moderator koi mufti tu nahi bhai yeh aik medical website hai. is lia is website ke moderators doctor hai koi mufti nahi. albatta aik musalman ki haisiat se deen ki batai sab hi jante hai lekin kisi alim-e-din ki tarah koi fatwa nahi de sakte. lehaza moderator se is sawal ki jawab ki tawaqo na kare.
bewaqoof ka jawab: mai ne aisi koi hadeth nahi read ki. aur na hi kisi alim-e-deen ke kisi article mai aisi bat dekhi hai. agar yeh sach hota tu gynecologist bechari ka kia hota jis ki daktari hi sharagah par hoti hai.
husband wife agar aik doosre ko barhana nahi dekhe ge tu phir batai keh kis ko dekhe ge. bhai aik doosre ko is tarah dekh sakte hai aur sath bath bhi le sakte hai. bath lena foreplay mai shumar hoga.
Lekin is qisim ke bath ke bad bhi aik aur bath alaihdgi mai lena ho ga kio keh bath ke tareeqa kar mai wazoo karna zaroori hai. aur bath mukammal karne se qabal wazoo toot gia tu phir bath leni hogi.
mia bivi aik sath bath le tu wazoo qaim nahi rah sakta. is lia sath bath lene mai gunah nahi hai lekin yeh bath nahi kahlai ga. bath ke lia alag hona pare ga aur phir se wazoo kar ke bath lena hoga.
meri bat samajh nahi aye tu mujhe maaf kar dena. kio keh mai koi alim-e-din nahi hoo balke aik bewaqoof hoo. |