Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:4th Feb 2012, 6:56pm |
|
|
alirajput Kyun ke wo thaiN hazrat Muhammad SAW ke waqt maiN. Mufti behter hooga agar aap Musalmaan hoon jaaye, aap mujhe bohot Confused lag rahaiN haiN iss waqt. Pehle toh hamara wudu ka tareeka ghalat haiN, ab ham namaz bhi theek nahiN parte, aur jho hamar-e- ustaad haiN, jho hamare Nabi (SAW) haiN, jinke ham Musalman, shia nahiN, balke Musalmaan followers haiN... ab aap ne ustaad ke mutabiq namaz nahiN parrte?? Statement in response to Mufti's this statement: ::::
Janab aap ki dawat denay ka shukriya lakin pehlay aap apna wudhu aur namaz to sahi ker lein phir dosron ko dawat dijiye ga... Aap ko kis ne keh diya k aap k ustad Rasool Allah saww thay ?? Agar aap k ustad Rasool Allah saww hain to aap k 4th imam malik k ustad kon thay jo hath khol ker namaz perhtay thay ?? Pehlay meray bhai apni namaz sahi sabit ker lein uss k baad dawat dijiye ga... |
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 382 Age:
26
|
|
Posted on:9th Feb 2012, 1:11pm |
|
|
@ mufti Kabhi dekhiye ga kiun k unn ki ibadat aur ahl sunnah ki namaz kafi milti julti hai...jew bhi ibadat mein seenay per hath bandhtay hain aur ahl sunnah bhi...jew bhi jab ibadat mein bethatay hain ya kharay hotay hain to hath nahi lagatay aur ahl sunnah bhi aisay hi kertay hain...jew bhi ibadat mein dono teraf moun phertay hain aur ahl sunnah bhi aisa kertay hain bas farq yeh hai k jew rakku mein moun phertay hain aur ahl sunnah tashud mein moun phertay hain... Hamaray aqeeda k mutabiq namaz mein hath bandhnay se namaz batil ho jati hai kiun k yeh jews ka ibadat ka tareeka hai... My reply paki baat hy mufti sahab k aapky aqeeday mainn namaz main hath bandhny sy namaz batil ho jati hy??? phir to sari shia aourton ki nazam batil hoti hogi.. kia shia aurat senay par hath bandh kr namaz nahi parhtin?? kia Shia ki books main seenay par hath bandh kr namaz parhny ki hadesain nahi hain?? yahoodi or Christian dono mazhab aasmani kitabon waly hain or namaz ki tarhan Ruko o sujood bhi Adam AS say lay kr ab tak hay.. ibadat sy pahly wazu krna bhi pichly mazahib sy chalta aa raha hy.. Rozay bhi pichly anbia o rasoolon say chalty aa rahya hain yeh sari ibadat pichli umaton main bhi thin to sirf is waja say aitraaz krna kahan ki akalmandi hy... kia musalman yahoodo nasara k paighambaron ko nahi maanty?? kuch cehzon main yahoodo nasara ki mushabihat sy mana kia gaya hy lakin iska yeh matlab thori hy k jo cheez unsy milay usay ek musalman nahi kr sakta.. yahoodi to darhi bhi rakhy hen sar bhi dhaamty hain .
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 4:30am |
|
|
Batman1 paki baat hy mufti sahab k aapky aqeeday mainn namaz main hath bandhny sy namaz batil ho jati hy??? phir to sari shia aourton ki nazam batil hoti hogi.. kia shia aurat senay par hath bandh kr namaz nahi parhtin?? kia Shia ki books main seenay par hath bandh kr namaz parhny ki hadesain nahi hain??
yahoodi or Christian dono mazhab aasmani kitabon waly hain or namaz ki tarhan Ruko o sujood bhi Adam AS say lay kr ab tak hay.. ibadat sy pahly wazu krna bhi pichly mazahib sy chalta aa raha hy.. Rozay bhi pichly anbia o rasoolon say chalty aa rahya hain yeh sari ibadat pichli umaton main bhi thin to sirf is waja say aitraaz krna kahan ki akalmandi hy... kia musalman yahoodo nasara k paighambaron ko nahi maanty?? kuch cehzon main yahoodo nasara ki mushabihat sy mana kia gaya hy lakin iska yeh matlab thori hy k jo cheez unsy milay usay ek musalman nahi kr sakta.. yahoodi to darhi bhi rakhy hen sar bhi dhaamty hain . Janab aap ko kis ne kaha k shia khuwateen hath bandhti hain ??
Seenay per hath rakhna aur naaf per hath bandhnay mein bohat farq hota hai batman1 sahab...aap etiraz kernay se pehlay thora soch liya karein...dosri baat woh mustahab hai na k wajib auraton ka seenay per hath rakhna... Aur janab jahan tak baat hai christian aur jews to Islam se pehlay k kuch ahkaam zaroor aaye magar waisay hi nahi jaisay pehlay hota tha... Roza ka aap dekh lo woh bhi roza rakhtay thay lakin musalmaon aur unn k rozoan mein bohat farq hai... issi terha marriage unn k han bhi hai magar islami aur unn ki mein bohat farq hai... issi terha ibadat ki misaal bhi hai... Aur Islam mein ibadat bilkul mukhtalif hai..tareeka bhi aur alfaz bhi magar aap loagon ne phir wohi yahudion wala tareeka apna liya...
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 382 Age:
26
|
|
Posted on:10th Feb 2012, 5:28pm |
|
|
Mufti Janab aap ko kis ne kaha k shia khuwateen hath bandhti hain ??
Seenay per hath rakhna aur naaf per hath bandhnay mein bohat farq hota hai batman1 sahab...aap etiraz kernay se pehlay thora soch liya karein...dosri baat woh mustahab hai na k wajib auraton ka seenay per hath rakhna... reply: bari juldi kalabizi maar li. itny over smart mat bna kren na yeh statemet apki hi thi na k apky aqeeday main namaz main hath baandhny say namaz batil hojati hy. ab hath khulay chorny ya baandhny ki baat ho rahi hy or apko naaf yaad a gaye.. ab apko mustahab amal yaad aa rha hay . kia shia aurat is waja say namaz main hath nahi baandh sakti k uski namaz batil ho jaye gi ??????? kia Shia books main namaz main hath baandhny ki ahadees nahi hain??
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 382 Age:
26
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 4:34am |
|
|
mufti or konsy firky ki aurat naaf pr hath baandhti hy zra yeh bhi btana |
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 4:57am |
|
|
Batman1 Baat samjha karo aap phir post kiya karo mein ne kaha hai k shia khuwateen hath nahi bandhatein balkeh sirf hath rakhti hain seenay per...yahudion ki terha hath bandhna aur hath rakhnay mein farq hai aur yeh bhi mustahab hai na k wajibaat mein shamil hai... Agar shia book mein hath bandhnay ki hadith hai to quote karo meray bhai intezar kis baat ka ker rahay ho ?? |
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 382 Age:
26
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 9:30am |
|
|
Mufti Baat samjha karo aap phir post kiya karo mein ne kaha hai k shia khuwateen hath nahi bandhatein balkeh sirf hath rakhti hain seenay per...yahudion ki terha hath bandhna aur hath rakhnay mein farq hai aur yeh bhi mustahab hai na k wajibaat mein shamil hai... Agar shia book mein hath bandhnay ki hadith hai to quote karo meray bhai intezar kis baat ka ker rahay ho ??
yeh kia mazaak hy bhae? ab apko hath khulay chorny main or hath rakhny main farak nazar nahi aa rha jo bohot big difference hay lakin hath baandhny main or hath rakhny main zameeno asmaan ka farak nazar aa rha hay
kitna fark hy hath bandhny or rakhny main??? hath baandhny sai muraad hy sinay pr ultay hath ki hataili rakh kr us par sidha hath ki hataili rakhna or hath rakhny sy muraad hy sidhy hath ki hataili ko sidhy breast par rakhny or ulty hath ki hataili ko ulty breast pr rakhna jub k hath ko bilkul latkanay main ya sinay pr rakhny main bohot fark hy.
meny mustahab amal ki baat nahi ki meny namaz kabool hony ya namaz batil hony ki baat thi
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:12th Feb 2012, 3:15am |
|
|
Batman1 yeh kia mazaak hy bhae? ab apko hath khulay chorny main or hath rakhny main farak nazar nahi aa rha jo bohot big difference hay lakin hath baandhny main or hath rakhny main zameeno asmaan ka farak nazar aa rha hay kitna fark hy hath bandhny or rakhny main??? hath baandhny sai muraad hy sinay pr ultay hath ki hataili rakh kr us par sidha hath ki hataili rakhna or hath rakhny sy muraad hy sidhy hath ki hataili ko sidhy breast par rakhny or ulty hath ki hataili ko ulty breast pr rakhna jub k hath ko bilkul latkanay main ya sinay pr rakhny main bohot fark hy.
meny mustahab amal ki baat nahi ki meny namaz kabool hony ya namaz batil hony ki baat thi Aap ko deeni ahkaam mazzaq kiun lagtay hain ??
http://2.bp.blogspot.com/_quLWfeR-y2Q/TMUKP3Grp2I/AAAAAAAAAFs/b9qinDXtY_0/s1600/Women+pray+with+hands+on+chest_picture.jpg Yeh mein ne pic aap ko di hai jis mein khuwateen ka hath rakhna bataya gaya hai... Ab aap khud dekh lein k aap k tareeka aur iss tareeka mein kitna farq hai... Dosri baat mard aur aurat k ahkaam mein farq hota hai aur bohat se masail mein mard k liye aur hukam hai aur aurat k liye aur hukam hota hai,aap mard k hukam ko aurat k hukam se compare nahi ker saktay... Umeed hai ab aap ko meri baat samajh aa chuki ho gi...
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 382 Age:
26
|
|
Posted on:17th Feb 2012, 6:30pm |
|
|
Mufti Aap ko deeni ahkaam mazzaq kiun lagtay hain ??
deeni ahkammat ka nahi aapki zahanat ka mazaak uraya hy http://2.bp.blogspot.com/_quLWfeR-y2Q/TMUKP3Grp2I/AAAAAAAAAFs/b9qinDXtY_0/s1600/Women+pray+with+hands+on+chest_picture.jpg Yeh mein ne pic aap ko di hai jis mein khuwateen ka hath rakhna bataya gaya hai... Ab aap khud dekh lein k aap k tareeka aur iss tareeka mein kitna farq hai... Dosri baat mard aur aurat k ahkaam mein farq hota hai aur bohat se masail mein mard k liye aur hukam hai aur aurat k liye aur hukam hota hai,aap mard k hukam ko aurat k hukam se compare nahi ker saktay... Umeed hai ab aap ko meri baat samajh aa chuki ho gi... mufti sahab agar aap meri post ko gor say parhain to meny jo hath rakhny ki detail btae hy us main or aapki upload pic main ek zray ka bhi fark nahi hy to pic dikhany ki zarurat kiun paish aae ?? or yeh fark kitna bara hay yeh meri upload ki hui pic sy nazar aa jay ga k chand inches ka fark hy img651.imageshack.us/img651/5065/qiyamf2.jpg
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:18th Feb 2012, 7:05am |
|
|
Batman1 deeni ahkammat ka nahi aapki zahanat ka mazaak uraya hy Janab aap meri zahniat ka mazzaq nahi urra rahay balkeh deeni ahkamat ka mazzaq urra rahay hain kher yeh hamara topic nahi k hum iss per itni behas karein... mufti sahab agar aap meri post ko gor say parhain to meny jo hath rakhny ki detail btae hy us main or aapki upload pic main ek zray ka bhi fark nahi hy to pic dikhany ki zarurat kiun paish aae ??
or yeh fark kitna bara hay yeh meri upload ki hui pic sy nazar aa jay ga k chand inches ka fark hy
img651.imageshack.us/img651/5065/qiyamf2.jpg Meray bhai mein ne aap ki post ghoar se hi perhi thi tabhi to mein ne reply kiya tha... Aap ne jo image ka link diya woh open nahi ho raha aap pls dobara check ker lein.. Meray paas blocked login ka message aa raha hai... baaki baat InshAllah aap k image upload honay k baad ho gi,mein ne aap se mard aur aurat k mukhtalif ahkamaat ki bhi baat ki thi lakin aap ne koi reply nahi kiya shayed aap reply kerna bhool gaye hain dobara perh ker reply ker dijiye ga...
|
Batman1 |
Group: Members Joined: 25th Nov, 2011 Topic: 3 Post: 382 Age:
26
|
|
Posted on:18th Feb 2012, 5:19pm |
|
|
Mufti mery pash abhi bhi open ho rha hy yeh dusra check kr lain
http://picturepush.com/public/7604178
or men bhi abhi tak female k tarikay ki hi baat kr rha hun or mard o aurat k tareekay main fark ko is liay ignore kia hy kiun k Ahlay sunnat main yeh masla mutafik nahi hy .
|
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:19th Feb 2012, 3:22am |
|
|
Batman1 Ji yeh link meray paas open hua hai... Ab iss terha hath bandhnay mein aur ahl tasheeh aurat ka hath rakhnay mein bohat farq hai... Aap jews ki ibadat dekh lein woh bhi issi terha hi hath bandhtay hain... |
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:17th Mar 2012, 4:05am |
|
|
myrizvi Mein ne hadith books mein perha k Rasool Allah saww aur ashaab namaz mein jab rakku mein jatay thay ya rakku se seedhay kharay hotay thay...uss waqt rafa e yadein kiya kertay thay lakin aap ki bataye huay namaz k tareeka mein yeh amal nazar nahi aata aur her amal yeni raku mein janay se aur baad mein sajda mein janay k baad aur phir sajda mein janay tak aur khara honay per bhi Allah o Akbar kehtay thay lakin yeh amal bhi poori terha aap ki namaz mein nazar nahi aa raha...iss ki kiya wajah hai.
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 42 Post: 3162 Age:
24
|
|
Posted on:28th Mar 2012, 8:50am |
|
|
Question about nimaaz Agar nimaaz parhte waqt ghalti se ataheeaato ki jaga alhamdulillah parh jaye to iss soorat mai kiya karni chaye??? |
alirajput |
Group: Members Joined: 16th Mar, 2012 Topic: 4 Post: 339 Age:
29
|
|
Posted on:28th Mar 2012, 5:26pm |
|
|
MUFTI ki Aqal aur Dil ki fikhar!! reply: "Aap ko kis ne keh diya k aap k ustad Rasool Allah saww thay ?? Agar aap k ustad Rasool Allah saww hain to aap k 4th imam malik k ustad kon thay jo hath khol ker namaz perhtay thay ??"
Hamare Ustad Hazrat Muhammad (SAW) issliye haiN ke ham unke bataiye we Tareeke pe amal karte haiN. Mufti aap sirf Confused nahiN, aap ko aap ka eman pe bhi shaq haiN. Aap sunnat Books ka peecha chorre, aap apni kitabon ki hi Defence nahiN kar sakte Batman1 ke samne. Aap ne 4th imam ki baat ki, unka haath khol ke namaz parrne ka tareeka bhi sahi haiN, hamara haath bhaandne ka tareeka bhi sahi haiN. Jis tareeke se namaz parri gaye haiN, hazrat Muhammad (SAW) se, wo sab tareeke theek haiN, chahaiN haath khule hon ya bandh hon. Aap hamaye baar baar JEWS ke mazhab se milaate haiN, lekiN haqeeqat ye haiN ke maiN aap ke (beliefs) ko mantaa hi nahiN hooN, na maiN aap ko itna samajdaar samaj taa hooN ke aap khud se samaj kar aajaaye ke wapas deen ke taraf. Aap gumraah hon chuke haiN, aap ke Dil par Kalang lag chuka haiN, yahi wajah haiN ke aap ne Gumraahi ka raastaa chun lia haiN. Gumraahi ka raastaa wo haiN, ke khud toh CONFUSED aap haiN hi, leehaza, khud hi confusion door karne ke bajaye, aap sab PRACTICING Muslims ko Confuse karne ki koshish kar rahe haiN SHIA's ke baraye maiN educate kar ke. Jab ke hamaye paataa haiN ke aap ki chand hi bataiN, islam se jurri haiN, lekin Ikhlaaq se lekar jho ke har Musalman ka aadha e-maan hota haiN, ikhlaaq se lekar har cheez maiN bohot farakh haiN aap ke gumraah wale yakeen maiN aur ham Musalmaano maiN.
Naraye Takbeera!!! |
Mufti |
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 705 Age:
38
|
|
Posted on:29th Mar 2012, 3:35am |
|
|
alirajput Aap ko meray aqeeda ki fikar bilkul bhi nahi kerni chahiye kiun k mein apnay aqeeda ko bhi achi terha janta hon aur samajhta hoon balkeh aap k aqeeda ko bhi aap loagon se ziada janta hon aur samajhta hoon... Jahan tak baat hai batman1 ki to uss ki haalat to sab ne dekh li hai k woh kis kis topic se aur kis kis baat se bhaga hai... Kher ab jahan tak baat hai aap k aqeeda ki to mein aaj bhi apni baat per qaim hai k aap ki biadat ka tareeka aur jews ki ibadat ka tareeka same hai aur same ho bhi kiun nahi kiun k aap hi ki ahadees books mein mojood hai k hazrat umar ko toraat se itni mohabbat thi k apnay yahudi doston se toraat le aa ker Rasool Allah saww k samnay beth ker tilawat shuru kernay lag jatay thay...Aur Rasool Allah saww yeh dekh ker ghussa mein aa jatay thay aur dantatay thay lakin hazrat umar ki yahudion aur yahudiat se mohabbat ka andaza lag jata hai issi liye to unn k maananay walon ki ibadat bhi yahudion se milti hai... Qasoor aap loagon ka nahi hai alirajput,aap loagon ko bas issi baat per khush ker diya jata hai k bas aap loag to haq per ho aap loag na hi socho aur na hi tahqeeq karo aur apnay molvion per aankhein bund ker k etibar karo aur bas wohi aankhein bund ker k khaai mein ja rahay ho... Jis firqah ka na wudhu sahi ho aur namaz yahudion jaisa ho woh khud ko musalman keh ker musalman lafz ki bhi tauheen kertay hain... |
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 49 Post: 3202 Age:
35
|
|
Posted on:29th Mar 2012, 7:03am |
|
|
Mr.Muslimaan re " ikhlaaq se lekar har cheez maiN bohot farakh haiN aap ke gumraah wale yakeen maiN aur ham Musalmaano maiN."
Mr. aap ko islam k buniadi arkan ka ilam hay ? , agar ilam hay to plz yahan likhain ta k humain b pata chala k aap kitny pakky aur sachy muslim hain ? aur phir unn islamic arkan ko apni zindgi main daikhna agar aap ki zindagi main mil jaien to phir unn arkan ka miyaar daikhna k kaheen kisi k peechy andha dhund chalty howy baghair sochy samjhy to amal paira nahi ho ....waghaira waghaira ...jawab ka wait rahy ga .... |
|