asnpakista |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 8 Post: 21 Age:
21
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 6:00am |
|
|
Masturbation: Is There Any Clue Which Indicate Involvment OF A Person?
Janab Khaas Tor Per yeh Sawaal Doctor Sahab Se Pooch Raha Hoon Kya KOi Nishaniyan Hoti Hain jin Se Yeh Pata Chaley ke Yeh Shakhs Aisey(Musht Zani) Karta Hai Aksar School Mein ladkey Haat Waghaira Dekh Kar Yunhi kehtay hai Please Zaroor Jawab Den Shukriya
|
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 6:23am |
|
|
musht-zani kerne se insaan fresh ho jaata hai musht-zani ki koi nishaani nahi. musht-zani ke baare mai jaali hakeemo ne gumrah kun ishteharat se nojawano waham mai mubtala ker dia hai. jis ki wajah se nojawano ko koi bhi problem hota hai tu woh yahi samajhte hai keh is ki wajah musht-zani hai.
haqeeqat yeh hai keh musht-zani kerne wala ziadah fresh aur pur sakoon rehta hai. zehni aur jismani lehaz se fit rehta hai. jabkeh woh log jo ghair sahaadi shuda hai ya jin ke bivi saath nahi hai agar musht-zani na kare tu frustration ka shikar rehte hai. aur mukhtalif qisim ki zehni uljhan ka shikar rehte hai. on logo mai frustration ki aur beshumar alamat bhi hote hai.
medically musht-zani se koi nuqsan nahi balke faida hi faida hai. albatta jo log samajhte hai keh religious point se yeh ghalat hai on ko mashwarah hai keh apne mazhab ko follow kerte huye musht-zani nahi kare. aur frustration ki soorat mai apne mazhab mai di gayee hidayat per amal kare.
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 6:58am |
|
|
asnpakista i am agreed to My replay
98% ese loog hain ab jo musht zani karte hain es liye drama karne ke liye koi bhi kisi hath pakar ke keh sakta hai ke tum ne musht zani ki hai aur dosra pareshan ho jata hai ke es ko kese pata chala. |
asnpakista |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 8 Post: 21 Age:
21
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 10:30am |
|
|
Thank YOu Veer bhai Shukriya Bauhat Achay |
asnpakista |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 8 Post: 21 Age:
21
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 10:31am |
|
|
Veer Bhai Kya Ham Isi Post Per Aik Dusray Se Baat kar Sakte Hain Plz Reply |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 1:46pm |
|
|
agreed to sir my reply medically musht-zani se koi nuqsan nahi balke faida hi faida hai. albatta jo log samajhte hai keh religious point se yeh ghalat hai on ko mashwarah hai keh apne mazhab ko follow kerte huye musht-zani nahi kare. aur frustration ki soorat mai apne mazhab mai di gayee hidayat per amal kare. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 4:23pm |
|
|
asnpakista yes aap baat kar sakte ho...aap kisi bhi member se yahan koi bhi msg de sakte ho
lekin yaad rahe ke aap yahan apna email add share nehin kar sakte aur na he koi site ka naam likh sakte hain
baki aap jo marzi baat karo its allowed |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 4:29pm |
|
|
ek baat samajh se bahir hay aap logon main se jinhon ne books read ki hongi site par un se mera ek sawal hay
thori der k liye ye baat side par rakh dein k musht zani jaiz hay ya najaiz ya kia hukum hay is ka , laikin books parh kar to mujhe esa laga k dr sahib chahty hain sab din raat musht zani main masroof rahain bohat sehat mand kaam hay ye aur is ki dil khol kar hosla afzai ki hay inhon ne.
mujhe ye rawaiya bilkul munasib na laga. |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 4:30pm |
|
|
dr aur hakeem hakeem bi ek inteha par hay agar k us ne musht zani se draya howa hay to phir dr sahib dosri inteha par chalay gaye hain k unhon ne to musht zani ki inteha par ja kar targeeb di hay . |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 4:49pm |
|
|
plz reply kia dr aur hakeem dono hee inteha par nahi chalay gaye? |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 5:05pm |
|
|
yaar reply do plz meri puranay members se request hay k plz zara is topic par baat karain k site ki ye kia policy hay yaar? |
builder |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
31
|
|
Posted on:8th Apr 2008, 5:17pm |
|
|
hello dosto kia baat hay koi is par kiun baat nahi kar raha? |
asnpakista |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 8 Post: 21 Age:
21
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 6:54am |
|
|
Veer Bhai Mujhay Bataye Ke Mujhay Kuch Dino Pehlay Saans Ki Problem Thi Kya Yeh Musht Zani Se Hui Laikin Ab Theek hai |
asnpakista |
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 8 Post: 21 Age:
21
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 9:33am |
|
|
Aap Sab Sunein Plz MaiN Yeh Kehna Chahta Hoon Ke Musht Zani Haraam hai!
Kyun Ke Islaam Mein Jo Cheez Saroor Deti hai Najaiz Hai! Aur Phir Dusri bata Tou yeh hai Ke Musht Zani Se Hamarey Dimagh Aur Khiyalat mein buri Cheezen Aati hain Yeh Bhi sab se bara gunah hai Lehaza Agar Ham Ghor karein Tou yeh Pata Chalta Hai e Musht Zani Se Insaan Kamzor Ho Jata Hai Kyun Ke Musht Zani Ke Waqt jo Manee Ka Akhraaj hota hai woh manee hamari hadyon mein banti hai aur jab woh nikal jati hai tou phir jab ham bethtay ya uthtey hain tou sir chakrata hai aur hadyon se patakhey nikaltey hain
Lehazaa Doctor Sahab ya Phir is Forum ke Moderator Se Guzaarish hai Ke Is Par Mazeed Baat Kerein Is Page Par Shukriya |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 9:59am |
|
|
builder & asnpakista Builder: mujhe nehin lagta noorclinic ki books mein kahein esa lagta ho ke Dr keh rahe ho ke musht zani karni chahein woh to bas yeh kehna chahte hain ke es ka koi nuksan nehin hai
kyun ke loog es ko apne dimaag pe le kar nafasiyati toor pe tention lete hain jis ke waja se on ki health kamzoor ho jati hai
main aap ko choti si masaal deta hon ager aap ko samuj aa jaye
aksar kuch logo ko kehna hai ke musht zani na karo es se health kharab hoti hai es acha hai ke tum sex kar lo kyun ke female se sex kar ke tum mein jaan aye gi
Allah ne health banane ke liye be shamaar rizak ata kiya hai aur os ko khane ke liye mou diya health achi karne k liye mou ke ilawa koi aur raasta nehin to phir female k sath sex kar ke health kese achi ho gi?
kya penis se bhi koi cheez ander jati hai jis se hum sehat mand ho jate hain?nehin esa nehin hai..just hota yeh hai ke insaan ke dimaag mein yeh baat beth jati hai ke main female ke sath sex karon ga to health achi ho gi na ke kharab
to woh wake he achi hoti hai kyun ke hum acha sochte hain sex kar ke easy feel karte hain aur nafsiyat toor pe es baat pe agree hote hain ke humhari health achi ho gi.
to dr sab bhi yehi kehna chahte hain ke musht zani se koi nuksan nehin hai lekin woh sath mein yeh bhi kehte hain ke main yeh nehin keh raha ke musht zani ki jaye.mujhe umeed hai ke aap ko kuch samuj ayi ho gi.
aur rehi baat islam aur musht zani es topic pe pehle bhut baar baat ho chuki hai aap perv post dekhe os ke liye aap home page pe lift side pe search bar mein musht zani typ kar ke search kare ya noorlinic.com pe aap es topic ko read bhi kar sakte hain
asnpakista: dear aap ko saans chadta hai os ka musht zani ke sath koi taluk nehin...main musht zani karta tha os ke sath main kick boxing bhi karta tha mujhe kabhi esa nehin hua..
sans phoolne ki kiye wajuwaat hoti hai saans par kabu karne ke liye aap sirf moring mein runing kare almost 30 min daily..inshallah aap apne aap ko alag feel kare ge after one week...yeh 100% sure baat hai..meri aazmayi hoi. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 10:04am |
|
|
Builder: aak aur baat aap ne kaha
meri puranay members se request hay k plz zara is topic par baat karain k site ki ye kia policy hay yaar?
dear yeh site ki koi policy nehin hai..medical point of view se ager dekha jaye to wake mein sex ka health ke sath koi ta luk nehin..
meri hone wali wife bhi MMBS Doctor ban rehi hai main ne os se bhi pocha hai aur main ne kuch aur bhi site reads ki hain aur kuch dr se bhi mashwara kiya hai yeh baat such hai musht zani health pe nuksan nehin karti.. |
lucky255 |
Group: Members Joined: 04th Apr, 2008 Topic: 1 Post: 59 Age:
30
|
|
Posted on:10th Apr 2008, 12:51am |
|
|
to builder bhai main ap ki baat sy 10000 fesad mutafiq hoon
bus mujhy 1 bat ki samajh ne aye
MMBS doc ke degree dunya ky kis country main de jati hai
|
|