coolbhatti |
Group: Members Joined: 06th Aug, 2010 Topic: 1 Post: 2 Age:
23
|
|
Posted on:23rd Aug 2010, 2:02pm |
|
|
Halut-a-Jinabut Meah Roza ki Niyaat: what Islam says?
Salaam, Dosto main ye puchna chahta hun k kya insaan napaki ki halat main roza ki niyat kar sakta hai?
|
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3217 Age:
36
|
|
Posted on:23rd Aug 2010, 2:14pm |
|
|
yes napaki sy murad agar halat-e-janabat hey to iss bary ain islam ka khukam yeh k aap aysi halat main na sirf roza ki niyat kar sakty hain bulky roza rakh b sakty hain laiken zaroori yeh hy k azan-e-fajar sy pehly pehly ghusal-e-janabat karna zaroori hey
iss k ilawa agar napaki sy aap ki murad kuch aur hey to uss sorat main koi harj nahi hey ap roza ki niyat b kar sakty hain aur roza rakh b sakty hain ... wallah ho ilam bis-swab |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:23rd Aug 2010, 2:55pm |
|
|
Halat-e-jinabat me roza Farmaya Hazrat Aisha (R.A) ne k Ramadan me Hauzoor-e-Aqdas(s.a.w) ko ba-halat-e-jinabat me subh ho jati thi, aur ye jinabat ehtlam ki nahi (balke biwiyoon k sath sexual intercourse krne ki waja se hoti thi) phir aap ghusal farma ker roza rakhte th.(Bukhri-o-Muslim)
matlab ye h k subh sadiq se qabal ghusal nahi farmaya aur roza ki niyat farma li phir tulu-e-aftab se qabal ghusal farma ker namaz parh li.
aur is se yehi sabit hai k aap niyat kar lein roza ki phir ghusal kar lein.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:24th Aug 2010, 6:50am |
|
|
yes s4u ne bilkul sahi misaal di hai |
coolbhatti |
Group: Members Joined: 06th Aug, 2010 Topic: 1 Post: 2 Age:
23
|
|
Posted on:26th Aug 2010, 4:12am |
|
|
Thanks Thanks to every one for guide.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:26th Aug 2010, 5:58am |
|
|
dear welcome dear bro |
jd_saifi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 8 Post: 27 Age:
30
|
|
Posted on:17th Sep 2010, 3:28pm |
|
|
halate-jinabut mein ASTAGHFAR PADHN SAKTE HAIN ? a/salaam
mera sawal hai ki aisi halat mein yani napaki ki halet mein QURANI AAYAAT
astahgfaar etc
padhsakte hain ?
plz tell me about this masla.........?
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:18th Sep 2010, 4:07am |
|
|
yes zuban pak hoti hai
zuban se tasbeeh wagera perh sktey hain
bus namaz ya Quran nahi perh sktey |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:20th Sep 2010, 10:12am |
|
|
janabat aur rozah halatay janabat...rozay maiN maane nahi hai... yaani iss haal maiN bhi rozah rakha jasakta hai............. albattah chouNkay halatay janabat maiN namaaz nahi paRhi jasakti lehaza namaaz k waqt say qabal qabal ghusal karkay namaaz paRh leni chahiyeh.......... but namaz aur rozah do alag alag ibadat haiN... rozah k liyeh namaaz shart nahi... namaaz chornay ka gonaah alag hogaa... rozah beghair namaaz / teharat k bhi adaa hojayega |
jd_saifi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 8 Post: 27 Age:
30
|
|
Posted on:20th Sep 2010, 2:32pm |
|
|
ek problem aur ? assalamualiekum
Bahut Bahut shukriya ke aap ne ek masley ki baat batyee spl for ZEB & MYRIZVI
alla aap ko jaza-e-khair ata fernayein -............. .hum sab ko aamaley saleha ki taufeeq ata fermayein .AAmeen,,
Ek swal aur please do the help Mujhe Night fall bahut ziyada hota hai chodiyen yeh inshallah normal hai, but jaise jab koi shakhs blood donation kerta hai Doctor usey advise detein hain ki (HOT Cofee , Hot Tea aur ager aap muslim ho to kaleji etc khalo blood apni kami with in a 24 hrs puri kerlega),
Issi tehan Jab hamey ziyada Night Fall ho raha ho to humey kiya Diet ( Ghiza ) leni chaiyen PLZ doctor sb do the help.......? Reply MUst ........? |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:20th Sep 2010, 10:40pm |
|
|
night fall agar "normally" horaha hai to iska matlab yeh hota hai k sperm production 'overflow' horaha hai... aisa kam o besh sab k saath hota hai n its normal
waisay kahtay haiN garam (taseer wali) ashyaa, spicy food, excess meat etc say avoid karna chhaiyeh agar bahoot zeyadah night fall ho to...detail to koi doc hi bataa sakta hai |
jd_saifi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 8 Post: 27 Age:
30
|
|
Posted on:9th Oct 2011, 3:51pm |
|
|
halat-e-janabat aur namaz ? Assalamaualiekum
Aaj ka mera Mouzu Halat-e-janabat aur namaz se murad hai ki ager hum koi adult movie dekhne ke baad namaz ka waqt ho jaye aur hum namz ke lieyn taiyyar ho ker namaz padhey chale jayien LAKIN jab imam ke pechey namaz padhrahe houn aur pehli rakat ke dousrey sajdhe mein humey mehsoos ho ki DROP kharij ho gaya yani wuzu toot gaya per safoun ke beech sey niyat todhney ki JURRET na ho paye aur bazahir to hum khud ko namaz padhtey nazer ayein yani ruku sajdey to kertey raheim mager khud ko namaz se baher mehsoos karey.
Kiya ye durust hai ? Baad mein hum Bathroom jaa ker mehsoos kertey hain ki drop nikalne ke baad phelne ke baad taqreeban 25paisey ke size ki baraber hai..........tu kiya aisi halat mein sirf hamara wuzu hi toottey ga yaa ghusul ki bhi zaroorat hai ?
Dosrey ye ki meri knowledge ke mutabiq MEIN sarate anzaal ka mareez houn mujhe kiya kerna chayie ? mein sirf movie suspence ke liyein dekhraha tha aur jab bhi usmein koi porn short aaraha tha to mein iss darr se ki kahien drop na aajaye apni aankhey band ker leta tha Drop to nahien aaya lakin ALLAH MAAF FERMAYE namaz ke doran drop aagaya ........
Aap logoun sey dua ki guzarish kerta houn ki mujh jaise zaleel insaan ke Hag mein dua fermayien aur iss masly ka hall bhi batayein ?
Junaid (badla hua naam) 28 yers old unmarried. |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:9th Oct 2011, 10:23pm |
|
|
mareez is sharayee maazoor 1. agar kissi normal insaan k drop of urine kharij ho jaa.ay to sirf wazoo TooT.ta hai, ghusal nahi... yaani ossay dress change karkay wazoo karkay namaaz paRhni chahiyeh
2. agar koi mareez ho aur oskay qatray aksar nikaltay rahtay houN to aisa fard saaf under garments pahan kar, wazoo karkay aik waqt ki namaaz poori paRh sakta hai, khaah during namaaz bhi drops niklatay rahaiN... magar doosray waqt ki namaaz k liyeh ossay undergarments change karkay new wazoo karna hoga
3. agar koi mareez aisaa hai k oskay drops k saath saath mani k drops bhi nikaltay rahtay hain tab bhi oska sirf wazoo TooTega, ghusal farz nahi hoga jaisaa k ehtelaam k baad farz hota hai
(wallaho aalam bissawab) |
khkhokher |
Group: Members Joined: 05th Jun, 2012 Topic: 2 Post: 4 Age:
31
|
|
Posted on:9th Jun 2012, 2:21am |
|
|
ghusal-e-janabat
Mene last time 1 topic main ghusal-e-janabat ka tareeqa perha tha jis man yeh kaha gya tha k women pehley dono hath dhoey, phir vagina wash karey phir hands wash ker k Wazu karey or akhir main Head Hair pr Paani bha ley muger Baal kholna zaroori nahin... Women k head hairs jaldi sookhtey nahin isi liye wo daily intercourse nain kerna chhti,,,Ager ghusal-e-janabat k last main phir b sir per paani bhana hey to phir wo kyun na sahi sey complete ghusal hi ker lain,,, Please guide me, main be muhjey koe miss understanding o gae hey.. Thanks |
khkhokher |
Group: Members Joined: 05th Jun, 2012 Topic: 2 Post: 4 Age:
31
|
|
Posted on:9th Jun 2012, 2:21am |
|
|
ghusal-e-janabat
Mene last time 1 topic main ghusal-e-janabat ka tareeqa perha tha jis man yeh kaha gya tha k women pehley dono hath dhoey, phir vagina wash karey phir hands wash ker k Wazu karey or akhir main Head Hair pr Paani bha ley muger Baal kholna zaroori nahin... Women k head hairs jaldi sookhtey nahin isi liye wo daily intercourse nain kerna chhti,,,Ager ghusal-e-janabat k last main phir b sir per paani bhana hey to phir wo kyun na sahi sey complete ghusal hi ker lain,,, Please guide me, main be muhjey koe miss understanding o gae hey.. Thanks |
MalikZafar |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2009 Topic: 2 Post: 43 Age:
49
|
|
Posted on:9th Jun 2012, 3:55am |
|
|
Ghusal-e-Janabat Dear All
M Y Rizvi has very rightly addressed the question. I would like to add some words only. Yes Mr. Khokhar you have read the true fatwa. Women can drop water on their heads no need to fully wash their hairs, head and skin and can complete ghuzal.
If some one feel that he has drops during prayer, he must leave "Nimaz" immediately and go out of it. However, if he feels shame to go out, he should leave Nimaz (Nimaz toor deen) and continue alongwith others till imam complete and say Salam, but will not say any word like Takbeers, Tasbehs etc, then leave the mosque, change dress get fresh Wodu, no need of Ghusal, say prayer again also astaghfar for doing wrong act by not leaving nimaz immediately. Allah may forgive him.
Regards
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:9th Jun 2012, 6:22am |
|
|
women ghusal 1. agar to women k sar k baal tightly chuTiyouN ki soorat maiN bandhay houN... jaisaa k baaz culture maiN hota hai k baal tightly choTi choTi chuTTiyouN ki soorat maiN baandh letay haiN jo kai days balkay weeks k liyeh bandhay hotay haiN... to aisi soorat maiN ... aurat ghuslay janaabat k liyeh baal kholay beghair sar par pani iss tarah bahaa lay k full head wash hojaa.ay.
aam haalaat maiN women agar daily baaloun ko baandhti /kholti houN, single loose choTi, joora etc to aisi soorat maiN ghuslay janaabat k liyeh zaroori hai k baal khol kar head plus each and every baal ko wash karna zaroori hai
wallaho aalam bissawab
|
jd_saifi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 8 Post: 27 Age:
30
|
|
Posted on:16th Dec 2012, 9:44am |
|
|
halat-e-janabat aur namaz Assalamaualiekum Today subday, so i m cahtting suddenly i met a girl on webcam, then girl become almost nude and also force me to do it, ALHAMDULILLAH, ALLah ne mujhe aisa na kerne ki toffeq ata fermayee, aur maine ussey bhi bahut mana kiya but woh nahi mani, baher haal aise mein MAGHRIB ki azzan hogaye , aur mene mehsoos kiya ke a lare and big drop has been ejaculated, then i do to bath room teen baar mene apne pajame ka woh hizza acchi terhan paak kiya aur , istenja kerke , wazo kerke namaz ata ker lee,,,,,,,,kiya yeh dourust tha,,,ya mujhe ghusal kerna hi chaye tha.........? aur mazee ya mani yeh kis chhez ka drop tha i don't know........mera sawaal hai ki drop ka kitni miqdaar tak nikalne per ghusal ker na farz nahi hai....for example yeh hissa taqreeban phel ne baad 1 rupees ke sikkey ki baraber ho sakta tha........? aur jab isha ka waqt aaya jab bhi mazee ya mani khrij ho gayi....mene phir same tareeqa apnate hue wazoo kerke namaz ata kerlee........? kiya yeh dorust kiya yaa.......main kisi sawab ke bajaye kabira gunah ker betha...........? mehbani kerke is masle per roshni dalye..... aap ke replies ka badi nesabri se inyezaar rahe ga.......... shukriya junaid |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:17th Dec 2012, 11:14pm |
|
|
junaid 1. Allah apko jaza day k apnay aik fahisha laRki ki baat nahi maani...ayandah webcam par naa.mahram laRkiyouN say nah mila karaiN... web cam par naa.mahram laRkiyouN say sirf milna aur gup shup karna bhi HARAM hai...
2. mazi water-color fluid hota hai jabkay mazi milky-white with smell hota hai... agar sirf mazi k drops niklaiN to ghusal farz nahi hota...just water wash that body area, and change the undergarments... phir wazoo karkay namaaz paRhi jasakti hai
3. milky-white mani amooman with presuute nikalta hai aur iskay nikalnay say sexualpleasure bhi milta hai... thoRa niklay ya zeyadah ... aisay ejaculation par ghusal farz hojata hai
4. agar kissi k urine maiN mani k qatray without pressure /sexual enjoyment k nikaltay rahtay houN /yani yeh aksar hota ho tab iss qism k mani nikalnay par ghusal farz nahi hota... lekin kabhi kabhar nikalnay par ghusal kar lena chaahiyeh
wallaho aalam bissawab
|
jd_saifi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 8 Post: 27 Age:
30
|
|
Posted on:17th Dec 2012, 12:54pm |
|
|
re-Halat-e-janabat
Thanx a lot for help me sir MYRIZVI ALLAH aap ko Jazai-khair ata fermaye meri ek major problem ki aur rehnumayein kereyin...jissey ki me bahut parshaan rehta houn woh problem hai ki,,,,,, Ager mein chah ker bhi Masterbution kerna chahoun to bhi mein nahien ker paounga......mujhe aisa lagta hain.....kyunki jab mujhe 5 se 10 second bhi ERACTION hota hai,,,,,,,,,meri Mazi YA mani nikal aati hai..... 2, jo bahut hi major problem hai who ye hai ki,,,,,,,ager ziya dair mein apna LING khada ker loun to without haath lagye mujhe EJACULATION ho jayega........mujhe aisa lagta hai....aur mein is maamlein me 90% sure houn ki aisa ho hi jayega....... Issliyin meain aisa kabhi nahi kerta taki yeh WEHEM mere dil me ghar na kerjaye........Infact ye mere dil me ghar ker chuka hai..... Meri inshallah Jaldi shaadi honey jaa rahi hai.......mujhe apni wife ko le ker issi baat ki fikr lagi rehti hai ki.............just kissing me hi mera EJACULATION ho jayega........ Mein Kiya Karoo Kiya nahi kuch samjh me nahi aata.... acahhey mohazzab khandaan se talluq rakhta houn,,,,,,,,,, ;ihaza apne mashware se nawazein,,,,,, aap ki badi meherbani hogi Junaid |
|