Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Suhaag Raat Aur Mobaashrat ke Aadaab – lV

Articles   >>  Sex Articles
Tight Vagina
How To Tighten a Vagina
Healthy Vagina
How To keep A Vagina Healthy
Allergy: Causes, Symptoms, Treatment
Causes, Symptoms, And Treatment For Different Types of Allergies
Fracture Information
Detailed Information on Fractures
Sooth Group: Members  Joined: 18th Jul, 2007  Topic: 303  Post: 1941  Age:   
Posted on:20th Nov 2008, 6:34pm
 

Suhaag Raat Aur Mobaashrat ke Aadaab – lV

Mubasharat Kab Aur Kis Waqt Kerni Chahiay.

 

Mubasharat ke liay sub se bather waqt raat ka aakhri waqt hai kuin ke awal shab ma stomach food se full hotta hai.

Hazrat Aysha (R.A) farmati han ke Nabi ( S.A.W.W) jab aakhir shap ma witer ki nimaz parh chukktay thay tu aap ko uzwaaj ki hajad hotti thi tab aap qorbat farmatay thay.werna jahay nimaz par lait jaatay yahaan tak ke Hazrat BAilaal (R.A) aap ko fajir ki nimaz ki itlah daitay.

Imaam Ghazaali ke nazdeek Awal shab ma sohbat makrooh hai es khayal se ke tamaam shab na pakki ki halat ma soona parhay.

Laikin ye baat tu sahi hai ke her waqt hum bistari ki ijazat hai.Nabi (S.A..W.W) se bhi awaal shab aur din ke waqt sohbat kerna sabit hai.

 

Mobasharat Hai Kya?

 

Mobasharat 2 "mobaah" aur "shart" ka moraqab hai."Mobaah" ke meaning hilaal thahraana,jaiz kernay ke han aur "Shart" ka matlab Paak kernay ke han.yahni hum bistari ka wo ammal jo bahd nikkah ke ho mobasharat kahlaata hai aur ager yehi ammal nikah se pelhay ho tu "zinna" kahlaye ga.Mobasharat ka fiteri maqasad Aadam ki nasal ko aagay barhana hai.

 

Mobasharat ka ammal sirf zair-e-naaf dakhool ka naam nahi hai balkay fariqain ki moqamal jismaani sohbbat(ikhlaqi hadood) ma rahtay huay ka naam hai.idhar kahna ye hai ke aurat ma shahwaani josh paeda kiay binna uss se mobasharat kerna aurat ke liay zaiher-e-qaatil hai aur mard ke haq ma baghawat ka paish khaima hotti hai.es liay mashwara ye hai ke mobasharat ke ammal se pelhay kam az kam 30 minutes pelhay boss-o-kinaar aur jismaani nashaib-o-faraz ko makhsoos ammal ma tahreek daina az hudd zuroori hai.takkay aurat ma jinsi hijaan paeda ho jaye.jab ye hijaan apnay derjaa kamala ko poonchta hai tu aurat bhi es mobasharat ke ammal ma gharam joshi se hissa laiti hai.es tara mard aur aurat ma aik hi time ma inzaal ma dono ma mohabbat aur dosti aur ammanat ka jaazba mazboot kerta hai.ye baat sahi hai ke shaadi shudaa bahot kam mard sahi mobasharat ke ammal se waqif hottay han.

 

Aaj humai society ma 90% se zyada log jhagray aur ghair motawazun mobasharat ka ka nateeja han aur ye wo kaifiyat hotti hai jo fariqain ko ghin ki tara chaat jaati hai.dekhnay ma ye gharailo jharghray jayhalat aur hut dharmi ka natijaa nazer aatay han.laikin asal ma ghair motawazun mobasharat mobasharat ka zaihr in ki zindagioon ko chaat raha hai.mager aisay mamlaat ma mayous ho ker khud ko zindda dergoor nahi ker laina chahiay balkay kisi bazurgh ya sahi moaahlij se rabita kerna chahiy.jo apnay experience aur ilm ki binna per in ka hal paish ker sakta hai.ghair motawazun mobasharat aksir mobasharat ke fiteri asooloon se nawaqifiyat ki binna per hotta hai.

 

Aurat ka shaiwaani josh mard ke moqabilay ma dair se oobharta hai.es liay wo mard se daida dair ke bahd manzil hotti hai.mard jab aurat ko berhaana aur qareeb patta hai tu uss ke khaas jinsi hissay ma tunaoo ah jaata hai aur es josh se majbour ho ker mard forun mobasharat ki teruf rooju kerta hai.jab ke aurat ma aisi koi tahreek nahi paeda hui aur mard manzil ho ker apnay jaazbaat ko thanda ker laita hai.wo aurat jo abhi tahreek pa rahi hotti hai es na moqamal ammal ki wajha se sanf aur jaazbati tashanghi ka shikaar ho jaati hai.jis ki wajha se aurat ke dil ma nafrat paeda ho jaati hai aur es ke reaction ke torr per aurat ki uterus ma sookeraoo shoru ho jaata hai jis ki wajha se baanjh pun aur kaheen nafsayaati aur kaheen nafsayaati aur masharti masahil paeda ho jaatay han, mazboot kirdaar ki aurat es ke bahd kaheen posheeda amraaz ka shikar ho jatti hai aur kamzoor kirdaar ki aurat apni khowahishaat se majbour ho ker, na moqamal jazbaat ki satisfaction ke liay masharti corruption ka motaherak hissa bun jaatti hai..

1
Stroke
Stroke Signs and Symptoms
Sleep Disorders
Sleep Disorders - Types of Sleep Disorders
Anxiety
When Anxiety Medications Fail
Asthma Causes
Major Causes of Asthma Which you Must Know
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012