Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic |Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrmonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Saying Pray In Half Sleeved Shirt..Its Mkrooh

Religion and Culture   >>  Religious Information
 
 
 
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:30th Nov 2009, 5:52am
 

Saying Pray In Half Sleeved Shirt..Its Mkrooh

 

Alhumdulillaahi Rabbil Alameen, Wassalatu assalamu alaika YA Syedil mursaleen, Ammaa Baaad Fa' Azu billaahi minash shaitwaa nirra jeem, Bismillaa hirrah maa nirrah heem.

 Assalat O Wassalam O Alaika Ya Rasool ALLAH
Assalat O Wassalam O Alaika Ya Habeeb ALLAH
Assalat O Wassalam O Alaika Ya Nabi ALLAH
Assalat O Wassalam O Alaika Ya Noor ALLAH
waAla Alika wa Ashabika ya Rehmata lil Aalameen!

 

Praying Salaah in a half sleeved shirt

Praying Salaah in a half sleeved shirt is Makrooh-e-Tanzeehi when other clothes are available to wear. Sadrush-shariah Mufti Muhammad Amjad Ali A'zami ``` says, 'It is Makrooh-e-Tanzeehi to pray wearing a half sleeved shirt or a vest when there is a full sleeved shirt available to wear, but if there are no alternative clothes then it is not Makrooh.' (Fatawa Amjadia part.1 p.193 Maktabah Razawiyyah Babul Madinah Karachi) Mufti A'zam Pakistan Qiblah Mufti Waqaruddin Qadiri Razavi ``` says, 'Half sleeved shirts are classed as work clothes, therefore, if someone hesitates to confront honourable people wearing such clothes it will be Makrooh-e-Tanzeehi for him to pray wearing them, but if he does not hesitate to confront such people wearing these clothes his Salaah will not be Makrooh. (Waqar-ul-fatawa, V2, P246)

 

 

Waterr Group: Members  Joined: 15th Jul, 2009  Topic: 59  Post: 3787  Age:  26  
Posted on:30th Nov 2009, 5:59am
 

half seelves shirt

females ko purey sleeves pehanney chaheeyen kunke unkey sittar mai shamil ha bazoo ko wrist tak cover karna

jub sittar purra na hoga tou namaz?

aur yee k agar purrey bazoo naii hain tou barri chaddar sey cover karlain..

H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 186  Post: 6478  Age:  35  
Posted on:30th Nov 2009, 6:17am
 

half seleevs shirt

Allah k saamny khury hony k leye adaab ehtiraam or ek dur saa taari rehna chaiye ku k wo humara Khalik o malik hy or hum esy he ja k bina kisi ehtimmam k jay numaaz py khury ho jayin tu keya ye achi bat hy?

Numaz ki khuch shurayit hen khuch adaab hen so en bato ka khas khiyal bot zuroori hota hy jub hum etni koshish kurty hen wozo kurty ehtimmam kurty tu khoshoo o khoszoo ki jo tulkeen ke jati hy os meh ye bat b ajati hy esp females k leye ye sub say achi bat hy jub wo numaz k leye khuri ho tu wo apny budan ko kisi chadur say cover kur leya kurin agur half sleeve hy ku na ho

paroot ya members sy request hy agur numaz ki shuraiyt yaa adaab ka koi thread hy tu oska link ya past kurin .or ek thread humayshaa chulta rehna chaiye jis meh numaz k musayil discuss hoty reyin.

 

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:30th Nov 2009, 10:11am
 

Waterr Sister

jee app ne bilkul sahi kaha k female ko chahe ketne he age q na ho burhee aurat he q na hoo hath wirst tak paoo takhno tak tak ka hissa sitar hai namaz mein mun ke tekle khule reh sakte hai koi baal bhi nazar nahi anaa chahe

yeh jo masla hai mardoon k leye lekha hai female ka nahi

jee ha agar kapree choote hai tu chaddar se cover uss soorat mein kar sakte hai k jab kk chardar moote ho etne patlee jese malmal ke hote hai jes se hatho ke rangat zaheer ho tu namaz ke shart ada nahi hue jes se namaz hogee he nahi

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:30th Nov 2009, 10:16am
 

dr.Qasim sahab

jee ha app ne bilkul theek kaha ajj kal seth/boss k samne jaane k leye tu esse attaractive hote hai k thoda sa bhi uss k zehen mein essa na lagee k yeh banda mere saamne theek se nahi ayaa aur jab ALLAH ke bargaah mein jaaane ka waqt ataa hai tu seene k button khule hote hai pant k painchee fold keye hue hote hai asteene charhee hote hai aur pata nahi kya kya galateyan karte hai q k hamare diloo mein sahi se yeh ujaagar nahi hua k hum kes ke barghaa mein jaa rahe hai aur wo barghaa ketne baree hai....

shayad app ko ess baat ka ellm nahi hogaa main ne phele bhi kahi post namaz ke shart per balkee abhi haal he main start kya tha 1 or topic namaz ke phele shart k uper eess se phele wajibaat per farz per sharait per start keye the aur Inshallah karoonga leken uss mein koi khaateer khuwaa na reply meelta hai na views etna hota hai abhi kuch din phele female ke complete namaz ka tareeqa lekha tha leken i think us post ko waterr sis k elawa kese ne shayad nahi parha yaha per loog sirf apne problem discuss karne aur gup maarne atee hai elmee deen koi ekka dukka hota hai jo seekhne k leye khoshees karee. Khaai ALLAH sab ko elmee deen sekhne sekhane ka jazba naseeb karee. AMeen summa Ameen....

1
 
 
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013