Ghureebo ka pakistan Shayd yeh ehsaas apko flood ki pictures dayk kay ho raha hay kay ketni ksuma-porsi ki life woh log Gozzar ray hen, chayeh tu yeh kay jis jis Hulky kay leaders hen woh sub onky sath os time tuk tents meah rayhen jub tuk woh onko onky ghuro meah wapis lotaa nahi daty , leader jaha apni nation ko lead kurta hay waha on meah mojood bhe rehta hay
pakistan kay flood relife meah jetna kam artist kur ray hen governament bhe pechy reh ghi hay, abi bat ati hay Ghureebo ki tu yeh pakistan ka nizaam jo mussavi nahi hay ameer or ghureeb meah ek khuleej haail hay, ameer ameer say ameer Tur hota jaa raha hay or Ghureeb Ghureeb say ghureeb tur ku kay Ghureeb kay pas du wakt ki roti kay leyeh bhe pessy nahi hoty jubkay ameer or en leaders kay banks bhury hen pesso say jin pay sood pay sood lugta hay amount din rat burti hay yeh job , siyaasat , kam karo bar na bhe kurin tu enki income monthly lakho meah hoti hay , jub kay ghureeb ek dehaari daar , chund din kam kurta hay pher koi hurtaal ajati hay, pher city kay halaat khurab ho jaty hen , oski family meah koi shadi ya kisi ki death ho jati hay kubi osy kam milta hay kubi nahi milta Ghureeb ki zehni uzziyaat ka undazaa yeh ameer jo apny meheloo meah rehty hen kubi nahi kur sukty yeh mohib-a-watan hokumrano ki zimadaari hay or Buroz a Qiyaamat en say pocha jay gah, Huzrat umar kehty thy Agur Furaat kay kinary aghur Kota bhe bhook say mur ghiyaa tu muj say es kay bary meah pocha jay gah apni woh zimadaari mehsoos kurty tahy esaa juzbaa essi soch humary hokumrano meah nahi hay, bus vote leny aty hen or pher pachanny say inkaar kur daty hen,
|