Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic |Forum | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrmonial | Videos
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Quran & Hadith dos n dont Download
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Sweet Cute Mother

Non Medical Discussion   >>  Society and Culture
 
 
 
janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 7:14am
 

Sweet Cute Mother

Asslmualikum

All Dear

her koi yahan is fourm par apnay apnay khayalat ka azhaar kertaa hay . lakin main yahan aik Article open keya hay ta kay wo loog jin kee mother hain aur wo b jin kee mother is duneya main nain hain Specialy un kay hosh sanbalnay say phelay un say judaa hoo gayee hain as ME. apneee feelings share karain. Allah kabi kisee kee Maan ko un kay bachoon say judaa na karay.

Maan aik ayesee janat hay jo apnay ander apnee olaad ka dukh sukh sanbaal rakhtee hay

janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 7:19am
 

ALL

I KNOW THIS TOPIC IS NOT ATTRACTIVE LIKE OTHERS. BUT I M WAITING FOR URS SHARING
rajmallik Group: Members  Joined: 04th Jun, 2008  Topic: 23  Post: 750  Age:  27  
Posted on:11th Nov 2008, 7:26am
 

janumanu on moms topic

dis topic is so touchy janumanu who said dis is not attractive duffer dis is so cute a kiss 4 u maa i love my maa a lot yaar laad karta hoon bohat but yeh parh kar bohat dukh howa urz mom ....... kahtay hai 1 darwaza band ho to Allah 100darwazay khol daitaay hain but mom ki kami ko koi pora nahi kar sakta haaan so janumanu love ppl around u u will b vvvv happy Allah Blessings is wid u alwz

take care

janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 7:37am
 

Re Malik sb

You ppl are so lucky u have mothers. laad b kertay hoo aur piyaar b. qismat nay muj say ye sab khuch cheen leyaa hay.

meree zindgii ka ya aik hee dukh hay jo main akhree sanss tak na bulaa sakoon.

sunehri76 Group: Members  Joined: 04th Aug, 2007  Topic: 99  Post: 4664  Age:  37  
Posted on:11th Nov 2008, 7:43am
 

janumanu

 

 mai apki feelings bohat achi tarah se samajh sakti hun. and its sad ke apki mother apse bachpan me hi bichad gayi thin.

meri ami shukar alhamdolillah abhi zinda hain aur mai unhe khone se bohat darrti hun.

Man ik aisi Hassti hai

ji s se Dunya bassti hai...complete shair kissi din post karungi..

ap papni feelings share zaroor kijiye ke apko kaisa feel hota hai with out ur mother aur agar wo hoti to kaisa hoata?

janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 7:59am
 

Re Sunehri

With out mother life is just Routine. koi feelings nain key ye hoo wo hoo sb khuch us man kay saath hota hay wo hee nain to khuch b nain . Allah nay mujay 2003 main aik naee zindgi dee soccha kay shahyed ab khuch difference ho life main lakin khuch nain badlaa sab khuch wesay ka wesa hee hay.simple mother kay siwa har taraf handera hee handera hay.
janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 8:03am
 

All

Bahut Acha feel hota hay jab senior member reply kertay hain.
rajmallik Group: Members  Joined: 04th Jun, 2008  Topic: 23  Post: 750  Age:  27  
Posted on:11th Nov 2008, 10:00am
 

janumanu on moms topic

well yaar mujha senior na banao yaar

yaar janu apki feelings achi tarah samajta hoon but jo hota hai acha ka lia hota hai aur maina kaha na pyar banto dekhoo phir kitnay khush hoonga tum

love

janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 10:57am
 

re malik sb

i have tried many times kay peyaar bantoon aur bantaa lakin jab mujay kise kay peyaar ya kisee kee zaroorat paree to samaj loo

SAB MAYA HAY .

rajmallik Group: Members  Joined: 04th Jun, 2008  Topic: 23  Post: 750  Age:  27  
Posted on:11th Nov 2008, 11:05pm
 

manu sb

manu zayada sad na hoo yaar apna future per dhiyan do
janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 11:08pm
 

Raj Sb

khair ye to chalata raha ga zara khuch share kernaa pasand kerain ga maa kay baray main
janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 11:11pm
 

re

kindly more things share about mothersssss

s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 98  Post: 5392  Age:   
Posted on:11th Nov 2008, 11:20pm
 

janumanu bhai

main aapki feelings achi trha se samjh sakti hoon.Allah tala aapko sabber de sath me buhot hi naik krey takey aap apni mother k lie kuch ker paein..

wese meri mother Allhamdullillah bilkul theik hain aur ye hain to sab kuch hai.warna kuch bhi nahi.I love my mom...
meri dua hai k mere parents ka saya hum per humesha hi rahe..hum inki duaoon se kabhi mehroom na hoon.
jis din ye nahi rahein ge to sach me meri life bhi khatam ho jae gi...


aur mera on sab logoon se request  hai k jin k parents hain wo log apne parents ki khoobb khidmat krein.onhe kabhi bhi shikayat ka moka na dein..kiu k waliden ki care kerna to Hajj se bhi kahi ziyada afzal hai...
sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4212  Age:   
Posted on:11th Nov 2008, 11:39pm
 

mothers

dear janumanu

aap ki mother k baare main sun kar bohot dukh huwa, aur aap ki maan to us waqt chali gaie hai jis waqt ................................ aap samajte hain main kia kehne wala hoon lekin sach ye hai k main suna nahi sakta.
Allah aap ko sabar aur aap ki mother ko jannat k aala darjaat ata farmaie,

baqi jo fact hota hai us ko koi jhutla nahi sakta, aaj nahi to kal aisa hona hi tha, aap ko Allah ne ek moqa dia hai special banne k lie, aur muje umeed hai aap himmat nahi harenge, aap wo kar dikhaienge jo maan k hote hoie aulad b nahi kar sakenge.

aap har namaz k baad soorah Fatiha 1 baar, aur 3 baar soorah Ikhlas parh kar apni mother k haq main bakhsh dia kare.

Mother ki Azmat k baare main, main jitna b likhon wo us k lie kam hai, aap log sab jaante hain k maan ka darja kia hota hai. es lie mera likna yahan par sooraj k saamne dia jalane k barabar hoga.

janumanu jesa k aap ne kaha k jin ki maan zinda hoti hai wo bohot lucky hain, aap ne bilkul haqeeqat bayan kia hai. lekin aap ab b lucky hain q k aap k sar par abi baap ka saya mojood hai,

ab father k baare main, mian kuch nahi bataonga q k ye topic sirf mothers k lie start huwa hai, lekin father khoone ka bi bohot dukh hota hai aur un ki kami b bilkul aisi mehsoos hoti hai jesa k maan ki, aur main ne to apne father ko aise moqe par khoya hai jis ka muje bohot afsoos hai.

detail pir kabi bataounga next thred main

janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 11:55pm
 

sUNNY SB

Ap kee baat b apnee jaga theek hay kay father kay baghair b problems hotay hain lakin

my experience is kay jin kee mothers nain hotee wo bahut say problem face kertay hain lakin jin kay father nain hota wo kam problem face kertay hain becs maan un ka lyee her jaga dahaal ban jatee hay keya gham main keya sukh main  un ko kisesee b cheez kee tapish feel hee nain honay dayteee. lakin hamain her time dossroon kay hathoon ko dekhana parta hay keun kay her kaam pesay etc etc say nain hota baz time maan kee aik baat dosray kay lyee lakhoo rupees kay braber hotee hay that's y .

maan aik saya hay.

sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4212  Age:   
Posted on:11th Nov 2008, 12:06pm
 

janumanu

dear

main aap ki feelings ko samajta hoon, aur aap k baaton se agree karta hoon

jesa k main ne ooper kaha hai k mother aik aisi hasti hai jis ki Azmat main lafzon main describe nahi kar sakta, simply yahi kahoonga k jannat hai.

lekin baat ye hai k aap ko ye dukh hai k aap ki mother nahi hai, aur mere baba nahi hai, aur ye haqeeqat hai k jis ne bi koie museebat ka saamna kia hai us ko wo museebat bohot bari lagti hai.

mere baba mere aankhon k saaamne guzar gaie, ye main ne deka aap ne nahi, aap ki mother aap k aankhon k saamne guzar gaie aap ne deka main ne nahi, thats the difference.

aap ko apna dukh bara lagta hai aur muj ko mera dukh,

any way jesa k main ne ooper bayan kia k aap apni har namza k baad soorah Fatiha aur soorah Ikhlas parh kar apni mother ki haq main bakhsh dia kare,

aap ko b sakoon milega aur aap ki mother ko b,

dear janu

aap ne topic aisa start kia hai jis par likhne ko bohot ji chahta hai lekin kia hai k post bohot lengthy ho jaiega so i wish to stop here

meri dua hai k aap apni aane wali zindagi bohot khushi se guzarein Ameen

rajmallik Group: Members  Joined: 04th Jun, 2008  Topic: 23  Post: 750  Age:  27  
Posted on:11th Nov 2008, 1:09pm
 

manu sb

yaar kuch zayada nahi i lov my mom aur mom ki shafqat ka hath apna sir sa na hatna ka he dua hai bus otherwis i ll die
janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2008, 1:38pm
 

Mother

I need a mother who would love me
I need a mother who would take care of me
I need a mother who would understand me
I need a mother for who I am
I need a mother to know me
I need a mother who would be there for me
I need a mother who would not yell at her son
I need a mother who won't push her son away
I need a mother who would not throw me out of her life

Even though I still need a mother
Everyday I try to be nice
Sometime she don't care about me
What I need is a mother who would be there for me
I need a mother who would watch me grow
I need a mother who would celebrate my birthday
I need a mother who would miss me

I need a mother to cry on
I need a mother to know that her son loves her

But she won't let me know her
What I need is a mother

Who is no more now.
raazdaar Group: Members  Joined: 18th Nov, 2007  Topic: 38  Post: 369  Age:  24  
Posted on:11th Nov 2008, 2:50pm
 

Maa Aik Bari Hasti Hai.......

SALLAM TO ALL FRIENDS

Maa Aik Bari Hasti Hai.........

Jo Har Insaan Kai Dil Main Basti Hai.........

Raat Ko Parda Ban Kai.........

Suba Ko Suraj Ban Kai Nikalti Hai.........

Badnaseeb Hai Wo Jis Kai Pass Yai Hasti Na Hoo..........

Jahan Hoo Wahan Jannat Ki Khusboo Banti Hai..........

Mohabat Ki Shirai Sai Akhir Tak..........

Har Jaga Maa Hamain Milti Hai..........

Maa Aik Bari Hasti Hai............

Maa Aik Bari Hasti Hai............

ALLAH hamesha is hasti ko buland aur bala rakai.AMEEEEEEEEEEEEEN

NOTE:-sorry if my words hurt anyone.

TAKE CARE

ALLAH HAFIZ

Aayan Group: Members  Joined: 31st Oct, 2008  Topic: 1  Post: 45  Age:  29  
Posted on:20th Nov 2008, 4:30am
 

razdar

kafi achi aur touching hai

i 2 miss my parents

1 2  >>
 
 
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013