Womens Inability to Achieve Orgasm Women's Inability to Achieve Orgasm
Why do some women have difficulty in achieving orgasm?
scientific community ye understand nahi ker saki ke kis tara brain ka mechanism act kerta hai orgasm dilanay ke liay.consequently little scientific data available hai ye describe kernay ke liay ke women orgasm kuin nahi achieve kertien.
What can I do to better my chances?
Know yourself organismic bunnay ke liay pelha step apni body ke saath comfortable hoona hai.ager aap ne pelhay masturbation nahi kit u aap uss ko try ker sakti han.
Make sure that you are in the mood aap ko relaxed aur comfortable hoona chahiay takay aap takay aap apnay partner ke saatth poori tara sexual intimacy ko appreciate ker sakain.ager aap ko lagay ke aap partner se angry han,tu ye proper time nahi ho ga sexual intercourse kernay ka.
Communicate with your partner apnay partner ko batayain kya aap ko sexually stimulatig lagta hai.bahot sari women intercourse se orgasm achieve nahi kerti han.ye sexual dysfunction nahi hai.es ka sirf meaning hai ke aap ke partner ko wo explore kerna chahiay jo aap ke liay zyada pleasurable hai.constant breast aur clitoral stimulation ki zuroorat hotti hai bahot sari woman ko orgasm achieve kernay ke liay,tu ye yaqeen ker lain ke aap apnay partner ko batayain ke wo stimulation jari rakhain jab aap ko e ski zuroorat ho.
Be adventurous
Sex me new techniques,ositions aur foreplay techniques try kerti rahain takay aap orgasm hasil kernay ke new ways experience kerain.
Be positive kuch women aisi stage se guzerti han jidhar se wo further excited nahi ho sakti han.wo soochti hank e es stage ke bahd wo orgasm hasil hi nahi ker saktien.un ke es believe ki wajja se exactly ye hi un ke saath hotta hai.
Touch yourself aap khud ko bhi sexual intercourse me touch ker sakti han.self-stimulaton ko encourage kiya jaata hai aur es se sexual intercourse me aur zyada satisfaction aur felings hasil hon gi. |