kis baat per baat kerna chahtay hain maqaam per ya kalaam per..
mujhy kalaam k ghalat mafhoom leny pr aitraaz hy. mujhy kalaam k sath hujjatul widah ko mansoob krny pr aitraaz hay. Mujhy kalaam ko bina siaq o sabaq k paish krny pr aitraaz hy.
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 5:59pm |
|
|
Mufti Aray bhai inn ref. se hamara kiya taluq ??
Yeh jhootay ref. yeh jhootay waqiyat aap sirf apnay bhaion ko bewaqoof bunanay k liye use karein meray bhai...aap agar hum se baat kerna chahtay hain to shia books se ref. dein... Next time khayal rakhna k jhootay ref. humein na quote karein pls.
Reply : is main itna jazbati hony ki kia baat hy??? apko kia lag rha hy k main Hazrat Ali ra ki fazeelat ko ghatany k liay yeh hawala day raha hun.. pahly zra dekh to lain k us waqt kaaba main paida hona khasusiat thi bhi ya nahi. janaab us time kafir o mushrik mard o autrain sar say pair tak nangay ho kr tawaaf krty thy. kaabay k andar charon taraf but hi but bharay huay thy. or aurtain wahan apny devi dewtaon k samnay bachay paida hony ko fazeelat samajhti thin. pta nahi kitny log us k andar paida huay lakin tareekh main zaida tar ek ka name aata hay. jub k Hazrat Ali ra ki riwayaat ghalat hain.. or shia ki books k mutabik to Hazrat Ali ra nai paida hoty hi sajda kia tha .. agar kaabay k andar paida huay thy to konsy but k aagay sajda hua?? charon taraf to but hi but thy.. chalo agar ksi insaan k samny koi sajda karay ya ksi dusri cheez k samnay sajda kry to phir bhi chalta hay. lakin but k aagay krna bhalay niat Allah ki hi ho hr surat main galat hay. or Ahaly sunnat ka moqaf hay k Hazrat Ali ra nay zindagi main kabhi bhi ksi bhi but k aagay sajda nahi kia.. Hazrat Ali ra ki shaan main gullu krny wali man garat or jhuty kisay kahania aap apni majlis main hi sunaya karain ya ksi bachay ko raat ko sulatay huay sunaya karain.. hum Ahlay sunnat k paas alhamdullillah ahlay bait ra or Hazrat Ali ra ki shaan main bian ki gain bohot si authentic riwayaat hain jhuti or ajeebo gareeb kahanion ki zarurat nahi hay ..
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 7:01pm |
|
|
Mufti Shia book k hisaab say to rasool arabi saw pr pahli surat (Iqra) nazil hony say bhi pahly hazrat Ali pr Quran ki surat aagaye .. or lazmi si baat hy k unki walida nay bhi yeh surat parhi .. yani k rasool saw par pahli surat nazil hony say pahly hi yeh surat aa gaye .
(book al kafi 1 ,387) Hazrat Ali ra ki jub paidaish hui to farishton nay aapk ki ankhon k darmian sura inaam ki yeh ayat likhin
اور تمہارے پروردگار کی باتیں سچائی اور انصاف میں پوری ہیں اس کی باتوں کو کوئی بدلنے والا نہیں اور وہ سنتا جانتا (115)ہے
Iss mein aap ko kiya etiraz nazar aa gaya ?? Reply: zra ghor to karain.. Rasool saw pr pahli ayat 40 year ki age main utri. jo sura Alaq ki ayat thi or Hazrat Ali ra us time paida huay jub rasool saw ki age 30 year thi.. yani pahli sura nazil hony say 10 saal pahly Hazrat Ali ra ki wiladat hui to iskamatlab hy k Hazrta muhammad saw pr pahli ayat nazil hony say 10 saal pahly hi sura inam ki yeh ayat aa gain or hazart Ali ra ko bhi khabar ho gae or unki walida ko bhi. kia mojuda Quran hazrat Ali ra ka jama kia hua hy?? Kiya aap k aqeeda mein yehi Quran first time jamah hua tha ??
mojuda Quran jo mukamal kitaab ki shakal main hy yeh sirf ek hi tha jo Hazrat abu Bakar ra k zamany main kitabi shakal main jama kia .. ab mery sawal ka jawab dain **************************************** Aap ka ref. mujhay mil nahi raha agar aap baab no. aur riwayat no. bata dein to mujhay dhoondnay mein asani ho jaye gi... aray bhaye wazu k baab main hy yeh . talash karain mil jaye ga.. or asli kafi main dekhny ki koshih kia karain bohot si baaton main to tarjuma krty huay dandi maar di jati hy |
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 7:01pm |
|
|
Mufti Shia book k hisaab say to rasool arabi saw pr pahli surat (Iqra) nazil hony say bhi pahly hazrat Ali pr Quran ki surat aagaye .. or lazmi si baat hy k unki walida nay bhi yeh surat parhi .. yani k rasool saw par pahli surat nazil hony say pahly hi yeh surat aa gaye .
(book al kafi 1 ,387) Hazrat Ali ra ki jub paidaish hui to farishton nay aapk ki ankhon k darmian sura inaam ki yeh ayat likhin
اور تمہارے پروردگار کی باتیں سچائی اور انصاف میں پوری ہیں اس کی باتوں کو کوئی بدلنے والا نہیں اور وہ سنتا جانتا (115)ہے
Iss mein aap ko kiya etiraz nazar aa gaya ?? Reply: zra ghor to karain.. Rasool saw pr pahli ayat 40 year ki age main utri. jo sura Alaq ki ayat thi or Hazrat Ali ra us time paida huay jub rasool saw ki age 30 year thi.. yani pahli sura nazil hony say 10 saal pahly Hazrat Ali ra ki wiladat hui to iskamatlab hy k Hazrta muhammad saw pr pahli ayat nazil hony say 10 saal pahly hi sura inam ki yeh ayat aa gain or hazart Ali ra ko bhi khabar ho gae or unki walida ko bhi. kia mojuda Quran hazrat Ali ra ka jama kia hua hy?? Kiya aap k aqeeda mein yehi Quran first time jamah hua tha ??
mojuda Quran jo mukamal kitaab ki shakal main hy yeh sirf ek hi tha jo Hazrat abu Bakar ra k zamany main kitabi shakal main jama kia .. ab mery sawal ka jawab dain **************************************** Aap ka ref. mujhay mil nahi raha agar aap baab no. aur riwayat no. bata dein to mujhay dhoondnay mein asani ho jaye gi... aray bhaye wazu k baab main hy yeh . talash karain mil jaye ga.. or asli kafi main dekhny ki koshih kia karain bohot si baaton main to tarjuma krty huay dandi maar di jati hy |
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 354 Age:
26
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 4:32am |
|
|
Mufti Jin azaa ko Allah ne dhonay ka hukam diya hai hum unhain wudhu mein dhotay hain aur jin per masah kernay ka hukam diya hai hum unn per masah kertay hain... Aur jaisa k mein ne pehlay bhi bata diya hai k tayamum jo wudhu ka nemobadal hai uss mein sirf 2 azaa per tayamum kernay ka hukam hai aur woh sirf hath aur moun hain...paon per tayamum kernay ka koi hukam nahi hai phir hum kaisay paon dhoein...
Reply is baat ka bhi jawab dain k shia wazu sy pahly pairon ko dhoty hen ya nahi?? apko tayamum ki bhi samajh aa jaye gi phir
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 635 Age:
38
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 5:02am |
|
|
Batman1 is baat ka bhi jawab dain k shia wazu sy pahly pairon ko dhoty hen ya nahi??
apko tayamum ki bhi samajh aa jaye gi phir Janab wudhu se pehlay aap jo bhi karo woh wudhu ka hissa nahi hota,bachon wali baatein mat kiya karein aur mustahab aur wajibat ko mix up mat kiya karein janabd...thora sa asool seekhein k wajibat kiya hotay hain aur mustahabat kiya hotay hain... Aap wudhu se pehlay 10 dafa moun dho lo,50 dafa hath dho lo woh wudhu ka hissa nahi hota... Wudhu ka hissa wohi hota hai jo neeat k baad start kiya jaye aur jo wajibaat hon... aray bhaye wazu k baab main hy yeh . talash karain mil jaye ga.. or asli kafi main dekhny ki koshih kia karain bohot si baaton main to tarjuma krty huay dandi maar di jati hy Asali aur naqli kafi nahi hoti sirf pages ki change hoti hai,aap aisa karein k aap k paas kafi ka page to ho ga aap woh upload ker dein ta k na mujhay shaq rahay aur na hi koi aur uljhan rahay...
|
|