SAM Butt |
Group: Members Joined: 01st Jun, 2009 Topic: 2 Post: 10 Age:
33
|
|
Posted on:2nd Jul 2009, 1:59am |
|
|
I Want To Avoid Baby Birth Till My Understanding With Wife
Dear all myra sawal buhat ajeeb ha lakin ap loog mind mat kerna or mujhay galat mat samjhna myra masla ya ha k myri shadi khuch arsa pehlay hoyi ha lakin muj may or wife may understandig nahi ho pa rahi or khuch months say we were sprate but now from today we are togeather now problem is ma chahata hoon k abi hamari jab tak understaning na ho jaaya hamara babay na hoon bcz jab hamara last time jagra howa to us nay misscarrige karwa diy tha now ab hamri 5 month bad sulah hoyi ha or ma nahi chahta k abi hamara baby ho lakin wo chahati ha k hamara baby ho last night she force me for intercourse but ma nay kha ma theak nahi hoon.ab agar ma kaho k ma nay abi baby payda nahi kerna to wo sochay gi k is ko trust nahi ha muj per or phir say ghar taba or sepration or dil may puran misscarige ha. ma chahta hoo usay pata bi na chalay or ma intercourse or discharge ander ke kerta raho lakin pregnaancy na ho.bcz agara condom use kiya y abahir discharge kiay to pata chal jaya ga .kiya kero i am very very upset. w8ing for your reply I got
married some times back but due to misunderstanding we had been separated. Now since
today we are together. I want to avoid baby till we have understanding with
each other. Since last time when we have quarreled she has done miscarriage. Now
after five months we have joined together. Therefore I don’t want that she may
repeat this thing again. I want that she does not know about that I am doing
birth control methods.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:2nd Jul 2009, 4:31am |
|
|
sam butt wahhhhhhhhhh
abhi ye problem
same to sameeeee
main ne kisi se discuss ki hai
i think wo ap hi hoooooooooooooo
hehehheheh
anyways
yar aisa koi tareeka nahi hai k biwi ko pata na chahley
ap jo bhi contraception ya precautions use kero gay biwi ko batana perye ga
aur wese bhi mian biwi mein aisi koi bat chupi nahi honi chahiye jis ka taluq dono se ho
anyways in short there is not best way for ur solution except
biwi ko mana lo
ya phr khud maan jao baby k liye |
Mister |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 3 Post: 10 Age:
29
|
|
Posted on:2nd Jul 2009, 11:05pm |
|
|
sahi nahi hai... Well ye bohat ghalat bat ki hai ... obortion karwalia ...aur ab app bhi yahi karhe ho ... aulad Allah ki naimat hai koi dua kar k mangta hai ../koi fikar mand hota hai ...
aur app to asy bat karhe ho jese k koi normal si bat hai ......har kisi ko hamesha Allah k azaab se darna chahiye .... |
koyal |
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
26
|
|
Posted on:2nd Jul 2009, 11:16pm |
|
|
sam buhut afsos ki bat hay ke aap miyan biwi hokar aik doosrey ke saath dhokey bazi kar rahay ho, is se saaf zahir hay ke ap dono ko aik doosrey pe aitbar nahi hay, aik aurat ka shadi ke baad poora hakk hota hay ke wo maan banay agar apki wife ne pehli baar ghulti kar di tu ap badla leker aur bari ghulti kar rahay hain, miyan biwi ke beech pyar aur eitmaad hona chahiye, agar apko bacha nahi chahiye kyunke apko apni biwi pe aitbar nahi tu intercourse ki bhi zaroret nahi hay im sorry tu say ke mehez apni jismani zaroriat poori karne ka naam shadi nahi hota agar koi aik ghulti karta hay tu doosrey ka kaam hay usey samjhana aur sambhalna, aur sabse bari baat miyan biwi main har decision mutual understanding se hona chahiye nahi tu is rishtey ka koi faida nahi hay. |
Azfar-K |
Group: Members Joined: 01st Mar, 2009 Topic: 3 Post: 772 Age:
|
|
Posted on:2nd Jul 2009, 2:28pm |
|
|
koyal Ap samjhin nahin galti un ki wife ne ki thi abortion kar wa k wo sirf yeh chahte hain k unki understanding achi hojaye pehle warna kahin aisa na ho dubara rhoot kar unki wife abortion karwalein. wo mutual understanding hi chahte hain pehle or jo pehle unhon ne face kia hai waisa wo dubara nahi chahte.
|
koyal |
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
26
|
|
Posted on:2nd Jul 2009, 3:23pm |
|
|
azfar main samajh gayi hun lekin ab unki wife bacha chahti hain aur ye unhain bagher bataye contraception chahtey hain tu ap mujhe ye batayen ke ye wese hi nahi kar rahay jo inki wife ne ya tha, badla lena koi achi bat tu nahi hay aap poora parhain maine kya likha hay, main is hakk main nahi hun ke biwi ko bagher bataye itna bara decision liya jaye aur awwal tu ye possible hi nahi hay without mutual consent mumkin hi nahi ke ini wife ko pata na chalay ke ye avoid kar rahay hain |
SAM Butt |
Group: Members Joined: 01st Jun, 2009 Topic: 2 Post: 10 Age:
33
|
|
Posted on:3rd Jul 2009, 12:53am |
|
|
Komal azfar nay theak bat ki ha .. or rahi bat ya momkin ha ma abi intercourse say avoid kero then jab us k periods ho gay is month or wo thori bimar ho gi to usay apnay kisi janay walay doctor k pas lay jao ga zebardasti k nahi nahi ayo doctor pay chaly apni care show kero ga. then usay 6 month preagnancy say avoid wala injection lagwa do ga.na usay paat chalay ga k ya kis cheez ka njection ha or then intercourse proper kero ga wo bi khush rahay gi or ma bi or 6 month may hamri understanind bi ho jau gi then INSALLAH we will must go for baby.
what all of you say |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:3rd Jul 2009, 1:36am |
|
|
sam butt ap ne jo bi contraception use kerna hai
pehle biwi ko us k barey mein batayen
usey apni bat samjhayen
phr wo use keryen
biwi ko bina batey aise kam kerna us ko dhka dena hai
main is faislay mein ap k stah nahi hun ga
haan agar biwi bi maan jati hai...then im with u |
koyal |
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
26
|
|
Posted on:9th Jul 2009, 7:19am |
|
|
sam sam injection kabhi kabhar buhut khaternaak bhi sabit ho saktay hain inke kayi reactions ho jatay hain isi liye contraception ka koi bhi tarika ikhtiar karne se pehle doctors kuch tests karwatey hain apki health condition dekhne keliye aur apki health ke mutabik wo cheez prescribe kartey hain jiske kam se kam side-effects hon. main phir yehi kahun gi ke shadi shuda zindigi main aik doosrey ka aitmad hi sam kuch hota hay aur agar apko lagta hay ke apki abhi understanding nahi ho pa rahi hay tu aap tab tak intercourse se bhi avoid karen kyunke shadi sirf jismani talluk ka naam nahi hay. |
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 186 Post: 6476 Age:
35
|
|
Posted on:9th Jul 2009, 10:43am |
|
|
agree with koyal bilkol agree with koyal
ap dono burabar ek dosry sy ziyadti kur ry ho baby he ap ki rishty ko muzboot kur sukta hy shadi ko godi goddy ka khayl tu ni na , |
|