Ehsas-e-Sharam kab hogi....... SALLAM TO ALL FRIENDS Pehli baat to yai kai ISLAM main boyfriend/girlfriend ka rishta haram hai, Dosri baat yai kai agar app nai aisa kiya hai to iska matlab app nai zina kiya hai. Khair afsoos hota hai kai isi forum kai members apko yai nahin kehtai kai toba karain ALLAH sai aur achi ki umeed rakai. Aur dobara aisi harkat na karain. Lakin mashahALLAH yahan to har sawal ka jawab diya jata hai. Koyee kisi koyai kehta hi nahin kai bhayee to gunnah main ham sai maswarai mang rahai ho. Zina kar kai yahan is forum main sawal poocho to jawab direct mil jata hai. Main to is sawal ka jawab daikai apkai is gunnah main hisaidar nahin banna chahta. Lakin 1 baat zaroor kahonga kai har kaam karnai sai pehlai ALLAH kai khoof ko apnai dil pai havi rako. Aur har din kai end par apnai kiyai hoyee ko soocho aur daikoo. Phir apnai app main ghaltiyan nikalo kai us porai din mian app sai kuch bora to nahin hua. Aisai rishtai shadi kai baad qayam rakai jayee to jawab daina aur madad karna sawab kehlata hai. ALLAH hamarai dil sai shaitaan ko khatam kardai aur hamain itni taqat dai kai shaitaan hamarai nafs par havi na ho payein.AMEEEEEEEEN NOTE:- sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ |