Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 
My Wife Had An Abortion Before Marriage

Married Women Problem   >>  Abortion and Miscarriage
Testis Removal Surgery
Cheap Cost Testis Removal Surgery in India
Testicular Cancer
Testicular Cancer - Causes, Symptoms, Treatment and Prognosis
Penis Cosmetic Surgery
Penis Enlargement Cosmetic Surgery
Penis Width And Length
How To Accurately Measure The Width And Length Of Your Penis
haideri Group: Members  Joined: 29th Aug, 2009  Topic: 11  Post: 109  Age:  29  
Posted on:17th Sep 2009, 11:14pm
 
26 age he aap ki

ager aap ki 26 age he aap ki aap k sath sehi nahi tu yar is main kyun tension lera he mere dost

aap dosri shadi karlain bas asson k sath assa hi karna chahi he asse b islam main 4 shadiyon ki ajazat he

han bhai pyar bahut buri cheez he or tum nahi jantay main b kis chakkar main para hua hon or main jis larki se shadi karna chata hon ghar wale usse shadi karna nahi datay or main pagal ho chuka hon us larki k liye buri taran pata nahi  pyar wyar kya cheez he

yar yaqeen kar maine etni larkiyon se pyar or hum pyar karte karte juda b hogaye na un ko dukh na mujko mager ab tu bahut hi ajeeb halaat main pas geya hon us larki k sath kahin ka nahi rahon ga pher b us ko pasand karta hon pata nhi kya hoga mera

mera matlab ye pyar achi cheez b he

pyar buri cheez b he ager galat jaga pyar hojaye tu bahut noqsaan he

achi jaga pyar hojaye tu bahut fahhida he

cosmo Group: Members  Joined: 18th Apr, 2007  Topic: 23  Post: 272  Age:  41  
Posted on:24th Sep 2009, 2:38pm
 
May almighty Allah help you.

I just want to tell you that "no blood in first night" does not mean that girl is not virgin. This is a stupid v. old days concept. Life is too modern now - girls are very active - their hymen ruptures during sports cycling running and they use tempoons in menstruation period.

2ndly. You have 3 lovely kids. Think abt them. Don't destroy their lives.

Intizar karo. Nobody feeds 3 kids, but only a father can. She will surely come back home (dhakay khanay ke baad).

Take your wife to hajj. Allah se lo lagaoo. Allah aap ko sakoon de ga.

Apni wife ki pichli mistakes ko maaf kar do. Agay ki taraf soochoo. Is ka aap ko bohat ziada ajar milay ga.

Allah aap sab ka haami o nasir ho. (Amen)

janu_1977 Group: Members  Joined: 07th Sep, 2009  Topic: 3  Post: 10  Age:  36  
Posted on:25th Sep 2009, 12:35am
 
Allah Maaf Kernay Walay Hain Then Hum Keun Nain

App kee story sun ker dukh howa very saad lakin maaf kernaa sab say achaa amal hay keun kay Allah pak jab baraee say baree ghaltee maaf ker daytain hain then hum keun nain aik qisa hay jo main nay suna tha

Hazrat Musa (A.S) kay zamanay kee baat hay kay un per aik adamee nee zana kee tumaat laga dee keun kay Hazara Musa (A.S) Allah Pak Kay ladlay Nabi Thay Keun Kau Wo Allah Pak Say Ham Kalam Howa Kertay Thay. aur Hazarat Musa Jalali Nabi b Thay. Is Tumat Ka sun ker Hazara Musa (A.S) nay Allah Pak say rajoo Keya aur Kaha kay Aye Allah Pak Is Adami nay muj per taumat lagaee hay jesa kay app ko pata hay ye saj nai hay to Allah pak nay Hazara Musa (A.s) say kay Aye Musa main app ko ijezat dayta ho tum is ko khud saza do.

Hazara Musa kay hukam say zameen phat gaee aur wo admi zameen main dhasna shahroo hoo gaya . paoon tak dhasa to us admi nay kahay kay Aye Musa mujay muhaaf ker doo jab wo gutnoo tak zameen main dhansaa to us nay kaha kay aye Musa mujay muhaaf ker day even kay wo admii poraa zameen main dhans gaya.

Allah pak nay Is sab kay bad Hazara Musa say Kaha Aye Musa ye keya ker deya tum nay ager ye Shaks muj say aik dafa b muhafi mangta to main is ko maaf ker dayta .

Jab Allah Pak maaf kernay walay hain to then hum keun keya hum us kee makhlooq nain . apnay min ko +ive rakhain Allah Her Haal Main Madad Karain Gain.

Allah Pak Kee Taraf say ye aik Azmaish hay app per aur Allah pak Azmaish day ker insaan ko azmana chataa hay bus jo pura itraa wo lucky aur na pura utraa wo phir ..

So think Positive..

Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:25th Sep 2009, 2:28am
 
agreed with above reply

firoan ne Hazrat Musa As pe tohmat lagai thi aur unhon ne zameen ko hukum diya tha k ussay zameen main dhansa day . lekin aik baat fact hae k Allah pak asar se pak hae sari duniya bhi zina karay jhoot bolay chori karay tou ussay koi asar nahi hota . sari duniya bhi naik hojaye tou bhi Allah pak beniyaz hae kisi ki naiki ya burai us k liye nahi balkay humaray apnay naffay ya nuksan k liye hae . hum aam se insaan hain yeh sab batain hum par tab tak taari rehti hain jab tak waqt ka marham inhain healup nahi karta. 

topic poster se request hae k aap bhi filhal waqt pe sab kuch chor dain . 3 bachiyon k sath parents k ghar rehna koi asaan baat nahi hae agar aap k ghar woh khush thin tou wapis ajayengi ya khud aap se contact karaingi. jahan tak baat rahi k she had abortion befor marriage to 7 saal tak baat rahi un azeez rishtadaar ko tab yeh batana yaad nahi aya jo abb aap ki hamdardi main ghul rahay hain? kisi ki baat sun kar kabhi apna ghar kharab na karain na hi badguman hon . aik naik aurat pe tohmat laganay wala 100 saal ki ibadat lekar bhi Allah pak k haan jayega Allah pak ussay moun k bal jahannum main gira dega. without any evidence kisi pe ilzam lagana ya badguman hona bhi gunnah hae . aap Allah pak pe bharosa rakhain agar aap naiuk niyyat hain to allah pak kabhi aap k sath bura nahi karega inshaAllah

janu_1977 Group: Members  Joined: 07th Sep, 2009  Topic: 3  Post: 10  Age:  36  
Posted on:25th Sep 2009, 2:48am
 
Bad character aur maafiii

aik aur qisa Hazara Musa (A.S) kay zamanay ka hay.

Aik shaks ko us kay halakay kay logoo nay us kay character kee waja say nikal deya aur wo aik jangal main chala gaya .jab us par maut ka time aya to us nay right dekha kisee ko na paya left dekha to khuch na paya. jab opper dekhaa to asaam kee taraf to khenay laga Aye Allah pak main nay right dekha khuch na thaa main nay left dekhaa khuch na thaa . Aye Allah pak mujay baksh day aur maaf ker day. ye khena tha kay wo Allah ko piarya hoo gaya.

Allah pak nay Hazrat Musa (A.S) say kaha kay aye Musa jangal main mera aik dost hay wo foot ho gaya hay jaoo us ko ghusal day ker us ka jinaza ker kay dafna doo.

Hazrat Musa khuch logoo ko saath lay ker us jangal main phunchay to logoo nay Hazrat Musa (A.S) say kaha kay ye to falan banda hay jis ko hum nay nikala tha.Hazarat Musa (A.S) nay usee time Allah Pak say rajoo keya Ay Allah pak Ye loog keya keh rahay hain ap ke rahay hain kay App ka dost hay.

Allah pak nay Hazrat Musa (A.S) say kay aye Musa ye loog be theek keh rahay hain aur main b.Age ye admi us time Qayamat tak anay walay insanoon kee bakhshish aur maghafarat mangta to main sab ko baksh dayta.

To ye Hay Allah Pak Ka Maaf Kernaa aik bad character ko maaf ker deya aur  kaha kay main is kee dua say qayamat tak insaanoon ko maaf ker dayta .

janu_1977 Group: Members  Joined: 07th Sep, 2009  Topic: 3  Post: 10  Age:  36  
Posted on:25th Sep 2009, 2:50am
 
tannia Group: Members  Joined: 20th Sep, 2009  Topic: 1  Post: 43  Age:  23  
Posted on:25th Sep 2009, 10:03am
 
cybermad

jo apne apne aur apni wife k baray me likha woh parh kar bohat dukh hoa laikin agar ap is nazariay se sochain k jis ne bhi apko jo bhi kaha woh shadi se pehlay kuon nahi kaha ab kuon log pata nahi kuon dosroon k ghar ujarnay me khush rehtay hain akhrat to bhool hi gai hain ye nahi sochtay k un k ghar me bhi maa baitian hain aur agar ye baat ha k apko lagta ha k apki wife shahdi se pehlay pregnent thi ya unko shahdi k pehli raat bleeding nahi hoi to bleeding na honay k aur bhi bohat reason ha magar agar apki wife ka ap k sath atitude sahi nahi to ap un se waja pochain unhain kahain k agar tum se wakay hi shshdi se pehlay ye galti hoi ha to mujhay batao me tumhara sath nahi choro ga me tum se bohat pyar karta ho aap un ko ahsas dilain k ap un k sath hain hosakta ha un k dil me badnami ka dar ho agar woh phir bhi na batain to unko un k haal par chor dain ap apni bachion se dil lagain woh bhi to ap ka khun ha
tannia Group: Members  Joined: 20th Sep, 2009  Topic: 1  Post: 43  Age:  23  
Posted on:25th Sep 2009, 10:15am
 
cybermad

aur jo apne kaha k maira koi dost nahi tha me apne maa baap ka akaila baita tha zahir si baat ha apne pehli dafa kisi ko chaha aur wohi apko waqt na dai aur aisa lagay k woh apse bohat dur jata jaraha ha to kya guzarti ha me janti ho mairay sath bhi kuch aisa hochuka ha me to apko ye maswara do gi k ap sab bhool jai apni aulad ki khatir chup hojai kabhi to apki wife ko apki mohabbat ka ahsas hoga INSHA ALLHA woh wapis lotain gi ok dont worry
1>>
Women's Health
Tampon Troubles
Feminine Hygiene Products
Which Feminine Hygiene Product is Right for Me?
Pads and Liners
Incontinence Pants for Women: Pads and Liners
Pre-Menstrual Syndrome
Women And Menstrual
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012