solve my problem sir assalamu alaikum
mera naam farhan khan hai main 24 saal ka hoon
main mushtzaini kareeb 5 saal se kar raha hoon usse pahle main accha tha yaani meri sharamgah (peshab ki jagah) mujhe tandrust lagti thi hamesha straigt lekin jab se maine mushtzaini karni shuru ki aaj kal mujhe kuch faraq mehsoos hota hain hai yaani abhi bhi mushtzaini ke waqt normal mehsoos hota tandrust lagti hai. sharamgah badi lagti hai . lekin aam waqt mein meri sharamgah ekdum choti lagti hai pata nahin sirf mera ye wahem hai ya musht zaini ka asar hai ya normal baat hain main confuse hoon.
please some one clear my confusen tell me what is the reason
aham baat yeh hai ke meri engagement hogai hain 2 months mein meri shaadi hai agar yeh normal baat hai to main shaadi karlunga agar meri koi problem hai to main us ladki ki zindagi kharab nahin karna chahta isliye maherbani karke koi hal bata dijiye badi mehrbani hogi.
thanks very much
farhan khan |