|
Maria_z |
Posted on : Saturday, 6th December 2008, 6:08am |
Group:
Members
Joined: 07th Mar, 2007
Topic:22
Post:207
|
Painfull mensus problem Its my cozn problem. usaye mensus 10-12 days hote hai mostly 10 days lakin abh kuch months sai 12 days be hone lage hai. aur bahat painfull hote hai jub tak vomit na ho tabiyaat normal ne hoti. Dr sai medicine laye thi unhwo na kaha tha ka hormonal disturbance hai aur kuch folic acid ke medicines thi. aik month use kerne ko kaha tha jub tak medicine laye next month mensus 7-8 days aur without pain howe magar abh phir porani situation ho ge hai . ya toa koi solution ne hai ka agar medicine laye toa theek werna medicine ka bagir tabiyaat kharab he rahaye ge.
Pain be na kablaye bardasht hote hai
|
|
Veer |
Posted on : Sunday, 7th December 2008, 1:06pm |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:70
Post:3099
|
Maria_z periods ki bhut zaida pain hona normal baat hai.bhut si ladkion ko periods ki bhut zaida pain hoti hain even kuch ladkiya roo bhi parti hai onhe itni pain hoti hai hai ke woh bardast nehin kar paati.
aap yeh bataye ke aap ki cozn ko ilaj karwane ke baad kitna arsa normal rahi?means ke kitney months onhe yeh problem ab dubara hoi hai?kya ab bhi vomit bhi ati hai?
|
|
Sooth |
Posted on : Sunday, 7th December 2008, 9:36pm |
Group:
Moderators
Joined: 18th Jul, 2007
Topic:255
Post:1947
|
re: read it:
· Menstrual Problems
|
|
Maria_z |
Posted on : Sunday, 7th December 2008, 10:31pm |
Group:
Members
Joined: 07th Mar, 2007
Topic:22
Post:207
|
veer jub treatment laye tub 1 month normal periods rahaye (dr na medicine aik month layina suggest kia tha) without pain.
magar next month chon ka medicine be ne laye (as dr said) toa periods be normal ne howe aur vomit , pain sub dubara usai tarah ho raha hai
meri cozn ka haal be rone wali larkiwo wala hai
|
|
Veer |
Posted on : Monday, 8th December 2008, 12:38am |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:70
Post:3099
|
Maria_z zaida pain jin ladkion ko hota hai os ka best hal to shaadi he hai.kyun ke shaadi ke baad periods pain khatam ho jati hai.
waqti toor par pain killer bhi kaam deti hai.lekin main pain killer lene ke liye mashwara nehin don ga.
aap onhe kisi gynecologist se consult karne ko kahe.aur in baato par amal kare.
take warm water bath daily during menses
u can do hot fomentation of the lower abdomen
take warm milk at bed time
drink more water
avoid fatty and spicy food
take proper rest
donot think that u are sick, its a normal physiological phenomenon is reproductive age
follow ur regular daily routine as usual days.
|
|
Maria_z |
Posted on : Monday, 8th December 2008, 2:01am |
Group:
Members
Joined: 07th Mar, 2007
Topic:22
Post:207
|
veer "zaida pain jin ladkion ko hota hai os ka best hal to shaadi he hai.kyun ke shaadi ke baad periods pain khatam ho jati hai."
shadi ka baad period pain kis tarah khatam ho sakte hai mai samajhi ni? aap ki site per he mention hai ka esi girls ko after marriage problems ho sakte hai ? woai problems kis kisam ke hai?
ya sub medicine aur treatment gynecologist sai he kerwiya tha, aik baat jo mai add kerna bhol ge ka start mai kuch days lagta he ne hai ka periods hai lakin bleeding ka spots hote hai
|
|
Veer |
Posted on : Monday, 8th December 2008, 1:02pm |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:70
Post:3099
|
Maria_z shaadi ke baad hymen ruptured ho jati hai.intercourse hone k baad yeh pain kam ho jati hai.aap ne jo link read kiya hai os ka link de.shahyed aap os ka ghalat matlab le rehi hain.
gynecologist ne pehle ilaj karwaya tha aap phir kisi achey gynecologist ke pass checkup karwaye.
periods ke pehle dino mein drops he ate hai aksar..phir aistha aistha bleeding hoti hai.lehaza es hawale se pareshan hone ki zaroorat nehin its normal
|
|
|