Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic |Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrmonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Urdu Poetry: Mohabbat Nahi Rahi

Urdu   >>  Poetry
 
 
 
khoobsurat Group: Members  Joined: 06th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 326  Age:  28  
Posted on:13th Jan 2008, 6:31am
 

Urdu Poetry: Mohabbat Nahi Rahi

woh silsiley, woh shauq, woh nisbat nahi rahi,

ab zindagi mai hijr ki wehshat nahi rahi.

phir yun howa ke koi shanasa nahi raha,

phir yun howa ke dard mai shiddat nahi rahi.

phir yun howa ke ho gaya masroof woh bohot,

aur ham ko yaad karne ki usse fursat nahi rahi.

ab kiya kisi ko chahen ke ham ko to en dinon,

khud apne aap se bhi mohabbat nahi rahi.

anotherOne Group:   Joined: 31st Dec, 1969  Topic: 10  Post: 205  Age:   
Posted on:13th Jan 2008, 7:18am
 

kia karain....lachar bahot hain


sister adaaab arz hai,
shukarya,

wo waqt wo din wo rat nahi rahi
tujh main bhi to pehlay jaisi bat nahi rahi

phir yon hwa keh tu nay chatting shuroo kar di
noorclinic kay sawa tu kahin bhi online na rahi

rahti thi tu har waqt samnay
par phir teri ama nay tuj ko computer lay dia

phir yun hwa keh tu bi ho gayee masroof bahot
itnay internet card khareednay ki hamain himat na rahi

they bahot lachar teray bad hum
teray nayee andaz ko samjhany ki taqat na rahi

phir yun hwa keh Dr say eelaj karwa lia
aur humain bhi ither uthar ki fursat na rahi

kia kahain keh hum ko un dino say
muhabbat ki justajhooo nahi rahi

akhari dafa jab maar khai thi teeray bhaiyoon say
tab say teeray muhalay say bhi muhabat nahi rahi

adab arzhai, shukarya...................hahahhahahah :)

spain Group: Members  Joined: 28th Oct, 2007  Topic: 0  Post: 1  Age:  41  
Posted on:13th Jan 2008, 10:05am
 

repley

wo waqt wo din wo rat nahi rahi                                              

tujh main bhi to pehlay jaisi bat nahi rahi

phir yon hwa keh tu nay chatting shuroo kar di
noorclinic kay sawa tu kahin bhi online na rahi

rahti thi tu har waqt samnay
par phir teri ama nay tuj ko computer lay dia

phir yun hwa keh tu bi ho gayee masroof bahot
itnay internet card khareednay ki hamain himat na rahi

they bahot lachar teray bad hum
teray nayee andaz ko samjhany ki taqat na rahi

phir yun hwa keh Dr say eelaj karwa lia
aur humain bhi ither uthar ki fursat na rahi

kia kahain keh hum ko un dino say
muhabbat ki justajhooo nahi rahi

akhari dafa jab maar khai thi teeray bhaiyoon say
tab say teeray muhalay say bhi muhabat nahi rahi

adab arzhai, shukarya...................hahahhahahah :)

sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4214  Age:   
Posted on:13th Jan 2008, 10:30am
 

my poetry

yar poetry main jis ka interst nahi ho wo kuch is tarah se likhte hain.

Ek sheer sunata hoon zara ghawar se suniee,

                   Muje nahi aata kisi aur se suniee.

 

sunehri76 Group: Members  Joined: 04th Aug, 2007  Topic: 99  Post: 4655  Age:  37  
Posted on:13th Jan 2008, 11:30pm
 

hehehe

khubsurat ..very nice poetry

another one...

very funny ......mujhe to kim yad a gaya.......meri uske sath shairy gupshup chalti thi,aur wo isi trah mere shairs ko changing  deta rehta tha answer me...

i hope he will back soon

~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4287  Age:  28  
Posted on:13th Jan 2008, 12:07pm
 

Kuch samjh nahi aya magar good work khobsurat

Kya karon Mujhe poetry samajh nahi aati mirza ghalib

kyun kay  mujhe poetry main kabhi dilchaspi hi nahi rahi

wo khobsurat jo thoray gap k baad ayee hai is forum main

atay hi  is forum main apni poetry ko likhay bina na rahi

atay hi khobsurat nay ki ek member ki shikayat

magar us ka naam batanay say gureez karti hi rahi

kya har pehley shair k akhir main rahi lagana zarori rahi

Agar nahi tou phir rahi laganay ki kya zarorat rahi (wah wah wah wah)




~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4287  Age:  28  
Posted on:13th Jan 2008, 12:11pm
 

Good work another one (tvOne)

  bhai buhut hi barhya ................magar ye tumnay likha hai ya spain nay ..........agar spain nay likha hai tou wohi kyun likha jo tum nay likha hai aur agar tumnay likha hai tou spain nay bhi wohi kyun likha.....................
nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  34  
Posted on:13th Jan 2008, 1:56pm
 

very good.

good from khub...& another...

I like nice poetry..koi faraz ka acha sa likho..

 

thanks

 

 

Hangama Group: Members  Joined: 02nd Dec, 2007  Topic: 37  Post: 1261  Age:  37  
Posted on:13th Jan 2008, 2:34pm
 

Pagal

Kisi ka chehray ne khushbu ko kardiya pagal

phir uska baad sama ka sama hogaya pagal

Jo unsai maina kaha zindagi banalo mujhai

To usna dherai sai aik lafz kahdiya Pagal

BeautyStar Group: Members  Joined: 16th May, 2007  Topic: 52  Post: 3598  Age:  26  
Posted on:13th Jan 2008, 3:42pm
 

Khalil-ullah-Farooqi

Un ki poetry read karoo , Poetry k yah bhi usdaad hain ajj kal ..... I hope kah kuch members un ko jantey hoongee.....

DJ of Fm91..... show 12-4 on every Thursday
anotherOne Group:   Joined: 31st Dec, 1969  Topic: 10  Post: 205  Age:   
Posted on:14th Jan 2008, 4:32pm
 

re.

hittman:- yar is spain ka to mujh ko bhi nahi pata kaun hai, copy paste kar dia hai shaid us nay. kiyon bhai spain kahan ho?

beutystar:-Kia likhtay hain khalil sahib ab hum kahn say khalil sahib ko parain ap hi batao?

waisy mujhay andaza nahi tha keh noorclinic par meeray allawa itnay achay achay shair aur bhi majhoood hain....hahahahha
TITUS Group: Members  Joined: 25th Apr, 2007  Topic: 5  Post: 24  Age:  46  
Posted on:15th Jan 2008, 12:17am
 

my fav.it topic

Middle East kay sehra mai titus na apnay ashiyanay talash ker

Jo hain tary naseeb kay bus danay talash ker

anotherOne Group:   Joined: 31st Dec, 1969  Topic: 10  Post: 205  Age:   
Posted on:15th Jan 2008, 3:01am
 

re-titus

adab arz hai

aur pakanay say pehlay un danoon main say tinkay talash kar..........

shukarya
BeautyStar Group: Members  Joined: 16th May, 2007  Topic: 52  Post: 3598  Age:  26  
Posted on:15th Jan 2008, 2:02pm
 

Shair-e-NoorClinic

hahaha abb sab loog buhat achi shairi karletey hain .... Mujhaey lagta hai buhat jald yahan per bhi Mushairey ka programm honey wala .... :D

AnotherOne : Khalil-ullah-Farooqi ki book app ko Pakistan ma mil sakhte hai kisi bhi ache BookShop per .... Aur in ka show atah hai FM91 on thursday 12am - 4am... samajh loo jo eak bar in ka show sun leta hai in ka Fan ban jatah hai ... buhat hi zabardast show hota hai aur Caller bhi buhat hi zabardast hoon ... Pakistan wapis aoo tou zaroor sunna yaar :)
1
 
 
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013