Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:32am |
|
|
Babar bhai agar mai aap ki baat ka matlab samajh chuki hon to it,s a good joke mere khayal se to hota hoga lekin shayad us din husban or wife alag alag rehna pasand karen:) |
ch Babar |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1869 Age:
39
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:37am |
|
|
haan isi liye muje woh punjabi nazam bohat achi lagi" kadi te paikay ja ne begom" |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:40am |
|
|
Babar bhai
wo mere husband ko bhi boht achi lagti hai lekin us behjne k liye un ki apni jaib hi halki hogi is liye bardasht kar hi lete hain:)
|
ch Babar |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1869 Age:
39
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:43am |
|
|
usa so ur parents live in USA??? |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:45am |
|
|
Babar bhai g bilkul |
ch Babar |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1869 Age:
39
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:46am |
|
|
maryam aap ne nahi bataya laikin main ne boojh liya :) |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:51am |
|
|
Babar bhai mai ne us likha to hai. albatta capital mai nahi likha. mere ammi abbu mujh se is liye bhi boht pyar karte hain ,wo mujhe hamesha kehte hain k tum hamari sabar wali beti ho or sabar ka phal meetha hota hai:) |
ch Babar |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1869 Age:
39
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:53am |
|
|
haan ye bhi aap ka sabar he hae ke aap china jaise mulk main reh rahi hain:) jana pe pakistani community n ahone ke barabar hae. |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 3:58am |
|
|
Babar bhai aap bilkul theek keh rahe hain issi liye to mai ne ye forum join kiya hai :) ALLAH PAK dr rizwan ka bhala kare(amin) |
ch Babar |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1869 Age:
39
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 4:02am |
|
|
forum main to computer on karne ke baad sab se pehla kaam foprum open karta hoon aor jab tak compuet on rehta hae forum bhi open rehta hae |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 4:05am |
|
|
Babar bhai mera bhi yehi haal hai or mere khayal se k agar yehi haal raha to mere mian ne mujhe PAK hi bhijwa dena hai:) |
ch Babar |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1869 Age:
39
|
|
Posted on:15th Jun 2008, 4:09am |
|
|
father's day father day pe baat ho rahi thi kahin topic divert na ho jaye . Allah aap ke parents ko salamat rakhe aor aap ko bohat si khushyan de. |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:19th Jun 2011, 1:20pm |
|
|
What makes A dad
God took the strrength of a mountain, The majesty of a tree, The warmth of a summer sun, The calm of a quiet sea, The generous soul of nature, The comforting arm of night, The wisdom of the ages, The power of the eagle's flight, The joy of the morning in spring, The faith of the mustard seed, The paitience of eternity, The depth of a family need, Then God combined these qualities, When there was nothing more to add, He knew His masterpiece was complete, And so, He called it .........Dad
I Love U Abbu Ji More Than Every Relation :) I miss u alot
forum pe sab fathers (apnay apnay bachoN k :) ko happy father's day :)
|
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:19th Jun 2011, 1:42pm |
|
|
father's day father's day to guzar chuka abb to father's night shuro ho chuki hay ...:))
fathers day ka b fathers ko koi faida nahi hay iss din b father apny bachon k liye mehnat hi kar raha hota hay ...
barry ajeeb ajeeb din bana diye hain hamari "muhazzab" duniya nay kabi father's day , mother's day , aid's day , mazdoor day , special day , yeh day , wo day , sab day , pata nahi kitny day
inn sab days main baray rast hazrat insan hi shamil hay , kash iss duniya main koi insan day b hota jab kisi insan ki kisi dosry k hathon tazleel na hoti , jaan na jati , maal na jaata , izzat na jaati ..aur sab khushi sy kehty "HAPPY INSAN DAY" |
Un-leashed |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 1 Post: 123 Age:
|
|
Posted on:19th Jun 2011, 2:58pm |
|
|
apeal to all ye father day 1 din banany ki zarorat unko parti hai jinho ne ye ejaad kia hai,hamare liyai father day har din hona chahiaayai.dont follow this western cultere.
|
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4300 Age:
38
|
|
Posted on:19th Jun 2011, 8:19pm |
|
|
Father Day per Fatwa 2011 re: "ye father day 1 din banany ki zarorat unko parti hai jinho ne ye ejaad
kia hai,hamare liyai father day har din hona chahiaayai.dont follow this
western cultere.
"
Un-leashed: aap ke kehne ka matlab yeh hai keh jo baatain achchi hon ose sirf aik din nahi balkeh poora saal kerni chahiye. maslan
1. Hajj sirf aik din ki bajaye sara saal kerni chahiye. 2. Eidul Fitr sirf aik din nahi balkeh sara saal manani chahiye. 3. roza sirf ramzan mai nahee balkeh har maheena farz samajh ker poora rakhni chahiye 4. ........... etc 5. ............ etc
bhayee saheb! mera khayal hai keh aap ko apni statement per nazar sani kerni chahiye. aur Father day ko saara saal manane wala fatwa wapas leni chahiye. Umeed hai keh aap Father Day wala Fatwa wapas le lain ge. |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:19th Jun 2011, 10:50pm |
|
|
welcome 'back' Bewaqoof bahoot arsaa hogaya thaa iss ID ki makhsoos logics paRhay howay. aaj yeh paRh kar dil garden garden hogaya... welcome "back" paa g! |
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:19th Jun 2011, 11:16pm |
|
|
myrizvi g aap mery paa g hain aur aap k paa g bewaqoof hain ..:P..lehaza bewaqoof to mery dada paa g howy na phir ...jis trah ustad ka ustad dada ustad hota hay ....wah wah main b gardan gardan ho geya hon ...:))lol |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:20th Jun 2011, 1:13am |
|
|
day by day :) diplomate bhai : ramzaan aa raha hae whole month will be happy insaan month :) wese meray abbu ki taraf ussi waqt day start huwa tha jab aap ki taraf night thi. so i wish my Dad :)
Un. leashed ji. Welcome back. jab aap bhi Dady ban jayeNgay aur aap k bachay aap se sarhadoN, samundroN k faaslay par hoNgay tab aap k liye yeh aik din bhi ghaneemat hoga. khair aap k anay se forum k aik aur fatway meiN izafah huwa :)
|
Un-leashed |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 1 Post: 123 Age:
|
|
Posted on:20th Jun 2011, 12:24pm |
|
|
bewaqoof
bewakof dost ye tumhare kehne ka matlab malom hota hai mujko,aur is baat se jo matlab nikalta
hai uski roshni mai ye pata lagta hai ke tumhain Hookok Allah aur Hokook
ibaad mai farq malom nahe,so samajh lo in dono mai farq ghor se.wrna
judgement day ko masla hojaega tmharay sath :)) :)) :))
|
|