Mind Problems: How Will They Resolve?
salam Dr . this is ahmed here from karachi sir mara masla kuch ajeb sa ha main kafe parshan rahta hon demage tor par family mai akyla ho means mai or mother or ghar ke tamam zimadare bhe ha 3 sal sy muj ko sonay main masla horaha ha neend nahi ate or sir main daraz bhe rahta ha or ab tu mai kafe bhoolnay laja hon kuch yad nahi rah ta ap ko problem batany k socha tu ab yad nahi araha kia kia type karo acha darad haaf sir k hisa mai hota ha or kab kab tu mai chal bhe nahi sakta or khana bhe sahi sy nahi khaya nahi jata
or koi itny friend bhe nahi han or koi bore sohbat bhe nahi ha main job bhe karta hon or study bhe acha kab kab muj ko kuch porana yad ata ha like mara past tu mai achnak akala baatain start kardy ta hon means us past ko bhoolany k lia achnak bolna start kardy yah kia yah agaya par main apny demaag sy bolna nahi chata means boolty wakat yar ata ha yah main kiu bolraha hon
or koi porana dost milta ha to main us sy milta nahi or sab cricket yah or kuch khale rahy hoty ha tu mara dil nahi chata bas shup rahta ho or ALLAH k karam ha namaz karta ho 5 time par sokoon nahi ha or koi kam karny k socho tu kam karny sy phly kuch masla ajata ha i am 20 years old or tamam tentions k baad jab main sota hon tu koi dreems main ataha or marta ha yah 3 yah 2 saal sy chalraha ha din ke tamam tentions sy insaan jab sony jata ha tu sonay nahi dia jata is sy mara demaag main kuch ajeb sy hota ha ALLAH bacha ya like lakwa )) a word is LAKWA sa hota ha ami jalde sy muj ko kise nah kise tarhan sy get up karte han raat tak yah mamla chalta ha
or phar morning main offerpray k lia jata hon main water company main hon salez offier office jao tu office ke tention phar ghar ao tu kuch dost cricket khal rahy hoty han par mara dil nahi chta main kuch din sahi phar yah he hota ha kiu kia main pagal hogaya hon ?yah hony wala hon ??SOrry yah apne alfaz say bolna nahi chaheya yah pata ALLAH ko kia baat bore lagjaya koi galat kam nahi karta or han mara backboon main bhe darad hora ha boht zoordar jis sy namaz masla hota ha nechy nahi jasak ta main jab darad hota ha asa lagta ha k sir opar nechay horaha ha bohot taaz hota ha acha muj ko
larke warke k bhe koi chook nahi ha strang larky girls ke taraf jatay han means par muj ko pasand nahi ha ap ny bola bhe tumhare shadi kardy par mai ny mana karde jab ALLAH sahy ga tu jaya ge sex ke talab bhe nahi hote 20 yah 22 main hote haja sy agk larkon ko friends bolty han pata nahi tu ko kiu nahi hote ALLAH k karam ha par ghar main ALLAH K karaha sokoon ha par demaage nahi ha means muj ko nahi ha ALLAH K deya howa sab ha par (( muj ko nahi ha ) ALLAH karon ke sohbat main bhe jata ho )
kiu kia masla ha kia main sonahe sak ta kia after marride bhe muj ko yah demaage masla hosakta ha ) kia doctor kuch hosak ta ha kia muj ko kise ke zarorat ha ? or main har kise nah kise ke madad karta rahta ho is he waja sy k yah tention sy mekal jaya please mai koi story nahi type karaha is true yah he hora ha 3 saal sy horaha ha
or ab yah wakat agaya ha k asa lagta ha k main pagal horaha hon ary ap yakeen karo kuj ko apne id yad nahe rah te is lia word main type karta ho 5 sy 10 mint main i forgot phar copy past karta hon realy yar plz main ap k clinic bhe asak ta ho but agar ap net par bata ty tu acha ha par i know jo bat samny hote ha wo net par kahan please reply ALLAH haiz
|