@ janumanu jese jese technology agay barhti jaye gi ye sab to hoga hi, yahi ye sab development k side effects hain, ab yahan sirf parents ki zimidari hi bachti hai k wo apne bachon per nazar rakhain aur unhain sahi taleem o tarniyat de, jahan wo chout daingay unhe wahan wo is main involve hojaye gay
u know that teen age main learning process jari hota hai aur sahi guidance ki zarorat hoti hai, is age mai jo acha lagta hai insan wohe karta hai, ab ye inkay supproters ki zimidari hai k wo inhai control karain. thats all, yehe wajah hai k jab admi michor age ko pohoncta hai to usay pachtawa hota hai k usnay ghalat kaam kiyai, for instance yahan ki pe mojood threads ki misaal lelijiyai, illegal sex k baad unain shame feel hota hai ya loag yahan akar pachtatay hain aur apna solution mangtay hain, agar inko sahi guidance mil jati to aesa nahota
ab zamana change hogaya hai , wo zamana nahi raha jab development slowly horahi thi, ab boost agaya hai, new new inventions fastly horahi hain, jesay k mobile, cable, computer etc (ab poranay hochukay hain), pehle teens letter likhtay thay aur ab mobile pe sms hojata hai, pehle teens ki pohonch say porn buhut dor tha aur ab net pe porn easily available hai, pehle larkiyon say baat karnay k mawakay nahi thay ab mobile number exchange karo aur aram say batain karo.......aur is hi tarha ki aur batain
hope you understand my talk |