KIm Zabardast....
Mere Sabbar ka na le Imtehan.......meri khamoshi ko sadda na de,
jo tere beghair ba jee sake..........usse Zindagi ki Dua na de,
tu azeez-e-dil nazar se hai...........Tu Qareeb Jaan rag se hai,
mere jism-o-janb ka ye faissla............kahin waqt aur barha na de,
tujhe Bhool kar bhi na bhula sakun....tujhe Chah kar bhi na chah sakun,
meri Hassraton ko shumar kar........meri Chahton ka silla na de,
wo Tadap jo Shaula jaan thi......mere Tan badan se lipat gayi,
jo bujha sake to bujha de.......na bujha sake to Hawa na de |