Goddi |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2008 Topic: 9 Post: 93 Age:
27
|
|
Posted on:12th Apr 2008, 3:15pm |
|
|
What Is The Cure Of Diarrhea?
Meri mother ko kitnay saal se Diarrhea hai,hum un ka doctors se ilaaj bhi kera chukay hen aur kitnay gharailo nooskay?totkay bhi aazmaye hen lakin un ki ye bemari khatum hi nahi hoti aur es ki waja se un me weakness ah jati hai kuin k un ki body se sarey minerals waste ho jatay hen.koi yahaan bata sakta hai es bimari ka kiya ilaaj hai? Thank you.
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:12th Apr 2008, 4:46pm |
|
|
Diarrhea yeh itna bara masla nehin hai..mera mashwara yeh hai ke aap ki ami istakbol ka chilka use karein, banana khayein tention kam le, spicy aur heavy food mat khayein saaf aur boiled pani piyein aur ORS use karein..
aur Dr se test karwayein k esa masla kyun ho raha hai?jo itney saal se chalta aa raha hai |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 249 Post: 4259 Age:
38
|
|
Posted on:13th Apr 2008, 5:32am |
|
|
re: diarrhoea Goddi: kia yeh diarrhoea kai saal se musalsal diarrhoea hai ya waqfa waqfa se hai? agar musalsal hai tu batai keh rozana ketna motion hota hai. motion mai paani aata hai ya chiknai bhi aati hai? kia kabhi motion ke saath blood bhi aata hai? yeh sari batai batai tu yaha ke members especially doctors ziadah behter jawab de sake ge.
|
Goddi |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2008 Topic: 9 Post: 93 Age:
27
|
|
Posted on:13th Apr 2008, 2:27pm |
|
|
Reply
Meri mother ko wastes k sath blood bhi nahi ata,hmm water ata hai but itna excessive nahi ata.un ko ye sub gap k sath hota hai like aik month me 3 times ho gal akin ye 3 times 4-5 din k bhi ho saktay hen.
Hum sub boil water hi use kertay hen,ORS bhi un ko diya hai,she also took banana,Apple,Ispaghol,boiled rice,phaaki,different medicines,suspensions etc but jasey hi thiek hoti hen aur wo ye sub foods chohr ker doseri normal diet use kerti hen un ko phir se same problem start ho jati hai,ye un ko kiynay saal se ho rahi hai.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:13th Apr 2008, 5:28pm |
|
|
Godi mujhe zyada nahi malum is bare me.lekin aisa bhi mumkin hai ke apki mother ko kisi cheez se problem ho.jo unko pata nahi chal raha...
like garam doodh peene se bhi aisi problem ho sakti hai...maby wo kuch aisa khati hon..?
at first i think she shoud control her diet....kam khana khayen..light khana..aur yoghurt me isbaghol ka chilka lena chahye..lekin ye sab yaqeenan apne try kiya hoga hi..islye behtar hai ke ap Drīs ka wait karain wo replay karenge |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 249 Post: 4259 Age:
38
|
|
Posted on:14th Apr 2008, 3:19am |
|
|
flagyl ka course mera khial hai keh aap ki mother Flagy ka 21 days ka course (doctor se mashwara ke baad) ker le tu shayed yeh masla hal ho jaaye. kabhi kabhi water boil ke bawajood os mai mojood bacteria kill nahi hota. aur kamzor immunity wale logo ko bimar ker deta hai.
|
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:14th Apr 2008, 3:43pm |
|
|
goddi sister:nice girl apni mother ko flagyle den.its good medicine for this problem. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:14th Apr 2008, 6:43pm |
|
|
sooth sis yahan pe medicine ka naam likha allowed nehin hai..aap Moderator se sorry karo.
|
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:26pm |
|
|
ok sorry to moderators but same rule is also for bewakoof bewakoof bhai wasey tu meri copyright ki ghalti per meray bhichay perh jatay hen but khud ki ghaltiyaan nahi dekhtay so veer bhai aap mujhey aur bewakoof dono ko ye baat kahaan. |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:34pm |
|
|
goddi mera khayal ye hay k aap apni mother ko saaf ki hoi ( khas khas ) khilayien thori si cheeni mila kar khila di jaye to koi problem nahi. |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:37pm |
|
|
ek aur tareeqa hay agar kisi ko bohat ziada motions hun aur khatam hee na hotay hun to ek fruit aata hay jese shayed ( bhel ) kehtay hain lahore main ziada milta hay ye, wo thora kacha le kar us k ander ka gooda khilaya jaye tab bi aaram aata hay is marz se. |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:38pm |
|
|
dr baaqi docters apni raaye de sakty hain jo aur behtar hogi . |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:41pm |
|
|
builder brother kiya ye wo fruit tu nahi hai jis ki outer sari layer black aur inner sara white hota hai? |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:43pm |
|
|
sooth behna ye fruit main ne nahi dekha laikin yahi mashvara ek docter ne dia tha ek mareez ko jab earth quake aaya tha wahaan ek kashmeeri lady thi usay ye problem thi jo sahi nahi ho rahi thi to dr ne us ka ilaaj ye tajveez kia tha main ne khud ye fruit nahi dekha agar dekha bi hoga to pata nahi hay k ye naam hoga us ka. |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 1:44pm |
|
|
change nick main ne modretor ko request di hay nick change karne ki ab mera new nick hoga ( razi ) |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 4:43pm |
|
|
builder bhai aik baat kahoon? jab aap mujhey behna kahtay hen aur hitman bhai mujhey soothy kahtay hen tu mujhey bahot acha lugta hai,mein sach kah rahi hoon mujhey aisay feel hota hai aap meray sach k bhai hen.mein butter nahi luga rahi. |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 4:47pm |
|
|
sooth behna sach kahon to bas mere dil se bi behna nikal gaya 1st time aur mujhe bi bohat achha lagta hay dunya main kuch rishtay esay bi hain jin ki mithaas hee alag hay aur wo rishtay nemat hain bohat barhi un main se ek behan bhai ka rishta bi hay aur main aap ka sach ka hee bhai hun inshAllah. |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:15th Apr 2008, 5:03pm |
|
|
wao kitni achi baat aap ne ki hai.razi bhai i am happy to know that. |
Goddi |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2008 Topic: 9 Post: 93 Age:
27
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 9:45pm |
|
|
Doctors please also pay your attention here? SHE HAD ALREADY TAKEN THE MEDICINE MENTIONED ABOVE.CAN DOCTORS TELL ABOUT THE CURE OF THIS DISEASE? |
|