Friend Problem: Premature Ejaculation
Salam Mera aik dost hain oska aik problem hain woo shadi se pehly masht zani bohat karta ta to abhi woo kehta hain keh jab main bewe ke sat ham bestari karta hon to bohat jaldi farigh hojata hon is waja se woo bohat he tanshion main hain woo kehta hain keh ye keya waja hain aur es ka koye hal nahi hain keya aur keya ye masala masht zani ke waja se hain ya keya hain oske aik dost ne osko ye bhi kaha ta keh ye jo tum ne boht masht zani ke ti esleye eski waja se app woo ragy dhili hogaye hain is leye tum ko ye masala hain to abhi woo bechara goliya istemal karny ka soch raha hain to app please os ki ye problem hal karwaye.
|