Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Pelvic Congestion: What Is Its Treatment

Unmarried Girls Problem   >>  Girls Problem
Penis Cosmetic Surgery
Penis Enlargement Cosmetic Surgery
Penis Width And Length
How To Accurately Measure The Width And Length Of Your Penis
Cancer Of Penis
Cancer of the Penis the Staging, Grading and Treatment Penis Size & What To Do About A Small Penis
Penis Exercises
Do Penis Exercises Really Work?
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:23rd May 2007, 4:46am
 

Pelvic Congestion: What Is Its Treatment

mai na forum perha tha jis ko pelvic congection dare sai ho woai acha nahi hota mera khial hai mujhe toa ya bimare kaye salyon sai hai shaid last year sai dr. khan aap ya hota kia hai aur kyon ho jata hai aur ilaj na kerwo toa kia hota hai

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:23rd May 2007, 12:11pm
 

re: noor123

nafsiat mai aik bimari hai hypochonriasis. is bimari mai mubtala mareez ki kaifiat hoti hai keh ose jis bimari ke bare mai bataya jai wo apne ap ko osi bimari mai mubtala tasawar karta hai.

agar ap bhi is forum ke doosre member ke post read karke apne ap ko bhi ose bimari mai mubtala samajhti hai tu ap ki bimari ka name hai hypochondriasis.

hypochondriasis aik nafsiati bimari hai. is ke ilaj ke lia kisi psychiatrist se rabita kare. psychiatrist ap ka ilaj medicine, psychotherapy aur behavior therapy se kare ga. agar ap phir bhi theek nahi hui tu ap ka ilaj Electro Convulsive Therapy (ECT) ke zaria kia jai ga. ECT ko electric shot treatment bhi kahte hai.

Psychiatrist ke pas jane ka aik aur faida yeh ho ga ke ap ke dar aur khof ka bhi ilaj ho jai ga. dar aur khof bhi aik nafsiati marz hai. is marz ka nam Phobia hai. wais tu generally kisi ko sirf aid cheez se dar lagta hai. maslan bulandi ka khof, air travel ka khof, kis janwar ka khof etc etc. lekin ap ka marz ziadah bara hai kio keh ap ko bahut sari cheezo se dar lagta hai. is forum par har aik ke post mai ap apne dar ka zikir karti hai.

Phobia ka bhi ilaj na sir medicine se kia jata hai balke psychotherapy, behavior therapy aur ECT se kia jata hai.

hamari nazar mai ap ko personality disorder bhi hai. personality disorder ka ilaj bhi psychiatrist karte hai.

ho sakta hai keh ap ko waqai bahut sari physical bimari bhi ho. yeh kam bhi psychiatrist ka hai keh ap ko nafsiati bimari ke sath sath kon kon si jismani bimari bhi hai. ap ke bahut sate laboratory test ke bad jo jo bimari nikalti jai gi os os bimari ke ilaj ke lia ap ko relevant consultant ke pas bhi ilaj ke lia bheja jaiga.

ap ki mangni hui hai keh nahi. agar ho gai hai tu phir ap jald se jald ilaj kara le warna ap ka hone wala shohar ap ki etni sari bimari dekh kar khood nafsiati mareez ho jai ga.
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:23rd May 2007, 12:36pm
 

to all members

mai ne reply post tu kar dia hai aur ab khood mujhe bhi dar lag raha hai. lagta hai ke mujhe bhi dar ki bimari lag gai hai.

agar kisi ke pas helmet ho tu batana. kio keh mai ne urta hua teel lia hai. aur wahi kam kia hai keh aa bail mujhe mar.
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:23rd May 2007, 12:38pm
 

bewaqoof tum na itni taqrir kaye samjh kuch bai nahi aye. woai kala ho bai toa mai koyn sai gore chite howi mere sawal ka jawab do werna chup raho werna wohi salook mai bai ker sakti howi jo tum log mere sath kerte ho

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:23rd May 2007, 1:10pm
 

Thanks God

Noor123: allah ka lakh lakh shukur hai keh ap ki samajh mai mera post nahi aya. warna tu mai bhi ap ki tarah dar raha tha. lekin dar abhi khatam nahi hua. dar is bat ka hai keh bar bar read karne se kahi mera post sach much samajh na ajai.
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:23rd May 2007, 1:28pm
 

lol aap mujhe pagal samjhte ho
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:23rd May 2007, 1:29pm
 

mai na kub kaha ka mujhe dar lagta hai sawye aik bar ka kyon ka muhe lag raha tha
faisee Group: Active Members  Joined: 13th Feb, 2007  Topic: 79  Post: 776  Age:  30  
Posted on:24th May 2007, 1:37am
 

Re:

nice reply from bewaqoof regarding Phobias.

yaar aap itnee baat kion nahin samjhtay kai noor123 jab bhi post likhtee hai tu "lol" zaroor likhtee hai. do you know what does that mean. it means kai post kai start main hi woh bata detee hain kai jis dar ki woh baat kar rahee hain woh serious dar ya bemari nahin balkay larkion ki sharmeeli nature ki wajah sai hai. aur since she is very young so jab bhi koi new baat parhtee hain tu hairani sai yeh expression detee hain. I am not a psychologist, but I think sirf itnee si baat hai. Baqi Doctor, Bewaqoof , kali zuban and others, aap log tu doctors hain aap ko tu buhut pehlay samajh jana chahiye tha. She is perfectly alright aur sis noor aap ko koi bemari nahin, aur aap ki life bhi isnhaAllah buhtu happy ho gi. bas aik requet karoon ga please dont mind kai irrelevant post per comment na dain , like if I dont think kai my comments are required in any post, I dont give. thanks

SMARTEE Group: Members  Joined: 12th Apr, 2007  Topic: 3  Post: 121  Age:  38  
Posted on:24th May 2007, 2:03am
 

Re:bewaqoof

Yar mujhe yaqeen hai ke noor jab bhi aapka reply perhte hoge enka B.P 120 se oper hojata hoga or faise ka reply perhne ke bad wapes 90/95 tak ajata hoga wese mujhe bhe feker hore hai aap ke post jis din enke samjh main agaee or enhain pata lag gya ke enko ketne sare bemaryan hosakte hain os din kya hoga aap per ab lazim hogya hai ke enke reply perhte waqt apne saifty ka entazam kerleya karen kyonke aap ne bohat bara orta howa teer le lya hai.
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:24th May 2007, 8:30am
 

faisee mujhe such much aisa hota hai lakin mai na aik bar apni ammi ko batiya tha toa anhyon na kuch bai nahi kaha khamosh ho gaye thai mai kisai ko dekh ker nahi kah rahe

smartee mujhe bewaqoof kaye post samjh aye gaye hai lakin ya sub mujhe pagal samjhte hai aur samjhte hai ka mai her insan ko jo bimare ho woai apne aap ko laga layite howi aisa nahi hai

ya kia hota hai : orta howa teer le lya hai

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:24th May 2007, 8:33am
 

abhi mere post ka jawab maat daye koye werna mai tum sub ko do do jotye apne hathyon sai lagawoye gaye bewaqoof toa apne naam ka mutabik hai

abhi mere post ka jawab maat daye koye werna mai tum sub ko do do jotye apne hathyon sai lagawoye gaye bewaqoof toa apne naam ka mutabik hai
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:24th May 2007, 9:48am
 

monkey donkey aur latifa

lagta hai keh mera post samajh agia. aik latifa mulahiza farmai.

aik admi zoo gia. dekha keh sare janwar hans rahe hai. lekin donkey khamosh hai. doosre din woh admi phir zoo gia. dekha keh donkey hans raha hai aur sare janwar khamosh hai.

os admi ne  waha ke janwaro se poocha keh asal majra kia hai. tu aik janwar ne bataya keh kal monkey ne aik latifa sunaya tha. is lia sab hans rahe the. woh latifa donkey ke samajh mai aj aya is lia donkey aj hans raha hai.
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:24th May 2007, 12:05pm
 

bewaqoof

pehle baat toa ya hai ka mai na tumhare itni lambe takrir perhe hai nahi thai upper wale paragraph per nazar dale thai jo ka sara sir bakwas thai so mai na agye bai nahi perhe thai werna tubhe bata dayite bewaqoof nick tumhara hai mera nahi  aur bewaqoof apni jisai latifa hai soyna sakta hai tumhe reply mai kahe mere ans nahi tha toa perhte kyon aur jub smartee na kaha toa tub mai na tumhara article pora perha tha afsoos waqt ziyada howa

faisee Group: Active Members  Joined: 13th Feb, 2007  Topic: 79  Post: 776  Age:  30  
Posted on:25th May 2007, 1:03am
 

Re:noor

noor agar waqai agar aap ko aisee koi problem ho rahee hai tu behter yahee hai kai aap apni ammi sai discuss karain, woh zaroor aap ko kisi lady doctor kai paas lai jayen gi. is main sharmanay wali koi baat nahin. sometimes koi problem thori der kai liye hotee hai laikin ziada time ho jaye tu its better to get advice from doctor. this thing applicable in general for all problems. because yahan per general misconceptions per suggestion dee jatee hai, particular problem aap ki lady doctor hi dekh saktee hai. thanks

1
Pregnancy Chances
Increasing Chances of Pregnancy - How to Help Infertility
Boost Your Fertility
5 Ways To Boost Your Fertility Naturally!
Ovulation Info
10 things you need to know about ovulation
Chances Of Pregnancy
Tips to Enhance Your Fertility and Chances of Becoming Pregnant
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012