|
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 2:11am |
|
|
bhool jaty hain yEh ham tasLeem kErtay hain... hamain fUrsatt nahi miltii... Magar..!! O'mEri sOch k mEhver..!! kabhi yEh bhi Zara sOcho... K... tumhain ham yaad kErtay hain... tOu kHud kO Bhool JaatEy hain...!!! |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 2:23am |
|
|
yadd Suna Hai Jab Hichki Aati Hai To, Koi Yaad Karta Hai Ager Is Baat Main Thorii Si Bhi Haqeeqat Hai To, Na Mumkin Hai K Tumhari Hichki Ik Pal Bhi Rukti Hoo.. |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 2:24am |
|
|
Dukh Kia Hota Hai Tum Ne Poocha Hey ke Dukh kia Hota Hai
To Suno..... Aisa Karna Kabhi kisi ko Chahna aur Chahate Hi Rehna... Din Bher us ko Sochte hi Rehna....
Apne Haath ki Lakeeron mein us ka Naam Tarashte hi Rehna...
aur Jab kabhi Wo, in Riyazaton ka Hisaab Mangne ke Liey, samne aaey to ........
Tum "ANAA" ka Hath Thaam Lena.
Ager Wo kuch kahey to, Muskura ker Anjaan Ban Jana.
Aur Jab Wo Mayoos Ho ker Laut Jaey to...
Apne Ander Jhankna, aur, Khud se Poochna ......
Tab Tumhara Dil Tumhain Bataey ga, Ke....
Dukh kisko kihtey Hain. aur... Dukh kia Hota Hai. |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 2:31am |
|
|
Mohabbat rooth jaye to.... Mohabbat rooth jaye to.... Usey hathon main le laina, Bohat hi pas ker ke tum usey, janey nahi dena! Wo daman bhi churaye to usey tum qasam da dena! Dilon k maamlon main to... khatain ho hi jati han! Tum in khataon ko, bahana mat bna laina... Mohabbat rooth jaye to... Usey jaldi mana laina...! |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 2:35am |
|
|
muhabbat Buhat he Ajeeb yeh Muhabbat ka silsila hy Na us Ne Qaid mein Rakha, Na hum Farar Huwey..... |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 3:02am |
|
|
faraz ungliyan aj bhi is soch main gum hain fraz................. us nae kaisae naye hath ko thama hou ga.
Tum Meri Pehli Mohabbat To Nahi Ho Lekin,,,, . . . Mene Chaha He Tumhe Pehli Mohabbat ki Tarha.... |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 3:02am |
|
|
kitna badal gaya houn main Mujhay Uss Say Ab Bhi Muhabbat Hai Mager Na-jaanay Kiun Ab Us Muhabbat Main Woh Pehli Ci Shiddat Nahi Rahi Mujhay Ab Bhi Uss Ka Intizaar Rehta Hai Mager Na-jaanay Kiun Ab Us K Intizaar Main Sitaron K Saath Haal-e-DiL Kehnay Ki Aadat Nahi Rahi Mujhay Ab Bhi Us Ki Yaad Aati Hai Mager Na-jaanay Kiun Us Ki Yaad Main Ronay Ki Khuwahish Nahi Rahi Main Us Say Ab Bhi Milna Chahta Hoon Mager Na-jaanay Kiun Ab Us Say Milnay Ki Tarap Baaqi Nahi Rahi Sochta Hoon ! Kitna Badal Gaya Hoon Main Bilkul Us Jay-sa Ho Gaya Hoon Main ... |
saim1 |
Group: Members
Joined: 23rd May, 2008
Topic: 39
Post: 2137
Age: 33
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 5:08am |
|
|
hummmm to arz kiya hey mayoos na hon yeah aik gunah hota hey
milta wohi hey jo qismat may hota hey
har cheez miley hummey yeah zarori to nahi
kuch chezoon ka zikar dosrey jahan may hota hey
jo kud ko kostey haien ho shyad bekhaber haien
kuch paleney ka ikhtiyar khood pay bhi hota hey
har aik ko barsar-e-ilzam ku tharayein hum
appney samney bhi to aik aiena hota hey
hum appni zidagi sey ku har jaien
gar dobta hey sooraj to kal ujala bhi hota hey |
Maryam |
Group: Members
Joined: 17th May, 2008
Topic: 26
Post: 4440
Age:
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 7:55am |
|
|
rishta rehne do tassali tum apni dukh jheel chuke dil toot gaya
ab haath male kiya hota hai jab haath se nawik choot gaya
apas ki kashakash kiya sehta nazuk tha taluk ulfat ka kuch wo khiche kuch mai khicha bus beech se rishta toot gaya |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:16am |
|
|
sabab Udasion ka sabab jo likhna to ya bhi likhna kay chaand taaray shahab ankhein badal gay hain wo zinda lamhay jo teri rahoon main teray anay kay muntazir thay wo thak kay sayooon main dhal gay hain wo teri yadain, khayal teray,wo ranj teray, malal teray wo teri ankein sawal teray wo tum say meray tamam rishtay bichar gay hain,ujar gay hain udasion ka sabab jo likhna to ye bhi likhna laraztay hothon pay larkharati dua kay suraj pighal gay hain tamam sapnay hi jal gay hain... |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:23am |
|
|
Dhoop main barish Ik din ma ne us se pocha
Kiya dhoop main barish hoti hai…?
suntay hi Wo hansne lagi
Phir hanste hanste ronay lagi
Or dhoop main barish honey lagi |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:26am |
|
|
Kise Ko Apna Bana K Dekho agar baharoun na mujh say poocha chamaktay tarun na mujh sa poocha batao husn-e-jahann kahann hay?
to barmala main kahun gi un say tumhain wo mari nazar sa dakhain tumharay jaisa koi nahin hay jo dasht main ha, ghata ki soorat chaman ki soorat , saba ki soorat ha kitna masoom, kitna sada tumhara wada.............................!
magar batao gay tum ye jana? ho khoey khoey say kis liye tum? sakoon kis nay tumhara loota? yaqeen kasay tumhara toota? chalo hua jo bhula bhi dalo wo khat puranay jala bhi dalo main manti hun.....................! tumharay dil ka, jo shahr ujrra isay basanay main din lagain gay kay kahkashaan kay musafiroun ko zameen pay anay main din lagain gay, charagh yadun kay jal rahay hain inhain bujhay main dil lagain gay, jo ho sakay to kisi ki khatir naya jahaan tum basa kay dakho
kisi ko apna ... bana kay dakho |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:33am |
|
|
my fav tumhin kis nay kaha pagli mujhay tum yaad aati ho bohat khush faham ho tum bhi tumharai khush gumani hai meeri ankhon ki surkhi main tumhari yaad ka matlab??? meeray shab bhar kay jagnay main tumharay khwaab ka matlab??? yah ankhain to hameesha say hi meri surkh rehti hain tumhin malom hi hoga is shayhar ki faza kitni aloda hai tu yah sozish,ussi fizza kay bais hai tumhin kis nay kaha pagli ka main shab bhar nahi sota mujhay is nokri kay sab jhameelon say kabhi fursat milay to tab hai na meeri baaton main larzish hai??? main aksar kho sa jata hon?? tumhin kis nay kaha pagli mohabbat kay ilawa aur bhi to dard hotay hain fikar-e-muaash,sukh ki tlaash, aisay aur bhi gham hain aur tum un sab ghamon kay baad aati ho tumhin kis nay kaha pagali mujhay tum yaad aati ho yah dunya walay pagal hain zara si baat ko yah to afsaana samjhtay hain mujhay ab bhi yah pagal tera dewana samjhaty hain tumhin kis nay kaha pagli??? magar shyed!!! magar shyed main jhhota hon main reeza reeza tota hon |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:37am |
|
|
barishain barishon k mausam main
tumko yaad krne ki
aadtain purani hain,
ab ki baar socha hai..
aadtain badal dalain...
phir khyal aaya hai
aadtain badalnay say,
barishen nahi rukteen...! |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:44am |
|
|
Khizan-rasida Khizan- rasida sa ek shehar tha khizan- rasida sa main bhe shayed mujhay bhe baharoun se nahi tha matlab baharain bhe mujh se thi kuch gorezan chaar simt urtay pattay k jaisay bikhray hoey eraday hawaoun ka wo zoor jaisay le jaen gain kahen ura k k jaisay teri yaad mujhay uraey le jaen wahan k jahan se loutna mera ho mushkil ye zard pattay mujhay sataen main bikhra jata hon es hawa main es zard pattoun ki saltanat ne cheen liye gulaab saray wo khawaab saray k jinko le k main chala tha wo kise k dil main jaga pa lenay ka jo ghamand tha main kitna magan tha magar es duniya k sard mousam ne sard kar diya hai har us jazbay ko jis ne garm kia tha laho ko khizan- rasida sa ek shehar hai khizan- rasida sa main bhe shayed |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:47am |
|
|
Kash Main Tere Haseen Hath Ka Kangan Hota Kash main tere haseen hath ka kangan hota tu bare pyar se chaoo se bare man ke sath apni nazuk se kalaee mn charhati mjh ko aur betabi se farqat ke khazan lamhoon mn tu kissi soch mn dobi jo ghumati mjh ko! mn tere hath ke khushboo se mehak sa jata jab kabhi mod mn aaker mjh ko chuma kerti tere honthoo ke hudat se mn mehak sa jata rat ko jb bhi tu nendoon ke safar pr jati marmareen hath ka aik takiya bunaya kerti mn tere kan se lag ker kaee batain kerta teri zulfoon ko tere gal ko chuma krta jab bhi tu bund daba khulne lagti jana apni ankhoo ko tere husn se khera kerta mjhko betab sa rakhta teri chahat k nasha mn teri roh ke gulshan mn mehakta rehta mn tere jism mn angan mn khanakta rehta kuch nhn tu yehi benam sa bundhan hota kash mn tere haseen hath ka kangan hota |
uetian31 |
Group: Members
Joined: 18th Mar, 2008
Topic: 20
Post: 1006
Age: 30
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:51am |
|
|
@hamzi bohat khob yaar.....dil ko cho lety ho aap! |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 9:53am |
|
|
uetian Acha lagta hai koi apreciate kary thanx bro once again |
uetian31 |
Group: Members
Joined: 18th Mar, 2008
Topic: 20
Post: 1006
Age: 30
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 10:05am |
|
|
hamzi mention not!:) farz karo ham ehle wafa hon,farz karo deewane hon farz karo yeh dono batein jhooti hon,afsaane hon farz karo yeh ji ki bipta,ji se jod sunai ho farz karo abhi aur ho itni,aadhi ham ne chupai ho farz karo tumhe khush karne ke dhoonde ham ne bahane hon farz karo yeh nain tumhare,sach much ke maikhane hon farz karo yeh rog ho jhoota, jhooti peet hamari ho farz karo is peet ke rog main sans bhi ham per bhari ho farz karo yeh jog bajog ka ham ne dhoong rachaya ho farz karo bass yehi haqeeqat baqi sab kuch maya ho |
hamzi |
Group: Members
Joined: 24th Mar, 2008
Topic: 11
Post: 1072
Age: 25
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 10:11am |
|
|
wah superb uetian ab yeh na samajhna main badla utar raha houn waqiee hi fit hai FARZ KARO BAS YAHI HAQEEQAT BAQI SAB KUCH MAYA HO |
|