LOOKING FOR THE ANSWERS PLS. HELP Salam
Meri wife ko thalassemia Minor Bataya Gaya hai, wesai to mujhai maloomat hai ke minor waloon ko koi khas qisam ke treatments leni nahin parti hain magar yahan mamla kuch mukhtalif hai, woh wesai hi pehlai sai ULSAR ka ilaj karwa rahi hain KAMZOOR bhi woh kafi hain
magar yeh zaroor hai ke MASHA ALLAH HIMMAT KE KAMI NAHIN HAI UN MAIN.
is liyai main yahan abhi 2 din pehlai ke blood report aap ke samnai rakhta hoon aap barai karam is ke barai main koi mufeed mashwara dain
Age : 33
Weight : 35 kg
hight : 5.1
C O M P L E T E BLOOD COUNT PROFILE
white blood cells : 5.1
Red Blood Cells : 4.18
Hemoglobin : 5.3
Hematocrit : 20.2
mean Cell Volume : 48
M C H Concentration : 26
Neutrophils : 69
Lymphocytes : 27
Eosinophils : 01
Monocytes : 02
Basophils : 01
Platelet Count : 359
Red Cell Morphology
Anisopoikilocytosis ++
Hyprchromasia ++
Macrocyte ++
Target Cell ++
B I O C H E M I S T R Y
AI-T (SGPT) : 30
MAIN UMMED KARTA HOON KE AAP JUD AZ JALD REPLY DAINGAI
NOTE : MERAI PASS 2000 SAI 2010 KE TAQREEBAN SARAI TEST KA RECORD MOJOD HAI WIFE KA. JO KE AGAR AAP KO CASE HISTORY SAMJHANAI KE LIYAI DEKHANA HO TO MAIN SEND KAR SAKTA HOON
SHUKRIYA
Rafiq Ahmed |