Trans Fat Foods To Avoid Bohat saray Americans es bat se waqif han ke trans fats health ke liay risky han laikin bohat kam ye identify ker saktay han ke wo foods kon se han jin ma high trans fat contents hotay han.
University of Colorado ke Dr. Robert H. Eckel ye reveal kartay han ke 5 ma se sirf 1 americans 3 foods high trans fat contents walay identify kar saktay han. Jab ke large percentage about 80% ye janti hai ke trans fats unhealthy han.
Yrans fats per public awareness bhi Americans ko prevent nahi kar saki aur doseray western consumers ko ke wo trans fats intake ko regulate kerain.
Fat resources ke baray aur unhealthy fats ko determine kernay ke best way ma ma confusion trans fats ki unfavorable options ko aur bhi worse ker daita hai.
Eckel's study ke according:
· 1,000 repodents ma se sirf 21% three trans fat sourses ko jaantay han.
· 50% respondents even atleast one trans fat sources ka naam bhi nahi bata saktay.
· 30% list ko refer kiay bina 1 trans fat source ka naam bata saktay han.
Checking Trans Fat and Saturated Fat Contents in Food Labels
Even aik nutrition fact label ager free trans fat contents ko indicate kerta hai tu es ka matla ye nahi ke wo product unhealthy fats se free hi ho.health conscious consumers jo ke food ko sirf trans fats ke liay scan kartay han un ko ye pata nahi hota ke wo high saturated fats purchase ker rahay han jo ke untnay hi unhealthy han jitney ke trans fats.ye janna zaroori hai ke trans fats ki tara saturated fats bhi cholesterol ko increase kertay han es liay consumers ko in 2 types ke funhealthy fats ka humesha check kerna chahiay.
Fat contents aur partially hydrogenated oil ki awareness zyada honi chahia.
Trans fats LDL bad cholestrol level ko increase kertay han aur HDL good cholesterol level ko low kertay han.trans fats ki tara saturated fats bhi cardiovascular diseases ke risks ko increase kertay han.saturated aur trans fats ki daily life ma aik recommended intake rakhni chahiay.
Disclosure of fat content and partially hydrogenated oil should be more transparent with the passage of new food labeling regulations.
Zyada log 2.4% calories saturated fats se laitay han jo ke recommended consumption se double hai.
Common Trans Fat Sources
Next time ager aap ko in foods se wata parhay tu ye yaad rakhain ke in ma high trans fat contents han:
Trans-fat-free food jo ke resturants aur manufacturers market kartay han wo bhi koi less unhealthy nahi hota.jitna possible ho packaged food jin ma trans fats zyada hon un ko avoid kerna chahiay,bohat saray natural foods trans fats ma high han.aur about 20% trans fat natural food consumption se aatay ha,oil ya solid se nahi jin ki shelf life ko enhance kernay ke liay un kop recess kiya jata hai.
Wo jo manufactured foods ko avoid kertay han trans fat ko regulate kernay ke liay,un ko natural fatty foods ki consumption ko bhi monitor kerna chahiay jaisa ke meat aur dairy products.
Aur in foods ko bhi na lain jin ma saturated fats zyada han:
How to Lower Fat Intake
Apni diet in 2 basic guidelines ko follow kertay huay lain:
· Fatty food consumtion ko bilkul bhi khatum na kerain,balkay moderately lain.
· Zyada moderate hon aur healthy foods ko diet ma add kerain.clinically proven fat bindings aur natural appetite suppressing products bhi help kerti han.
Jab fat control ki baat ho tu ye batter hai ke aap fat intake ko bilkul hi khatum na kerain balkay es ko moderate way ma lain.apnay favorite fatty foods ko moderately eat kerna easier hai bajaye es k eke un ko avoid kerain.moderate consumtion ka meaning hai ke pastries aik ya 2 khayain na ke dozen aur aik handful chips ka na ke family sized serving.
Fat control ke liay self-decipline critical hai.wo jo self-control nahi rakhtay un ke liay healthy diet laina koi ahsaan nahi hai.aisay peoples ko trainers ya physicians ki help laini chahiay ya prescribed exercises kerni chahiyain jo ke un ko aisa life-style adopt kernay per majbour ker dain gay jo ke un ke liay healthy hai. |