re: heart pain generally heart pain left side per hota hai, aur saath saath woh left hand ko radiate kerta hai. heart pain wale ko seerhi (stair) ya kisi slope ke ooper chalne se takleef hoti hai, saans lene mai bhi takleef hoti hai, paseena bhi aata hai. ECG lene per abnormal finding milti hai. agar aise moqa per sorbid nitrite like Angised waghaira istemal kia jaaye tu aaram milta hai.
mera zaati khial hai keh aap ko heart pain nahi hai, phir bhi aap ko shak hai tu kisi cardiologist se consult kare. |