honey_92 |
Group: Members Joined: 22nd Nov, 2008 Topic: 5 Post: 6 Age:
30
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 8:19am |
|
|
Is Sex After Nikah But Before Rukhsati Allowed In Islam?
AOA every one mera nikha ho gay hay meray husband out of country hain main abhi phar rehi hon meri study ki waja sa meri rukhsti nahi hoi . ab meray husabnd aa rahay hain. aur hum kuch din sath main bhi guzarin gain. mujage pooch na ya hay ka ger meray husband mujage sex ker na ko kahin toi kya ya humain kerin chahayislamic point view ya hum pay jayzay hay ab. plz gave me ans as soon as possible
|
aliramzee |
Group: Members Joined: 19th Nov, 2008 Topic: 3 Post: 18 Age:
25
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 8:27am |
|
|
ali ager app ka nikkah hai tu i dont think ke is mein koi gunnah hai
|
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 10:32am |
|
|
honey-92 Islamic point of veiw se to aap dono husband wife hein aor sex bhi kar sakte hein. lekan sex k baad aap pregnant ho gaee to aap ki badnami hogi, abortion karen gi to un islamic hoga. No.2 Suhaaq raat ab hi mana li to rukhsati k baad attraction nahi rahe gi. to behtar hai sex rukhsati k baad hi karen abhi sirf romance se hi kaam chala len. |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 10:59am |
|
|
honey_92 bilkul aap ker sakti hain.Bcoz he is your husband.
is me koi badnami nahi hai.ye koi illegal to nahi hai k badnami ho.
kher munasib ye rahe ga k aap log rokhsati ka wait krein.aagey aap donu ki apni marzi hai.
|
Kali Zuban |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
28
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 12:54pm |
|
|
re: sex before rukhsati Islam mai tu allow hai, koi guna nahi hoga. lekin hamare culture mai allow nahi hai. hamare culture ke mutabiq rukhsati se qabal sex kerna bare sharam ki baat hai.
rukhsati se qabal larki virgin hi tasawar ki jaati hai. isi liye rukhsati se qabal shohar ka inteqal ho jaaye ya woh bivi ko talaq de de tu os ka iddat nahi hota. jab keh sex kerne ke baad inteqal aur talaq ki soorat mai iddat bhi guzarna hota hai.
lehaza mera mashwarah hai keh aap apne shohar ko saaf saaf mana ker de, agar woh naraz bhi ho tu perwa na kare, yeh narazgi permanent nahi ho gi.
|
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 1:03pm |
|
|
s4u s4u agar larki rukhsati se qabal pregnant ho jaye to kia is mein badnami nahi hoti? |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 1:20pm |
|
|
Azzi uncle kiu kia oska Nikkah nahi hoa?Nikkah k bad donu husband & wife hain.aur aap jante hain k nikkah hi sab kuch hai...pehle zamane me to esi koi rasam nahi thi jo aaj kal hain...
|
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 1:35pm |
|
|
s4u I agree keh woh sex karen to its no illegal, magar rukhsati se qabal dunya ki nazar mein unka milap nahin huwa. aor rukhsati se qabal pregnancy ko koee kuch b matlab le sakta hai. |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6612 Age:
54
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 10:51pm |
|
|
rukhsati karaa li jaye nikaah aur rukhsati k darmayaan zeyadah gap nahi hona chhaiyeh... koshish karaiN k rukhsati jald az hojaye takay koi social issue paida nah ho...
after rukhsati bhi laRki apni education jari rakh sakti hai aur laRka bahar jasakta hai... nikaah k baad dounouN ko milnay nah denaa yeh bhi aik zulm hai. laRkaa bhi israr karkay jald az jald rukhsati karaa lay. |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7336 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:22nd Nov 2008, 11:17pm |
|
|
ok i agree with s4u ...........legally both are husband and wife........... |
almahdis |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2008 Topic: 2 Post: 8 Age:
35
|
|
Posted on:23rd Nov 2008, 6:50am |
|
|
kashif I heard this Masla from one of our Mufti and he said sex is not allowed after Nikkah u must have to wait till rukhsati and all ullama are agreed on it .
thanks
|
sahilkasht |
Group: Members Joined: 20th Nov, 2008 Topic: 0 Post: 2 Age:
34
|
|
Posted on:25th Nov 2008, 9:12am |
|
|
yes u can do Offcourse u can do sex after nikah and before rukhsati. There is no harm in it. When he becomes ur husband he has the right to do sex with u.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:26th Nov 2008, 3:00am |
|
|
sahil sahab lekin bhai rukhsati tak agar ruk jayen gay to kia ferk perta hai
thora aur sabar ho jaye to behter nahi?
main ne ye kahun ga k agar rukhsait mein kafi time hai aur nikkah ho jata hai to phr na keryen sex...lekin agar rukhsati 1-2 din bad hai to phr nikkah k bad sex ker sktey hain..phr koi herj nahi ahi |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:24th Feb 2009, 9:42pm |
|
|
after Nikkah before Rukhsati jahan ziada time sabar kar sakte hain wahan 1, 2 din bhi sabar kar liya jaye to ziada acha hae:) koi bhi baap ya bhai yeh pasand nahi karta k un ki behan ya beti ghar bethay huwe (khwah nikkah hogaya hae) apnay shoshr k haqooq poore karti rahe. jab shoshr bv k haqooq O faraiz adda karta hae tabhi bv bhi us k haq adda karne ki zimmadar hae. rukhsati se qabl munasib nahi . baad mein yehi shohar sahib taane bhi detay hain . |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6612 Age:
54
|
|
Posted on:24th Feb 2009, 10:29pm |
|
|
2 reply 1. islamic point say to iska jawaab hai k YES. It is allowed (but NOT necessary / Fard) in Islam.
2. samaji etbaar say nah sirf yeh k yeh mayoob see baat hai... balkay before rukhsati, miyaN biwi k freely milnay julnay say bahoot say degar social problems paidaa hosaktay haiN. lehaza normally aisaa karnay say avoid hi karna chhaiyeh... aur jald az jald rukhsati ka ehtemaam karna chhaiyeh...
ALBATTAH, agar koi "special" sooratay haal pesh aa jaaye (yahaaN misaal denay ki zaroorat nahi) ... aur dounouN khandaan walay yaa at least laRka aur laRki k ghar walay, rukhsati say qabal dounouN ka milnay /yakjaa honay ko encourage karaiN to koi harj bhi nahi... masla to sirf samaaj hi kaa hai.... agar samaj ko etraaz nahi to shariyat nay to pahlay hi allowed kia howaa hai...
|
chaman0078 |
Group: Members Joined: 26th Jan, 2009 Topic: 31 Post: 192 Age:
28
|
|
Posted on:25th Feb 2009, 3:12am |
|
|
Nikha or Rukhsati ap ki bat bilkul theek ha k, Nikah k bad wife or husband ka aik dossray per hak ha,
Lakin aik bat jo bohat ahem ha, hmain sab say pehly Rukhsati k meaning samjnay hoon gay.
Nikah or Rukhsati Haqiqat main aik hi cheez ha, Lakin Baz oqaat Rukhsati main kuch gap hota ha kabi 1 month ka kabhi 1 sall ka. (Aqad-ul-Nikah) us wakat pora hota ha jab wife apnay husband k sath Rukhsat ker di jati ha, Lakin Rukhsati say pehly Nikah-e-Kamel nieh kaha ja sakta, or jab tak Rukhsati nieh ho gi, wife apnay parents k pass aik Amanet ha. or Nikah k bad parents ko ye haq nieh k wo (Aqed-ul-Nikah) ko Tore dain (without any special circumstances) , or na hi husband amanet main khiyanat ker sakta ha.
Ye maray apna nazriya ha---------- (but I am not sure)
Buzerg kehtay hain, jo bat ap ko sehi lagay dosrron ko batani chaya. |
aHsaN519 |
Group: Members Joined: 09th Feb, 2009 Topic: 4 Post: 23 Age:
25
|
|
Posted on:25th Feb 2009, 5:14am |
|
|
:) oye kis ne kaha ye gunnah nahi hy ? bhai gunnah hay ye b...
ruksati se pehle sex bht gunnah hay... islam is ki ejazat nahi deta hay... nikah honay k bad.... ruksati tk to shohar apni bv ko dekh b nahi skta hay... |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:25th Feb 2009, 5:29am |
|
|
i agree to mayrizvi |
zaki_khan |
Group: Members Joined: 25th Feb, 2009 Topic: 2 Post: 35 Age:
24
|
|
Posted on:25th Feb 2009, 7:46pm |
|
|
kali zuban i do agree with kali zuban, she said true, and according to our culture point of view, i'll advice be patience, and w8 till rukhsati, till then u guyz can romance, ,,
wish u all the best
|
doctorpk |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 25 Post: 593 Age:
41
|
|
Posted on:5th May 2009, 6:13pm |
|
|
New Topic No 13808 by dashingduk deleted (Repeated Topic) Doctor sahab
Meray aik aziz dost ka abhi kuch din pehlay nikah Hua hai abhi rukhsati mein aik saal hai, usay apnay jazbat ko control kernay ka sirf ek he tareeqa samajh araha hai k woh masturbation kerta rahay. Woh or us ki Biwi ( jo k abhi us k ghar rukhsat ho k nhi ayi hai) dono rukhsati se pehle sex kerna chahtay hain kia yeh sahi hai. Aik aalim sahab ne kaha hai k jaiz hai magar agar kisi ko pata chala to badnaami ho jai ge larki ki werna yeh jaiz hai kyun k woh sharai husband wife hain.
Aap please jald az jald comments ya satisfactory answer di jiay |
|