RE:MIRCH SALLAM TO ALL FRIENDS
App nai zulam ki baat kahi to aik baat app ko bata doon kai ajj kai doar main loog chand pai charnai lagai hain.To is ka matlab yai to nahin kai aqal ja rahi hai.Is ka matlab hai kai hoshyari arahi hai har insaan main.Jo larkiyaan app kehtain hain wo 100 main sai sirf 2 hongi jo kai aisi ho jo app nai kaha.Na app doodh peetai bachai hain na main har insaan sab kuch janta hai.
Is zamanai main loog aik dosrai ko haranai ka soochtai hain aur app keh rahai hoo kai nadaan hotain hain.Jo sach hai wo sach hai.Agar aik larki chahai masjid namaz parnai q na ja rahi hoo lakin agar us kai kaprai aisai hoo kai kisi ki nazar na hatai.To us ki bi izat lutnai ka khadsha kam nahin.Naik irada sirf DIL main rakna zaroori nahin.App to wo baat kar rahai hoo kai agar aik insaan nanga gomain aur phir loogon sai umeed karai kai koyee mujai daik nahin raha.
Yai to mamoli baat hai ajj kal.Abb to mard aurat ban rahi hai aur aurat mard.Bhayee yai aik mamooli si baat hai kisi nai kya nahin pehna kisi na kya pehna.Abb sirf aur sirf aik insaan zyada sai zyada apnai app ko bacha sakta hai aur un ko jis par us ka qaboo hoo.Na kisi ko ham kisi borai kaam sai rok sakta hain.Aur na usai mana kar saktai hain.
ALLAH hamain borayee ko khatam karnai ki aur naiki ko baranai ki tofeeq ata far mayee.Aur ham sab musalmano main dilon main mohabat dalai.Aur har musalmaan chahai jis konai main hoo dunya kai kamyabi dai.AMEEEEEN
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |