sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:24th Oct 2008, 7:53pm |
|
|
Urdu Poetry: Sach Ye Hai Magar Dil Manta Nahi
sach to yehi hai magar Dil manta nahi wo badla to is qadar ke ab pehchanta nahi
poora na utar paye ga wo kasaoti pe wafa ki hoti agar ye khabar to usse jaanchta nahi
wafa ki ik khwahish thi wafa ke sille me kon hai jo Muhabbat ka silla mangta nahi
neend me Dar aate hain Sailaab jafa ke fasl koi khwabon ki khud ujaarrtaa nahi
jeene ki talab me marte haine baar baar kuch logon ka Muqaddar kabhi jaagtaa nahi
|
jazib |
Group: Members Joined: 24th Oct, 2008 Topic: 0 Post: 12 Age:
44
|
|
Posted on:25th Oct 2008, 12:48am |
|
|
bin bulaya mahmaan kiya yeh such nahi k tera dil jo use ab manta nahi
wo jo badla hua tha tujheay ab jo pahchanta nahi
jisko toonay rakha hai apni wafa ki kasoti par
silay mein wafa k jisko mili jafa wo kiya tujhe pata nahi
apney lye wafa ki khawahish jurm nahi manta hoon men
wafa ka sabaq dne waly jafa jurm hai kiya tu janta nahi
wafa kisne ki jafa kisne ki , kis k khawab adhooray rahay
mujh par sirf ilzam e be wafayee hai yeh koi janta nahi
tu hi nahi mra jeenay ki talab mein bar bar aye dost
kisi or ko bhi mili hai maut pal pal kiya tu wo janta nahi
*********xxxxxxxxxxxx***************
sorry freind i am new commer apki poetry achchi lagi to bus mainay bhi thok di apni taraf say. sorry agar bura lagay to
|
Janbaz |
Group: Members Joined: 31st Jul, 2008 Topic: 4 Post: 21 Age:
30
|
|
Posted on:25th Oct 2008, 1:15am |
|
|
Hasrat Mere Hasrat Hai K Sari Umar mere sath ho tum
Ye who Hasrat hai jis pe Hasrat ko bhi Hasrat hai. |
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:25th Oct 2008, 2:31am |
|
|
Azzi Ghanay drakht ke neechay sula kar chor gia
ajeeb shakhs tha sapnay dikha kar chor gia
yeh ujra ghar to usi ek ki nishani hai
woh apne nam ki takhti laga kar chor gia. |
maxyy |
Group: Members Joined: 04th Oct, 2008 Topic: 6 Post: 19 Age:
32
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 1:11am |
|
|
is ko kehte hain poetry jin rahon pe ek umr tere sath rahe hum
kuch roz se wo raste sunsan bahut hain |
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4214 Age:
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 2:27am |
|
|
jazib very good yaar
bohot achi poetry hai aap ki,
kia aap poet hain? |
adnsum |
Group: Members Joined: 22nd Oct, 2008 Topic: 7 Post: 38 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 8:37am |
|
|
Janaza Aye -- |
adnsum |
Group: Members Joined: 22nd Oct, 2008 Topic: 7 Post: 38 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 8:38am |
|
|
Dard -- |
adnsum |
Group: Members Joined: 22nd Oct, 2008 Topic: 7 Post: 38 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 8:39am |
|
|
Dard --
par us dil ko kabhi dard na do jo tumhe pyar kare.
kunki tum duniya ke liye koi ek ho,
par kisi ke liye tum sari duniya ho. |
jazib |
Group: Members Joined: 24th Oct, 2008 Topic: 0 Post: 12 Age:
44
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 11:04pm |
|
|
sunny nahi yar bus dil jalay to kabhi kabhi amad hojati hai
|
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4214 Age:
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 11:14pm |
|
|
jazib hmmm
yaar aap dil jaley kese ban gaie, zara detail se batana pasand karenge aap? |
jazib |
Group: Members Joined: 24th Oct, 2008 Topic: 0 Post: 12 Age:
44
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 12:33pm |
|
|
sunny yahan har koi dil jala hus hai ya phir tapa hua hai :):):):) |
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4214 Age:
|
|
Posted on:2nd Nov 2008, 1:24pm |
|
|
jazib hmmm
lekin aap kese keh sakte hain k har koi dil jala hai? |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:4th Nov 2008, 8:51pm |
|
|
Sameto sitaro ko hatho me..... Sameto sitaro ko hatho me apne,
bahut dur tak raat hi raat hogi,
musafir hai hum bhi musafir ho tum bhi
kahi na kahi to mulakat hogi
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:4th Nov 2008, 8:56pm |
|
|
Dil ne dhadkna chod dia Unke liye jab humne Bhatakna chhod diya,
yaad me unki jab Tadapna chhod diya,
wo Roye bahut aakar tab hamare paas,
jab hamare Dil ne Dhadkna chod diya.
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:4th Nov 2008, 8:57pm |
|
|
Meri Ankhoon Sai Kabhi Utroo Dil Main Meri Ankhoon Sai Kabhi Utroo Dil Main,
Kai Main Dhadkan Main Basa Lon Tum Ko,
Jaan Sai Barh Kar Chahon Tumhain,
Apni Zindagi Hi Banna Loon Tum Ko,
Maray Khabon Main Sirf Tum Hi Baso,
Apni Neendon Main Saja Loon Tum Ko,
Loogon Ki Bhir Main Kho Na Jao Kahin,
Zamanay Sai Chalo Main Chura Lon Tum Ko,
Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari,
Gar Ijazat Ho Tu Yadon Main Bula Lon Tum Ko
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:4th Nov 2008, 9:10pm |
|
|
Benaam Ban Ke Mila Karo Na Khas Ban Ke Mila Karo…. Na Aam Ban Ke Mila Karo….
Mujhe Meri Tarha Se Tum…… Benaam Ban Ke Mila Karo…….
Mana Ke Ye Faraib Hai ……….. Ye Faraib Bhi DilFaraib hai…….
Sehraoun ke Sarab Mein…….. Tum Sham ban ke mila karo……
Gar Janchna Ho Dard Ko………. Gar Dekhna Ho Tarp Ko……….
Mujhay Tashnagi ke Alam ain.. TUM jam ban kar mila karo….
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:4th Nov 2008, 9:13pm |
|
|
arey s4u aap ne to kamal ki poetry ki hai..wah wah wah kia bat hai aap ki....main to aapki fan hi ban gai...wah wah wah....main aaj hi apni note book me aapki sari poerty likhoon gi....wah wah wah..kia bat hai ....wah wah
lolz
|
Raja Taqi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1949 Age:
47
|
|
Posted on:4th Nov 2008, 11:19pm |
|
|
s4u Dil chahta he tery puthar dil ko lerzta dekhoon
tujy aisy meh-e.aab turhpta dekhoon
tu phiray guli guli koocha koocha mery liye
mein tujy apny liye dar bader butkta dekhoon
na ho tujy khabar sham-o-seher ki
iss tura tujy atish-e-ishaq julta dekhoon
tu ray be qarar mujy dekhny ko ik nazar
mein muchla hoon jesy
tujy bi apny liye muchlta dekhoon
ruth jay tuj se her khushi mery bin
mein tujy apny liye her dum turhpta dekhoon........
S4U ...UB TUM NE HUMEIN GHAZLOON PER LUGA DIYA HE....GHAR WAPUS AO....APNY THREAD MEIN.... |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:5th Nov 2008, 11:32pm |
|
|
Raja bhai aap bhi likhtey hain..wah buhot achi
|
|