sab sy barra dehshat gard Re :- "dunyaa ka sab say baRa dahshat gard usa hi hai "
yes agreed bilkul theek....han aysa hi hey ...USA ki moojooda policy par agar nazar dorraien to naqsha kuch iss trah banta hey k USA ny jahan jis mulik main dehshat gardi karni hoti hey pehly wahan k culture ko study karta hey phir uss culture ki kamiyaan khamiyaan talash kar k uss pr work karta hey aur is trah apni dehshat gardi k mazmoom maqasad poorey karta hey
Iraq , Afghanistan , Palestine , Lubnan , Pakistan ki misalain samny hain..
laiken yahan Pakistan main doosrey mumaalik ki nisbat USA ko dehshat gardi karny main ziyada asani hey ..yahan agar USA direct dehshat gardi karny k liye na b aye to ussy koi farq nahi parrta q k yahan uss k agent jo k har door main khakoomat main b hoty hain aur nam nihad ulma ki shakal main b mojood hain ..
iss liye USA ko Pakistan main buhat mozoon mahool mil jata hey yahan aik traf to yeh agent Ulma ghair islami kamoo pr "Islam" ki muhar laga kar Islam ko badnam karty hain aur doosri traf USA ko dehshat gardi karny ka saz gaar mahool aur jawaz fraham karny ka sabab banty hain
yeh Commercial Ulma pehly USA ki madad aur funding sy "Islam" k name par "jahadi" tanzeemain stand karty hain aur bad mian apny ....edit abusive word.... USA sy inhi "jihadi" tanzeemoo ki karwaioo ko dehshat gardi ki karwaiyaan qrar dilwatey hain aur USA ko dehshat gardi karny ka jawaz fraham karty hain ....
dar asal iss waqt poori duniya main Islam-e-Muhammdi (s.a.a.w) ki asal shakal ko bhigarrny aur Islam-e-amreeki lany k mansooby par amal ho raha hey jis ka aghaz USA ny Pakistan sy kiya hey Iraq , Afghanistan, hatta k poori muslim ummah iss ki lpait main hey
q k sab sy barra dehshat gard khud USA hey..... |