fati |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2008 Topic: 7 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:26th Nov 2008, 10:45am |
|
|
I Want To Be Pregnant
aoa.Salam Doctorsi have a problem and hope u will reply me as soon as possible.mri shadi ko aik sal ho gia ha r abi tk pregnancy ni hoi.mujhy shadi k bad sy infection problem raha ha.intercourse krty waqt bohat dard rahta tha es k liye me ny dr sy medicine li jis sy wh masla hal ho gia.ab me ny baby cancive krny k liye chekup krwaya ulrasound me mri Lt ovary me pani ki theli yani rasoli batai ha dr ny.me yeh pochna chati hn .k yeh kia hoti ha r kis waja sy ho jati ha.kia es ki waja sy pregnanacy ni hoti.r es k elag me kitna time lag jata ha kio k me baby cancive krna chati hn.plz reply me i m so worried.
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:26th Nov 2008, 2:29pm |
|
|
fati ovary mein rasoli hona khaternak hota hai.es se pregnancy mein bhi masla hota hai.aur periods mein bhi kafi masla rehta hai.
ovary main rasoli ka ilaj medicines se bhi kiya jata hai.aur operation se bhi nikali ja sakti hai.ager zaida kharab ho jaye masla to ovaries nikal di jati hai.
lehaza aap foran kisi achey doctor se es rasoli ka ilaj karwaye.phir pregnancy ke bare mein sochey.pareshan hone ki zaroorat nehin. |
fati |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2008 Topic: 7 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:27th Nov 2008, 5:32am |
|
|
avory rasoli aoa.me ny apna problem kal bataya tha tha k mri Lt ovary me rasoli ha. mujhy veer ny reply kia .thank u veer.ab me yeh pochna chati hn k ovary me rasoli kitni kisam ki hoti hn.kio k mujhy pani ki thali batai ha.mujhy periods problem bilkul ni ha.28 dys ka mennstrul cycle ha.laken 2months sy mujhy lower abdomin pain pory month rahta ha .es ki kia waja ha me liaqatpur me rahti hn. yahan ki dr sy medicine b le ha. laken me bohat pareshan ho gie hn.kia mujhy yeh bat apny husband ko batani chieye . mri Lt ovary me rasoli ha.kio k mujhy dr ny mana kia ha k es bat ko kisi sy b share mt kro.r mujhy agar ap kindly bwp ya multan me kisi achy dr k b bata dain kio k mujhy pata ni ha r me kisi achy dr sy chekup krwana chati hn.plz reply me asa soon as posible.thanks
|
fati |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2008 Topic: 7 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:27th Nov 2008, 11:02pm |
|
|
ovary rasoli plz somebody reply me.i m so worreid |
fati |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2008 Topic: 7 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 9:38am |
|
|
plz reply me kisi ny koi reply ni kia.veer ap hi koi reply kr do plz. |
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2263 Age:
32
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 4:26pm |
|
|
fati go to different doctor ... and you should tell you husband about it... why doctor saying not to share this....? overi main rasoli ka ilag zaror hona chahe... |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:30th Nov 2008, 1:38pm |
|
|
fati aap apne hasbund ko saaf saaf bata de.ke aap ke sath kya problem hain.aap k hasbund ko har baat ka pata hona zaroori hai kyun ke wohi aap ke sab kuch hain.
aap k hasbund ko aap ki bimari ka pata ho ga to woh aap ki help kare ge.aur aap ko achey se achey doctor ke pass le kar jaye ge.ekeli aap kahan kahn jaye gi?
aap ke lower abdomin mein pain rehta hai os ki reason bigair checkup nehin batayi ja sakti..aap on doctor ke pass na jaye jo mahalo mein bethe hain aap ke ghar ke gali mein bethey hain.ager aap proper checkup karwana chahti hain to kisi hospital mein jaye wahan kabil doctor se apna checkup karwaye.
kyun ke pakistan mein yeh masla aam hai ke yahan kuch doctor ese bhi paye jate hain to expert to door ki baat 5 year ke MBBS bhi nehin hote.
3nd ya 4th year se fail ho kar aak clinic khool kar beth jate hain.jo sirf basic jaante hain.lehaza aap experts ke pass jana chahti hain to hospital mein jaye. |
fati |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2008 Topic: 7 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:1st Dec 2008, 4:26am |
|
|
thank u thank u veer.me ny apny husband ko bata dia ha.aunhon ny mujhy hosla dia ha r bwp k sb sy achy dr sy aj chekup ka time b le lia ha.ap mry liye dua krye ga.k mra problm thek ho giye. r me galdi baby cancive kr sakon.thank u so much |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:1st Dec 2008, 1:35pm |
|
|
fati don't be worry.Inshallah Allah bather kare ga.aur aap bhut juld maa ban jaye gi.meri best wishes aap ke sath hain. |
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2263 Age:
32
|
|
Posted on:1st Dec 2008, 10:41pm |
|
|
veer kabhi kabhi app ke reply se lagta hai ke app married ho.. yar good answer.. you are too good.. |
fati |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2008 Topic: 7 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:2nd Dec 2008, 8:14am |
|
|
veer n system thank u soo much for reply me. me bwp sy apna chekup krwa aye hn.r dr sohail jo k bwp k sb sy achy dr many jaty hn.aunhon ny mra chekup kia r ultrasound me mri Lt ovary me rasoli ni ha.r mujhy kisi b kisam ki medicine lany sy mana kia ha. mri reports thek hn.thanks |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Dec 2008, 2:00pm |
|
|
System lekin main unmarried hon...100% unmarried. |
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2263 Age:
32
|
|
Posted on:3rd Dec 2008, 8:39am |
|
|
Veer yes you are unmarried ... Main ne app ki tareef ke hai.. |
doctorpk |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 25 Post: 593 Age:
41
|
|
Posted on:4th Dec 2008, 2:56am |
|
|
Topic no 11389 by fati (Deleted) aoa. me ny apna problem kal bataya tha tha k mri Lt ovary me rasoli ha. mujhy veer ny reply kia .thank u veer.ab me yeh pochna chati hn k ovary me rasoli kitni kisam ki hoti hn. kio k mujhy pani ki thali batai ha. me liaqatpur me rahti hn. yahan ki dr sy medicine b le ha. laken me bohat pareshan ho gie hn.kia mujhy yeh bat apny husband ko batani chieye . mri Lt ovary me rasoli ha. kio k mujhy dr ny mana kia ha k es bat ko kisi sy b share mt kro. r mujhy agar ap kindly bwp ya multan me kisi achy dr k b bata dain kio k mujhy pata ni ha r me kisi achy dr sy chekup krwana chati hn.plz reply me asa soon as posible. thanks
doctorpk: please don't start new thread on same topic again and again |
|