Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Khawab Ki tabeer

Religion and Culture
 
 
 
Ambrin Group: Members  Joined: 12th Feb, 2011  Topic: 1  Post: 1  Age:  26  
Posted on:12th Feb 2011, 2:42pm
 

Khwab Ki Tabeer

Khwab Mai Bachcha Dekhne Ki Tabeer Kya Hai?
Assalamo Alaykum mujha apna khwah ki tabeer jaan na hai….....(Khawab details deleted) is khwab ki kya tabeer hai plz mjha bataya ?????



Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:13th Feb 2011, 3:24pm
 

Khwab Mai Bachcha Dekhna Ki Tabeer

khwab meiN baby dekhna emaan ki alamat hae .

apna khwab sirf usi ko btana chahiye jo k khwab ki tabeer janta ho sab k samnay apna khwab nahi byan karna chahiye specially aik open forum pe .
Diplomate Group: Members  Joined: 18th Oct, 2009  Topic: 50  Post: 3217  Age:  36  
Posted on:16th Feb 2011, 5:17am
 

khuwaab ki tabeer

har khuwaab tabeer k laiq nahi hota ...:)) actually hum jo khuwaab daikhty hain unn ka direct taluqq hamari jismani kafiyat sy b hota hay ..maslan agar hum over doze (zarorat sy ziyada khana) ho kar so jaien to humain ajeeb-o-ghareeb kisam ki cheezain khuwab main nazar ayein gi ...abb aysi khuwabon ki tabeerain nahi howa karti

khuwab wohi tabeer k qabil hoty hain jo aik to normal zehani kafiyat main , kam khana khaye howy , raat k pichly pehar main azan-e-fajar sy qabal tak right side ko soty howey daikhy jaien ..taham aysy khuwabon main b insani sochon ka amal dakhal ho sakta hay ...agar koi soch din bhar kisi demagh main rahy to wo raat ko aksar khuwab ban kar b nazar aajaati hay

behar haal aik momin ka khuwaab murtad sy aur aik aalim ka khuwaab aik jahil sy behtar hota hay ...walla ho ilam bis-sawab
this_is_me Group: Members  Joined: 27th Jan, 2011  Topic: 1  Post: 63  Age:  33  
Posted on:4th Mar 2011, 12:00pm
 

khuwaab kis ko batana chayee

hum khuwaab bohat dekhe hain pir kuch khuwaab asay hotay hain ke hum un ko bhoola nahi sakte.asay hi kuch khuwaab mujh ko bhi yaad hain jo mai ne 20 saal ke arsey mai dekhey hain .yah kese pata chalee ke khuwaab kis ko batana chayee.aur kon khuwaab ki sahi taber bata sakta hai.i do not want to explain my dream here in public forum but just say this i saw 2 times within 15 years duration Mohammed (PBOH).

Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:4th Mar 2011, 1:54pm
 

acha khuwab Allah pak ki taraf se hota hae

acha khuwab Allah pak ki taraf se hota hae aur bura khuwab shaitan dikhata hae isliye apna khwab foran kisi ko nahi sunana chahiye . jahan tak khwab ki tabeer ki baat hae tou aap "khwab aur un ki tabeer" meiN se bhi tabeer dekh saktay hain ya apni masjid k Imam sahib se bhi pooch saktay haiN agar woh tabeer jantay haiN tou unhain apna khwab suna kar tabeer pooch laiN. Nabi Pak SAWW ko khuwab meiN dekhna bohat mubarak hae aur bazurgi ki alamat hae .
zub81 Group: Members  Joined: 21st Mar, 2011  Topic: 0  Post: 6  Age:  32  
Posted on:22nd Mar 2011, 9:15am
 

Mere Bive Ke Khwab Ki Tabeer Batao

sir mujhe yeh poochna hai ki meri wife pregnant hai Edited khwaab pls tell me the tabeer


s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 97  Post: 5354  Age:   
Posted on:23rd Mar 2011, 1:14am
 

Bivi Ke Khwab Ki Tabeer

wa alikum asalam wrwb.

aap esa karein k apni wife ka khwab kisi ese insan se pochein jo is ki tabeer theik se bta sake,yahan buhot se log hain koi kia btae ga to koi kia.is lie behtar yehi hai k aap khwab yahan pr share na karein.

request to Mod:
inki post edit ki jae.is se pehle k koi inhe aa k preshan kare
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:15th Jul 2011, 4:50pm
 

Khwab ki tabeer

yeh kis moderator ka karnama hai
jis ne khwab hi edit ker dia
ab jab keh yahi nahi maloom keh khwab ki detail kya hai os ki tabeer kaise batayee jaaye gi




imdadalvi Group: Members  Joined: 26th Sep, 2009  Topic: 0  Post: 3  Age:  27  
Posted on:28th Mar 2012, 12:59am
 

Khwabon ki tabeer urdu main

Khwabon ki tabeer k baary main aap ko es link se kaafi information mile ge
khwab kisi se bayan karna chahiye ya nahin aor kis se bayaan karna chahiye
http://khwabonkitabeer.com
anell Group: Members  Joined: 05th Apr, 2012  Topic: 0  Post: 1  Age:  24  
Posted on:5th Apr 2012, 12:58am
 

khab me pani pena

sir m n khab diakha k pani pia h
is ki tabeer kia ho g
startech Group: Members  Joined: 16th Dec, 2012  Topic: 0  Post: 1  Age:  27  
Posted on:16th Dec 2012, 3:25am
 

Raw Diamond (khaam heera) daikhna

sir khwab my Raw Diamond (khaam heera) daikhna kaisa hai? jo my zameen me hath daal kar nikalta hun
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012