Water Therapy & Its Benefits After Its Implementation In Routine Life
Water Therapy Diseases ke ilaaj ke liay water therapy ke magical effects hotay han.her kisi ne routine life ma water therapy ko implement ker ke ne apni health me positive changes experience ki han.aap es ko apnay per apply kernay se pelhay es pe believe nahi ker saktay. How to do Water Therapy? Subha sawaray jab aap bed se uthain,(apnay teeth ko brush kiay bina) 1.50 litrers water ke pi lain jo ke 5 se 6 glasses ke equal hai.aap es ke bahd apna face wash ker saktay han.es ko water therapy boltay han. Idher aik baat note kerna essential hai ke water therapy ke aik hour pelhay aur aik hour bahd na koi drink lain aur na hi solid food.ye bhi khayal rakhain ke pechli raat koi alcoholic drink bhi na liya ho. Ye zaroori hai ke es ke liay aap boiled aur filtered water use kerain.kya ye possible hai ke aap 1.50 liters water ke aik hi waqt ma lain?es ko atart kernay ma problem ho sakti hai laikin ahista ahista insaan ko e ski aadat ho jati hai. Start ma aap sirf 4 glasses pi saktay han,phir kuch time ke bahd 2 aur glasses pi lain.start ma aap ko aik hour ma 2 se 3 bar urinate karnay ki zarorat parhay gi, laikin waqt ke saath ye normal ho jaye ga. Benefits of Water Therapy Stress se relief kerta hai, weight loss, glowing skin, feeling fresh aur pora din energetic rakhta hai aur good digestion water therapy ke major benefit han.water therapy ko try kernay ke bahd kuch logon ke comments ye han": 1. Jab se mainay water therapy ko start kiya, mainay apni skin ma glow notice kiya,meri eyes sparkle hona start ho gayien aur mainay bohat clean aur beautiful feel kiya.mainay notice kiya ke humesha water therapy ke bahd mujhe bowel movements huien aur meri constipation khatum ho gayi. 2. Water therapy amazing hai ! agarchay mujhe aik hour ma kaheen bar urinate kerna parhta hai laikin ye sense paeda kerta hai.ye mujhe bohat acha feel kerata hai,es water therapy ka shukeriya! Thank GOD jis ne humain water pinay ko diya. 3. Water therapy really wonderfully beneficial hai,wo log jo es ko practice nahi kertay woe s ko imagine nahi ker saktay.ye aap ki body ko pori tara bahar aur ander se clean ker daita hai.main ye recommend keroon ga ke hr kisi ko water therapy start kerni chahiay khud ko fit aur disease free rakhnay ke liay. About Water Therapy Ye japan aur india ma aaj kal common hai ke log subha uthnay ke saath her subha water pitay han.mazeed scientific tests ne e ski value ko prove kiya hai. Unhon ne water therapy ma water use kernay walay readers ko aik description diya.japanease medical society ke according old aur serious diseases ke liay aur saath hi modern illnesses ke liay,water treatment successful hai aur ye in diseases ke liay hundred percent cure hai. - Headache
- Body Ache
- Heart System
- Arthritis
- Fast Heart Beat
- Epilepsy
- Excess
- Fatness
- Bronchitis
- Asthma
- TB
- Meningtitis
- Kidney and Urine diseases
- Vomiting gastritis
- Diarrhea
- Piles
- Diabetes
- Constipation
- All Eye Diseases
- Menstrual Disorders
- Ear Nose
- Throat Diseases
Water Therapy - Method of Treatment - Her subha jaisay hi aap uthain apnay teeth ko brush kernay se pelhay 4-6 glasses water piyain her 160ml ka.
- Brush aur mouth clean kerain laikin 45 minutes tak kuch na khayain ya piyain.
- 45 minutes ke bahd aap normally eat aur drink ker saktay han.
- Breakfast,lunch aur dinner ke 15 minutes ke bahd kuch nakhayain na piyain 2 hours ke liay.
- Wo jo old aur sick han wo 4 glasses water ke beginning ma nahi lay saktay, wo start ma thora paani lain but gradually uss ki quantity increase kerain aur 4 glasses tak lay jayain.
- Ye method diseases ko cure keray ga laikin doseray log healthy life enjoy ker saktay han.
Ye list un days ko batati hai jo specific disease ko water therapy se cure kernay ke liay use hotay han: - High Blood Pressure - 30 days
- Gastric - 10 days
- Diabetes - 30 days
- Constipation - 10 days
- TB - 90 days
Arthiritis patients above treatment ko first week ma sirf 3 days ke liay follow kerain.es treatment method ke koi side effects nahi han.laikin treatrment ke start ma aap ko urinate kuch times urinate kerna parhay ga. How does pure water help the body? Ordinary drinking water ko right method se consume kernay se human body purify hoti hai.ye colon ko new blood buna ker effectively transform kerta hai.jis ko medical term ma Haematopaises kahtay han. Es method se colon aur intestines ki mucousal folds activate hoti han,ye aik undisputed fact hai, aik theory hai ke new fresh blood mucousal folds ma produce hota hai.ager colon cleansed ho gi tu din ma kaheen bar nutriends jo ke food se lain gay wo absob hon gay aur mucousal folds ke action se ye fresh blood ma turn hon gay.blood sub ailments ko cure kernay ke liay important hai aur health ko restore kerta hai es liay water ko regular parrern se consume kerna chahiay.eshi liay water therapy recommend ki jati hai ke es ko apni routine life ma add kerain.
|