raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:10th May 2009, 3:52pm |
|
|
Shohar Ka Haq......
SALLAM TO ALL FRIENDS ALLAH pak nai aik aurat kai liyai uskai shohar ka kitna maqaam raka hai yai is ahadees sai sabit hota hai : - AHADEES: - Hazrat Abu Horaira(R.T.A) sai riwayat hai kai Rasool(S.A.W) nai irshad farmaya " Agar Main Kisi Ko Kisi Makhlooq Kai Liyai Sajdai Ka Hukam Karta To Aurat Ko Hukam Daita Kai Wo Apnai Shohar Ko Sajda Karai" Is Ahadees ko samnai raktai hoyee aik baat wajih ho jati hai kai Shohar ka maqaam bohat bara hai uskai bivi kai liyai.In dono main pyaar-o-mohabat hona chahiyai, aurat ko mard kai amanat ko khiyanat nahin karni chahiyai. Chahai wo kisi tarah ka bi ho. Yani sharam gah ki hifazat karna, apnai shohar aur uskai darmiyaan ki baton ko raaz rakna,aur shohar ko hamesha khush rakna,ati hain. ALLAH hamain roz-e-qayamat hamarai hisaab kitaab main narmi ata karai. Aur hamain dozakh ki aag sai door rakai. Aur hamain apnai naik bandon kai rastai pai chalaye. AMEEEEEEEEEEN NOTE:- sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ
|
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:10th May 2009, 4:47pm |
|
|
thnx Thanks for shareing
I love my hubby :-)
|
dom_man |
Group: Members Joined: 13th Mar, 2009 Topic: 75 Post: 1315 Age:
34
|
|
Posted on:10th May 2009, 5:25pm |
|
|
sharmilly ji shoher ka haq sharmilly baaji,
shoher kee authourity mein se aik ye bhee hai ke wo apni wife ko zaroorat parnay per jismaani saza bhee dai sakta hai.
So be carefull: the sooner u improve ur spelling the better it is for you.LOL |
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:10th May 2009, 5:42pm |
|
|
dom_man I know that but koi bhi shouhar apni tareqi se nahin marsakta it is strickt law in islam kisi bhi baat per nahin mar sakta .........
kuran mein hai ........ i don,t dare to give u the exact meaning of it
But app khush mat ho ki husband saza desakti hai,,,,, woh saza aise hone chahye ki osi taklef naho aur jism pe oska nishan bhi na rahe........
saza bhi tab jab koi bohut bare ghalti hoi ho aur bewi guilty ho........ aisa nahin ki khanee mein zamak ziyada hai aur hubby ka action start .....
About mine woh to kabhi ghusa hoti he nahin hai. marna aur saza to dor ki baat hai ......... Allah sab larkio ko aise he hubby de :-) |
dom_man |
Group: Members Joined: 13th Mar, 2009 Topic: 75 Post: 1315 Age:
34
|
|
Posted on:10th May 2009, 5:46pm |
|
|
i was kidding sharmilly ji u r right, i was just kidding. |
dom_man |
Group: Members Joined: 13th Mar, 2009 Topic: 75 Post: 1315 Age:
34
|
|
Posted on:10th May 2009, 5:50pm |
|
|
i was kidding sharmilly ji u r right, i was just kidding.aur mein kiyon khush hoon ga.ye baat khushi ya nakhushi nahin, bulkay family mein descipline qaaim kernay kee hai.agar descipline nahin ho ga tau love bhee nahin ho ga. isliyee islam pehlay institution banata hai oos ke baat aap ko love vaghaira kee hadayat daita hai.
agar koi sahih zimadaar aadmi saza dai ga bhee tau descipline ke liye na ke khushi se.aur ye wazaih hai ke agar zaroori ho tau ye husband ka sirf haq nahin bulkay ke farz bhee hai,kiyon jis tarah se qanoon mein saza ka tasawer hai, aur hum ye keh ke qanoon mein saza se inkaar nahin ker saktay ke mujram ko aakhrat mein saza mil jaye gee.aur ye baat theek hai ke ye aik limit mein honi chahyee.i hope u got my point. |
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:10th May 2009, 5:52pm |
|
|
lol dom_man app to serious hogai mein to cher rahe thi but nice clearification ;-) |
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:10th May 2009, 5:53pm |
|
|
lol dom_man app to serious hogai mein to cher rahe thi but nice clearification ;-) |
koyal |
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
26
|
|
Posted on:11th May 2009, 4:30pm |
|
|
reply nice sharing raaz
|
|