Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Paigham e Quran and Hadees
 
Warning: This Website is not for people who are less than 16 years of age. Please exit
 
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics
Recent Reply
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

I Wana Leave The Noor Clinic forever

Chatting
 
 
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:21st Jul 2010, 4:32am
 

lo ji

mojhe to yahan jootiyan hi par rahi h.kisi ko welcome krne par os pe phool barsaey jate hain aur mojh pe jootey:(

is se pehle k aap sab uncles & aunties mere kan khinch k mera kan lamba ker dein main sab se mazirat krti hon.meri waja se aap log preshan hoe.

Dip uncle prob ye h k ghar me kisi ko feel nahi hota k net ki zarorat h.kiu k koi use hi nahi krta sirf main krti hon.
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:21st Jul 2010, 4:33am
 

hahahha

realy main mazaq nahi kr rahi.Raja bhai buhot hi nazuk mizaj bandey hain.
Diplomate Group: Members  Joined: 18th Oct, 2009  Topic: 53  Post: 3436  Age:  37  
Posted on:21st Jul 2010, 4:36am
 

Dsl ki Problem...

oh yeh to aap k ghar waloon ki problem hey DSL ki to nahi .....:)

abb iss problem ka hall kam az kam main to nahi kar sakta......laiken mery paas aik plumber hey jis ka name bhimji hey main uss sy baat karta hoon ....uss ny to barry barry gatter khol diye hain aap k ghar waloon k dil b khool dy ga ...phir aap ghantoon baith kar net use krain koi kuch nahi kehy ga....:))))))
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 130  Post: 7720  Age:  55  
Posted on:21st Jul 2010, 4:42am
 

Raja g ji nazuk mizaaji

hum nay to sonaa thaa k...

nazaakat naaz.neenouN k banaa.ay say nahi banti

khodaa jab husn detaa hai, nazakat aa hi jati hai

to kia Allah Ta'ala nay Raja g ko bhi "husn" say nawaaz hi diaa, iss omar maiN lol

ozone Group: Members  Joined: 19th Jun, 2008  Topic: 26  Post: 1412  Age:   
Posted on:21st Jul 2010, 5:56am
 

raja ji ka dil , dil nahi

raja ji ka dil , dil nahi balke bazaat e khud aik waswasa hai , hahahaha
ozone Group: Members  Joined: 19th Jun, 2008  Topic: 26  Post: 1412  Age:   
Posted on:21st Jul 2010, 5:58am
 

but aik bat hai

raja ji dil k bohot achey hein :) 
`RiM jHiM` Group:   Joined: 01st Jan, 1970  Topic: 2  Post: 38  Age:   
Posted on:21st Jul 2010, 6:05am
 

s4u

u jaa k wapis aa b gai muje pata hee nai chala :P
H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 185  Post: 6560  Age:  36  
Posted on:21st Jul 2010, 11:55pm
 

s4u kay kaan

agur sub nay khanchny shoro kur deyeh tu s4u kay kan s4u kay apny  nahi rayin gay bukri kay kan bun jayngy es leyeh myrizvi bahi etnaa zolm tu na kurin ap,
Bhimji Group: Members  Joined: 07th May, 2008  Topic: 13  Post: 1868  Age:  31  
Posted on:21st Jul 2010, 4:35pm
 

re:

Main soch hi raha tha ke Saba ke forum chorne pr aik taziati note likhun phr Miss Bablo ki personality ko zehn main la kr socha ke ho skta hae ke dramay bazi ho iss liay 2 din theher jaun kyun ke itni jaldi emotional hona b seht ko nuqsan de skta hae. In case Saba forum chorti tau shayed mujhe zindagi main Madhuri Dixit ke film industry chorne ke baud doosri dafa dukh hota ya shayed uss se bhi zeyada dukh hota jitna Qasim ke forum pr wapis aane pr hua hae…lols

 

Aap sab log technically aik aur ghalat kaam krne lage hain. Mere kheyal main Saba ke kaan ya tangain khenchne ki bjaye iska gala hi daba dia jaye tau sara masla hi hall ho jaye aur aesi jaye ke roz roz ki jaane ki dhamkiyan hi bnd hon.

 

Saba: I m grate ful to you ke tum ne wapis aane ka timely hi bta dia warn raja ji ne apne ghar ke sehn main beth kr rotay jana tha aur tangain zameen pr marte jana tha. Ho skta hae k zameen se koi Oil ya Gutter ka zakheera hi dareyaft kr lete. Tmhn tau pta hae ke yeh Normal halat main bamushkil kheench khanch kr ache lagte hain. Rotay huay tau ghazab hi dhaate hon ge. Inkay ronay ki awaz se bachay maaun ke galay lag jaate hon ge aur mayen bechari darti hui sochti hongi ke mashraqi adab ko balaay-e-taaq rakhte huay bachun ke Abba ke galay lag jaun ya mekay ja kr apne Abba ke galay lagun aur Ahl-e-mohalla tau yaqeenan smjhte hon ge ke shayed Irafeel phoonk dia gya hae aur ab sb ko apne amaal ka hisab kitab dena parrega…..

irfan123 Group: Members  Joined: 22nd Aug, 2009  Topic: 17  Post: 115  Age:  30  
Posted on:22nd Jul 2010, 6:21am
 

hello:



s4u mazaq bhoot acha kya, apnay gher ka dsl thek kerwa lay leiken forum
bilkul nahi choray, main aap say zaida sawal kerta hon kahin aap teng tu
nahi peri na,
       
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2017  Age:  48  
Posted on:22nd Jul 2010, 10:54am
 

Bhimji

mein to online khud kushi kerny wala tha laiken achank S4u k Aba ka phone aa giya kehny lagy k ye saza kafi nahi he aap ko zinda reh ker ye saza bugtna ho gi hum log to ussi din mar gay jub S4u hamry ghar peda huee aur jub ye 2 din ki hi thi tou hum ne andaza ker liya k hamari qismat haar gayi kiyoonke bacha peda hoty hi 2 mah taukk to rota hi rehta he laiken iss ne 2 din mein hi kehqy lagana shuroo ker diya aur hum sub ehl-e-khana ne rona shuroo ker diya jo k aaj tukk humara khandan roye ja rah

ub aap logoon ki mehrbani he k aap logoon ne hamra kafi sara dukk share kiye huwaye hein jub se ye aap logoon mein hoti he to hamra kuch waqat asani se guzer jata he ub hum sub aap k sath mill ker rotye rahein mein un ki ye dukk bhari dastan sun ker khud bi ro purra

s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:23rd Jul 2010, 3:56am
 

rE:Irfan Bhai

nahi ji ye mazq nahi tha,os waqt situation hi esi thi k mojhe lgta tha k shayad main yahan dobara waqi nahi aoun gi is lie jaldi jaldi sab ko Allah hafiz kr di tha.

arey nahi bhai main bhala kiu tang hon gi aap k sawalon se.aap jitna marzi sawal karein no prob.agar main aapko repy kar sakti hon to zaror karon gi.yahan per members ka kam hi yehi hai k wo ya to sawal karein ya phir jawab dein:-P
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:23rd Jul 2010, 3:59am
 

EF bhai

thanks yehi aap sab forum members ka hi pyar hai.isi lie kisi surat dil nahi manta k forum chora jae.

anyways ab problem solve ho g h.ab main kahin nahi ja rahi.
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:23rd Jul 2010, 11:53pm
 

Attention Seeking Personality

kuch logo ki personality ko nafsiat ki zuban mai Attention Seeking Personality kehtay hain. pehle ise Hysterical Personality bhi kehtay thay. lekin ab Hysteria ya Hysterical ki terminology istemal nahi ki jaati hai.
EF Doosra Group:   Joined: 01st Jan, 1970  Topic: 6  Post: 366  Age:   
Posted on:23rd Jul 2010, 12:16pm
 

Bewakoof bhai

Aap nY yahaaN par ye term kis k liaY use ki hY?
H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 185  Post: 6560  Age:  36  
Posted on:23rd Jul 2010, 12:57pm
 

E fly

sheeeeeeeeeeesh chop... purdy meah rehny du ,, bewakoof bai nay chingaari phenki hay aag na lug jay
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:24th Jul 2010, 4:13am
 

lgta hai

Bwf bhai ne ghalati se yahan post kr dia...mojhe bhi samjh nahi ai k is topic me esi post ka kia matlab
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2017  Age:  48  
Posted on:24th Jul 2010, 4:46am
 

Attention seeking personality

Bewaqoof ne mujy aur S4u ko samjaya he k apni apni personality drust kero aur aissi bongiyaan nahi maro

dom_man Group: Members  Joined: 13th Mar, 2009  Topic: 76  Post: 1346  Age:  35  
Posted on:24th Jul 2010, 7:01pm
 

s4u

s4u.tum forum kiyon chore rahi ho?come on, yehi masla hai chatting ka ke loag jhagra kertay hain aur dil bardashta ho kay chore jaatay hain.

s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:24th Jul 2010, 7:05pm
 

domi uncle

maine kisi se jhagra nahi kia tha,wese hi ja rahi thi.above posts me apna problem likha hai maine jis waja se ja rahi thi.

ab aap logon k sath saya ban kar rahon gi.don't worry
For More Detail Click On Page No: 1 2 3  >>
 
 
 
Pakistan Day Celebration In Malaysia  How to take professional photography  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us