janobaba17 |
Group: Members Joined: 12th Sep, 2011 Topic: 6 Post: 13 Age:
21
|
|
Posted on:15th Sep 2011, 2:44pm |
|
|
Mardana Kamzori : Meri Shaadi Honae Wali Hai
aslam o alaikum sir
meri umer 20 saal hai or mari mangni ka 2 saal hai... sir abi chand din pehly meri shadi tey ho gai hai...
23 din baad meri shad hai sir mukhe shadi ki koi pekar nahi mager shadi ke raat ke peker hai.. Sir mai jo baat aap say kehne wala hoon ye mai kesi ko samne nahi bata sakta. Or na mai ye doctor ke samne
sir mera masla ye hai ke '' KE MUJHE MARDANA KAMZORI" hai yane mera mere jisam say neklne wala mayaa buhat kam or buhot kamzori hai .. mujhe kisi ne net pher es website ke barey mai bataya to aap ko msg kar raha hoon
please dear sir mujhe mere maslay ke baray mai kuch hidayat send kare k mai koi dawaii use karon ya pher koi ahtyat shori karon ta ke mai apni shadi say shadi wala maza hasil karskoon
plzzzz Dear Sir Send Me Your Response..........
|
Guide |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 3 Post: 497 Age:
40
|
|
Posted on:15th Sep 2011, 3:50pm |
|
|
Mardana Kamzori Aur Shaadi shaadi se qabal kisi ko yeh samajhna ke woh mardana kamzori ka shikar hai, bilkul ghalat soch hai. shaadi ke baad bhi 6 month tak aisa nahi sochna chahiye. agar shaadi ke six month baad bhi bivi mubashrat se mutmain nahi hoti tu phir iss ke baaray mai socha jaa sakta hai aur ilaj bhi karaya jaa sakta hai.
shaadi se qabal na tu mardana kamzori hoti hai aur na hi os ka ilaj, lehaza na tu aap ko yaha se koi medicine khane ko batayee jaaye gi aur na hi yeh mashwara dia jaaye ga keh aap kahi aur se koi medicine lain.
iss topic per pehle hi kafi discussion ho chuki hai. aap previous post read karain. previous post ke liye oopar mojood link Suhagraat Tips And Guide ko click karain
|
janobaba17 |
Group: Members Joined: 12th Sep, 2011 Topic: 6 Post: 13 Age:
21
|
|
Posted on:16th Sep 2011, 1:28pm |
|
|
dear sir thank thanks a lot sir. aap ne tho mere dil ko khush kardya Allah aap ko khush rakey ameen
ager koi or masala ho to mai aap say malomat hasil karo aap ko koi etiraz tho nahi hoga sir....
thanks a lot sir.
|
|