Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Shadi Ki Pehli Raat In Urdu - Shaadi Ki Pehli Raat In Islam

Unmarried Boys Problems   >>  Suhagraat Tips And Guide
Cancer Of Penis
Cancer of the Penis the Staging, Grading and Treatment Penis Size & What To Do About A Small Penis
Penis Exercises
Do Penis Exercises Really Work?
Abnormally Bent Penis
Peyronie Disease and Abnormally Bent Penis
Natural Aphrodisiac
Natural Aphrodisiac for Enhancing Sexual Desire
alyasir Group: Members  Joined: 09th Apr, 2007  Topic: 1  Post: 2  Age:  34  
Posted on:9th Apr 2007, 1:10pm
 

Shadi Ki Pehli Raat In Urdu - Shaadi Ki Pehli Raat In Islam

Dear Friends! Assalam-o-Allikum Meri shadi aglay haftay hai, or may janana chahta hoon kay may apni wife kay sath shadi ki pehli raat (frist night) ko kiss trha shroo keron , or kiya shaadi ki pehli raat intercourse kerna zarori hai ISLAM kay mutabiq. matlab yeh keh shadi ki pehli raat in Islam kia hai. Thanks!


Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  28  
Posted on:9th Apr 2007, 5:07pm
 

Shadi Ki Pehli Raat In Islam

Shadi ki pehli raat per iss forum per kafi discussion ho chuki hai. Shadi ki pehli raat ko sohag raat bhi kehte hai. iss forum per shohag raat ki alag category hai, iss category mai suhag rat aur shadi ki pehli raat per beshumar thread mojood hai. yeh thread na sirf english mai hai balkeh roman urdu aur roman hindi mai bhi hai. kuch thread mai shadi ke pehli raat ki kahani in hindi and urdu bari detail se likhi gayee hai. tafseelat ke liye read kare: Shadi ki pehli raat ki kahani in Urdu and Hindi

iss ke ilawah iss website per mojood Books mai bhi bari tafseel se shadi ki pehli raat ki kahani bian ki gayee hai. iss books mai shadi ki pehli raat in islam bhi bayan kia gaya hai. aur yeh sari tafseel english urdu aur roman hindi mai likhi gayee hai. aap ko mashwara hai keh read:

valima se pahle sex zaroori hai
Islam mai shadi ki pahli raat sex karna zaroori nahi. lekin valima se pahle sex karna zaroori hai. agar valima se pahle sex nahi kia tu valima qabool nahi hoga.

larki walo ke lia shadi ki dawat zaroori nahi. lekin islam mai valima ki dawat zaroori hai. lekin yeh dawat tab hi karne ki ijazat hai jab bivi se sex kare. isi liye jin logo ka sirf nikah hota hai ya jin ka telephone par nikah hota hai woh log valima nahi karte hai. kio keh sex ke beghair valima ki ijazat nahi.

jo log valima shadi ke doosre din karte hai hai woh ghalat karte hai. kio keh shadi ki pahli raat sex mai kamiabi ka imkan bilkul nahi hota. kiokeh sex like driving and cooking hai jo keh aik din mai seekha nahi ja sakta.




hypka Group: Members  Joined: 03rd Feb, 2007  Topic: 1  Post: 17  Age:  31  
Posted on:9th Apr 2007, 10:02pm
 

Shadi Ki Pehli Raat In Islam

Please Dont give wrong information

Answering your question, Sheikh Ahmad Kutty, a senior lecturer and Islamic scholar at the Islamic Institute of Toronto, Ontario, Canada, states:

1. Sexual intercourse

There is nothing in the Islamic sources to indicate that it is necessary for the couple to have sex on the very first night (shadi ki pehli raat) of the marriage. It is up to the couple to decide when to have intercourse, so long as they do it through consensual agreement and they stay clear of the prohibited practices mentioned below:

1. Sexual intercourse is not permitted while the woman is experiencing her menstrual period. They must wait until she has completed the period and has purified herself through ghusl (major ablution involving complete bathing). Allah says, "do not approach women (while they are menstruating) until they have purified themselves." (Al-Baqarah: 222). However, everything other than sexual intercourse is perfectly permissible during the period.

2. Anal intercourse is strictly forbidden; sexual intercourse must be done only in the vagina, while there are no restrictions in regards to other forms of sexual satisfaction, so long as they are done consensually.

3. If they are resorting to family planning on a temporary basis, it must be done consensually, not unilaterally.

4. Sexual intercourse is not permissible while one is fasting during the month of Ramadan. It is also forbidden while one is in a state of ihram (consecration for Hajj or `Umrah).

Furthermore, Islam teaches the couple to be gentle in their approach towards one another, and to make the sexual act as deeply fulfilling as possible, emotionally, physically and spiritually.




saruzi Group: Members  Joined: 25th Mar, 2007  Topic: 3  Post: 53  Age:  37  
Posted on:9th Apr 2007, 10:55pm
 

Shaadi Ki Pahlee Rat Aur Valima

 Aik question haay ,,, aik family main shaadi hoye oanin nain 12 April barat kee date rakhee , 13 April ko walima rakha. Abb Dulha sb shaadi ki pehlee rat sex na kar sakay ,,,, Now question haay kaay wo walima kee date agay kar dain oar kahain ** Bahi and behno , aik zaroori elaan sunoo , main raat ko apni biwi saay woo woo naheen kar saka so aaj ka walema cancel , lahaza jab hum batain aap walemay kaay liye aa jaain.**

Hansi aatee haay aisay answer oar elaan sun kar.Agar baat ka pata naheen to ghalat and fazool baat saay behtar haay kaay chup raha jaye.

Allah Hafiz

imran4 Group: Members  Joined: 28th Feb, 2007  Topic: 10  Post: 81  Age:  28  
Posted on:10th Apr 2007, 1:59am
 

Shadi Ki Pahli Raat In Urdu and roman hindi

huMmm kali_zuban ap na kaha sai soyna ka walima sai pehle physical relation zaroor kerna perta hain aisa nahi hain aap walima ka baad bai intercourse ker sakti ho ase ka walima per koye asar nahi hota. agar mere baat ka yakin nhai hain toa kiisa imam sai bai pouch lo 
Truth Group: Members  Joined: 08th Apr, 2007  Topic: 0  Post: 33  Age:  30  
Posted on:10th Apr 2007, 4:17am
 

What is the waleema?

Yaar ab mujhe yeh koi bataye ke waleema kia he? Actually hummare yahan to shadi ki raat hi sub ko bulaya jata he (Is this waleema Party?). Aur usi raat ko hi rukhsati hojati he, nakah pehle kardiya jata he jese ke hum Saudi Arabia mein rehte hein, yahan per nakah court mein hota he aur phir shadi ki raat ko hi rukhsati hoti he jis mein sub  ko bulaya jata he, to matlab yeh ke agar rukhsati pehle hoto phir sex jaez he warna nahein, specially iam asking to Kali Zuban, waleema se pehle sex, ese to kabhi nahien huwa hummare yahan.
Zain_ali Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 2  Post: 281  Age:  33  
Posted on:10th Apr 2007, 5:03am
 

Shadi Ki Pehli Raat (Suhag Raat) In Islam

yaar walima sai phele sex kerna aur walima ka pora na hona asee koye baat islam mai nahi hain. baz oquat female asee situation main nahi hoti phys or mentally toa kia tum zabardaste kerwo gaye . paglyon wali baat nahi kerwo kali_zuban


asifkhankh Group: Members  Joined: 04th Apr, 2007  Topic: 1  Post: 7  Age:  31  
Posted on:10th Apr 2007, 6:54am
 

Shadi Ki Pehli Rat

Janab ye baat jis tarah ap ko dr ne ki hain

shadi ki pehli rat kerna zaroori nahi

aur valimay say pehlain kerna zaroori hain

ye baat such hain mary dst mar bahi

k shadi ki pehli rat sex kerna zaroori bhi hain aur sunnat bi aur jis tarah inho ne kaha k nahi kerna zaroori pehli rat ye baat her giz sahi nahi hain i m sorry dr rizwan saab ap ki baat ko gulat kaha afsos k ap ko is bary mein nahi pata

dost ager meri baat gulat lagti hai aur dr ki sahi tu ap iymaam sab say maloom kerna phir ap ko khud pata chaljaaygi ok

tc

ALLAH HAFIZ best of luck

khan_80 Group: Members  Joined: 09th Mar, 2007  Topic: 8  Post: 2604  Age:  33  
Posted on:10th Apr 2007, 3:05pm
 

Shaadi Ki Pehli Raat

hypka, saruzi and zain_ali are right.

intercourse is not mandatory on shaadi ki pehli raat nor before valima.

Zain_ali Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 2  Post: 281  Age:  33  
Posted on:11th Apr 2007, 6:18am
 

Shadi Ki Pehli Raat Ki Kahani

first dicuss about ur future, asee batawo ka tum ase ka kitni sath ho ase kaha kia kerna hain tumahre pasand aur ase tarah ase sai ase kaye pasand/napasand  pocuho

dekho yaar pehle din toa girls nervous hoti hain abhi tum jo asee ka kapre khud utarne baith jawo jo ka her husband kaye khawish hoti hain toa this is not fair. asee kaho woai khud ya newd ho

aur islam main pora newd honi sai mana kia giya hain sirf apni makhsos jaga sai newd hona cahye

aur ya jo women ko udat hotye hain jasosi kaye ka sheet per blood laga hain ya nahi asee baad kerwo khudi safye wagirah ker layina kia sare jaha ko batawo gaye aur biwi ko bai pershan kerwo gaye.

first night sex zaroori nahi hain

yaar jisai tumhara dil cahye bus woai islam aur medically thek ho.

sana-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2007  Topic: 1  Post: 7  Age:  40  
Posted on:12th Apr 2007, 12:09am
 

Shadi Ki Pehli Raat Ki Kahani

app  mard hazrat  shadi ko bas  sex hi kionn samajhty ho kia  . shadi ki pehli raat ko larki  apny parants ky ghar sy ati hy to  u parashan hoti hy naylog naya rasmo riwaj hoty han. is lian  zarori anhin kah sex kiaya jaiy , ham ny  baham mashwary  sy shadi ki peli raat ki bajaye next  night ka progeramme rakha tha .
Truth Group: Members  Joined: 08th Apr, 2007  Topic: 0  Post: 33  Age:  30  
Posted on:12th Apr 2007, 6:36am
 

re: Shadi Ki Pehli Raat Ki Kahani

i agree with Miss Sana, apni kahani bhi yahi hai keh shadi ki pehli raat ko kuch nahi hoga, inshallah. per yeh waleema kia he, don't laugh ok.
A.LODHI Group: Members  Joined: 14th Jul, 2009  Topic: 0  Post: 4  Age:  39  
Posted on:16th Jul 2009, 6:39am
 

FIRST NIGHT

ASSALAMUALYKUM,

As far as i know there is no cumpulsion in our religion to do sexual intercourse at first night after nikah. i dont know why people are so causious about it. does that mean only sex???

dont we have any thing to do at that precious night what will happen if we take a breif introduction about our personalities do's don't liking dislikings favourit dishes,colors,games,religious thoughts beliefs, family care matters, past events, educational background, academic activities, favorit actors, writers, movies, etc... and lot more things to be discussed.

i dont mean that i am against to have sex at first night but my dear brother sisters we can have lot more to discover including sex.

THANKS

ALLAH HAFIZ.

 

TheRock Group: Members  Joined: 24th Aug, 2008  Topic: 32  Post: 756  Age:  29  
Posted on:16th Jul 2009, 5:51pm
 

@@@@

yaar meri knowledge kehti hai k valima sunnat hai lkn yeh pehli baar sunaa hai k sex ka honaa b zarori haiii wrna valima qabool nahin hoogaaaa yeh pehli baar sunaa hai meneeee.......wse jahan tak mje knowledge hai k ho jaata hai bht se reasons ho sakhte hain paidaaaaa sex na hone k iska matlab yeh nahin hai k valimaa delay kardiyaaa jaayeeee aik bande k reply se me agree karta hon dulhaa announce thori karygaa k wo sex nahin kar sakkaa islyeee valima delay horaha hai yeh aik simple or common sense ki baat hai yaar its impossible

nikah k baad valima zarori hai sunnat hai lkn iska sex se koi taaluq nahin hai jahan tak mje pataa hai

agr ksi k paas prove hai refrence hai to wo post kary yahan is baare meee




rafaz Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 20  Post: 937  Age:   
Posted on:17th Jul 2009, 8:07pm
 

INTERCOURSE NOT NECASSARARY

For valima ,intercourse zaroori nahee ha ,ulmas yee khetey heen k valima k lyee mard ka apni bivi k saath intercourse kerna zaroori bilkul bhee nahee ha
Hangama Group: Members  Joined: 02nd Dec, 2007  Topic: 37  Post: 1261  Age:  37  
Posted on:18th Jul 2009, 4:05am
 

Wow

YAh topic start howa tha 9th April 2007 date per aur aj hai 18th july 2009... wow... Abay bhai ab to jis nai yah topic shuru kara hoga uski bhi aulad hogai hogi... Kiya aplog uski children ko information dai rahai hain...LOL
Time Bomb Group: Members  Joined: 14th Jul, 2009  Topic: 8  Post: 53  Age:  33  
Posted on:14th Dec 2009, 8:21am
 

I dont agree with Kali zubaan

Yeh kis kitaab mein likha hai k Valimey se pehley ager sex nahi hua tu Valimaa VALIMA KABOOL NAHI HOGA ???? .... my dear you have wrong information jab tak sahi na patah ho daleel k saath jab tak post nahi kerna chaheyah aap mahir-e-sexiyaat k zeyada he doctor lagty hein mujeh mehrabani ferma ker logo ko sahi mashwarey dein taakey woh oon per amal khud bi karein oor doosroo ko bi talkeen karein or jis baat ka pata na ho oos per khamoshi ikhtiyaar kerna behtar hai !!!
Riyaji Group: Members  Joined: 28th Jul, 2009  Topic: 0  Post: 1  Age:  27  
Posted on:1st Mar 2010, 1:34am
 

help me

mere shadi hony wali hy mujhy plz batay k shadi ki pehli rat kia hota hy sex kis tara say hota hy mere koi dost ya sister nahi hy jis say me pochoo plz mere help kary ajj bohat mushkil say me is website par pohchi hon plz reply

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 250  Post: 4281  Age:  38  
Posted on:15th Jul 2010, 2:44pm
 

shaadi ki pehli raat

Riyaji: iss topic per pehle hi kafi discussion ho chuki hai. aap ko mashwara hai keh previous post read kare.
sheikh6666 Group: Members  Joined: 31st Oct, 2010  Topic: 1  Post: 22  Age:  24  
Posted on:31st Oct 2010, 5:10pm
 

reply to all

dekhiye myn aap sab se ye baat kehna chahon ga k islam myn zroori nie hai k shadi ki pehli raat intercourse kro intercourse aap next day b ker sakte ho is k liye mere pass aik big reason hai wo ye k ager shadi ki pehli raat wife ko menses aa rhe hn to b kya aap us k sath intercourse kro ge nhi na kyunk aurat ko jab menses aa rhe hon to us k sath intercourse nie hota aur na hi larki is baat ki ijazat deti hai
1 2  >>
Healthy Vagina
How To keep A Vagina Healthy
Quick Fertility Guide
When Are You Most Likely to Get Pregnant? - A Quick Fertility Guide
Get Pregnant Immediately
Exclusive Tips on How to Get Pregnant Immediately
Pregnancy Chances
Increasing Chances of Pregnancy - How to Help Infertility
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012