faisee |
Group: Active Members Joined: 13th Feb, 2007 Topic: 79 Post: 776 Age:
30
|
|
Posted on:26th Jul 2007, 8:51pm |
|
|
Sex Before Rukhsati: Is It Allowed? This matter is being discussed many time in this forum regarding sex before rukhsati and after nikah is allowed or not. I have seen a question regarding mangni in akhbar-e-jehan and its answer mentione by the "Mufti hassam ullah shareefi" is:
"Islami taleemat kai mutabiq larka aur larki jab tak nikah kai bandhan main na bandh jayen au rukhsati na ho jaye, woh aik doosray kai liye na-mehram rehtay hain..."
``` For reference:
http://www.akhbar-e-jehan.com/home/sunnat.php
Thanks
|
faisee |
Group: Active Members Joined: 13th Feb, 2007 Topic: 79 Post: 776 Age:
30
|
|
Posted on:27th Jul 2007, 2:03am |
|
|
Re: I hope it will help. |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:27th Jul 2007, 2:17am |
|
|
aisi larki ki iddat nahi hoti 1. Nikah ke baad Rukhsati se qabal mubasrat ki ijazat nahi hai.
2. nikah ke baad aur rukhsati se qabal agar shohar ka inteqal hojai ya divorce ho jai tu aisi larki ki iddat nahi hoti.
3. shohar ke inteqal ya divorce ke bad iddat zarori hai. jis ka maqsad sirf aur sirf yeh hai keh agar pahle shohar se koi pregnancy ho tu woh zahir ho jai.
4. Nikah ke bad rukhsati se qabal larki ko virgin tasawwar kia jata hai. isi lia shohar ki death ya divorce ke bad oski iddat nahi hoti aur doosri shadi karte waqt ose virgin tasawar kia jata hai.
|
m.sultan |
Group: Members Joined: 05th Jun, 2007 Topic: 3 Post: 8 Age:
30
|
|
Posted on:27th Jul 2007, 9:33am |
|
|
kya baat krna jaiz hai Assalam u alaikum
main ye poochna chahta hoon k agar lrka or lrki kaa nikah ho jai. tou theek hai wo uss wkt tk mubasharat nhi kr sktay jb tk lrki ki rukhsati naa ho jai. laikin kya woh donon apas main baat cheet kr sktay hain. or agar baat cheet krni ho tou kis had tak kr sktay hain. maqsad ye hai poochnay ka k kya woh miyan biwi wali batain kr sktay hain yaa nahi.
jazakkallah khair |
khan_80 |
Group: Members Joined: 09th Mar, 2007 Topic: 8 Post: 2604 Age:
33
|
|
Posted on:27th Jul 2007, 9:58am |
|
|
re: m.sultan After nikah the girl is wife of the person and he can talk to her, this is jaiz but if he will do sex talk with her then there is a chance of sexual excitement and then intercourse, so its better (socially) to avoid sex talk. |
smart.guy |
Group: Members Joined: 26th Aug, 2007 Topic: 0 Post: 2 Age:
38
|
|
Posted on:26th Aug 2007, 12:38am |
|
|
Nikah ke baad Mubashrat Assalamo Alaikum,
I am new to this forum. While surfing various informative posts; I got stuck into this thread and do not agree with 'My Reply'. Please confirm from the religious view point that :
"Nikah ke baad aur Rukhsati se pehle Mubashrat ki ijazat nahin hai".
Nikah ke baad mard aur aurat dono aik doosre ke liye halal ho jate hein aur mubashrat kar sakte hein. Lekin cultural point of view se isse bura samjha jata hai, iss liye avoid karna ziyada behtar hai.
Agar meri understanding sahi nahin tu please isse clearly confirm karein Quran aur Hadith ki roshni mein.
Thanks. |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4304 Age:
38
|
|
Posted on:26th Aug 2007, 1:53am |
|
|
Rukhsati se qabal mubasrat: iddat bhi guzarni hogi jab bat cultural point of view ki ho rahi hai tu Quran aur Hadith kaha se le aye. Pakistani aur indian culture mai rukhsati se qabal mubasrat karne ki ijazat nahi hai. Pakistan mai agar kisi larki ka nikah hua aur rukhsati se qabal talaq ya bewa ho gai tu ose virgin tasawar kia jata hai. kio keh yaha ke culture mai rukhsati se qabal mubasrat allow nahi hai.
aur religious point yeh hai keh talaq aur shohar ke inteqal ke baad iddat lazmi hai. jab keh aisi larki jis ki rukhsati nahi hui hai os ki iddat nahi hoti. kio keh iddat ka sirf aur sirf aik hi maqsad hota hai keh agar pahle shohar se hamal ho tu woh zahir ho jai. rukhsati se qabal wali larki ka iddat is lia nahi hota keh yaha par hamal taharne ka koi tasawar nahi.
lehaza agar koi larki rukhsati se qabal bewa ho gai aur os ne apne shohar se mubasrat ki hai tu ose iddat bhi guzarna hoga. hamare culture mai agar koi aisi larki jis ki rukhsati nahi hui ho agar iddat mai baithe tu mohalle aur baradri wali shame shame kahe ge.
lehaza rukhsati se qabal mubasrat gunah tu nahi lekin hamare culture mai shame shame wali baat hai.
|
kim84 |
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2007 Topic: 113 Post: 786 Age:
29
|
|
Posted on:26th Aug 2007, 2:25am |
|
|
Wonderful Post! Mjy kafi kuch sekhnay ko mila............
Good topic introduced by my friends...............I like it.........
Faisee JEETAY rho........heheheh
Rgds |
AK-47 |
Group: Members Joined: 10th Aug, 2007 Topic: 1 Post: 129 Age:
29
|
|
Posted on:26th Aug 2007, 6:57am |
|
|
hmm Rikhsati i dunt think kay zaroori hai
Nikah ho janay say app mian BV ban jatay hain rukhsati sirf aik Rasm hai
Islam mai sirf yeh kaha gaya hai kay Nikah karo aur saatah bhaij do , yeh rukhsati kay liyea rok kay rakhna is not a good thing |
faisee |
Group: Active Members Joined: 13th Feb, 2007 Topic: 79 Post: 776 Age:
30
|
|
Posted on:26th Aug 2007, 2:08pm |
|
|
Re: AK-47 Brother, I would like if you read some of my understanding mentioned in the post:
http://forum.noorclinic.com/thread.php?topic=2859
regarding nikah and rukhsati and what rukhsati means in culture and religion. then please comment on this. thanks |
smart.guy |
Group: Members Joined: 26th Aug, 2007 Topic: 0 Post: 2 Age:
38
|
|
Posted on:30th Aug 2007, 1:00am |
|
|
To Mr. Bewaqoof
BTW: Being a muslim, we can't ignore "Quran aur Hadith". My point was how come some one was posting a mesage like a 'fatwa'. Go back to my message and read the words in inverted commas. Please try to understand the point and then respond; don't mix up arguments you will never lead to a conclusion.
Hope you understand. |
AK-47 |
Group: Members Joined: 10th Aug, 2007 Topic: 1 Post: 129 Age:
29
|
|
Posted on:31st Aug 2007, 2:12pm |
|
|
hmm yara faisee ab itni lambi storeis nai parhta mai
mujhe itna patta hai kay nikah ho gaya to BV aur hubby ka relation ho jata hai
that what Islam says
baqi mai nai manta kuch |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4304 Age:
38
|
|
Posted on:31st Aug 2007, 6:24pm |
|
|
cultural point of view
nahi manna hai tu nahi mano. tumhari koi khushamad tu nahi kar raha hai.
|
|